"Forex trading main Liquidation Margin ki explanation",

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Forex trading main Liquidation Margin ki explanation",
    Dear friends, forex trading main trader ko ye pata hona chaiay kay kis currency ki liquidity zayada aur kis ki liquidity kam hai. Trader kay liay yeh janana bhot zaruri hota hai. Jo trader es ko consider ni karty wo trade k lae kbi achy pairs ko pick ni kar sakty, Forex trading k wo pair jin ki liquidity zayada hoti hai un par spread kam hota hai kiu k wo trade k lae maximum time par use ho rahy hoty hain. Trader ko major pair par trade karni chahe jo highly liquid hoty hain or exotic pair par trade ni karni chahe kiu k enki liquidity low hoti hay

    Importance of liquidation margin:


    Forex trading ma liquidity ka matlab hota hai k kisi par par tradr karny ki demand ketni hai. Agr kisi pair par trade yani buy or sell karny ki demand zayada hai to uski liquidity high ho gi or agr kisi pair ko trade karny k lae bhot kam use kiya jata hai to asy pair ki trading demand bhot kam hoti hai. So ham keh sakty hain k asy pair ki liquidity low hai. Trader ko liquidity aur volatility ko mix ni karna chahe. Jis pair ki liquidity zayada ho gi uski volatility kam ho gi or jis pair ki volatility zayada ho gi to eska matlab ye ho ga k eski liquidity bhot kam hai.

    Conclusion:

    Liquidation margin me hum jab forex trading me deposit jama karte hen to hum apne account k leye aik leverage select karte hen, leverage se murad hota hai k hum apne account ki volume ko stock purchase k liay increase karte hen aur aik kisam ki apne account me brokers se raqam udhar laitay hain jis se hum stocks ko purchase kar laitay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Forex trading main Liquidation Margin ki explanation&quot;,

    Liquidation Margin :

    Dear jb aap Forex trading me apne account Mein Kuch amount deposit Krwaty hain aur uske bad aap Forex trading Mein entry rhy hoty hain jesy he aap Koi trade open Krty Hain To aap k pass different important information show Ho gati Ha jis mn Aap ka remaining marjin bhi a Rha hota hai iska matlab yh hota hai ki aapke pass itna available margin hai ar aap is per Itni trading kr skty hain. Agar aapki trade dusron Mein Jaati Hai to Aapka margin automatically reduce ho rha Hota Hai Aur ik Aesi situation Aati Hai Jab aapka margin bilkul finish ho jata hai.
    liquidation margin kisi bhi margin account ki current value hoti hai jo K cash deposits ar Market ki most recent open position per depend krti Hai is k ilawa traders is liquidation margin ko apny account mn additional amount ya additional cash ko deposit kr K increase kr skty hain.

    Click image for larger version

Name:	a0249e_4d971c50edcc4baf94e017eae3a1f024_mv2.png
Views:	1
Size:	141.5 کلوبائٹ
ID:	12388872

    BRIEFING:


    Market Mein traders ko liquidation margin market Mein kaam karte waqt unk Lye bhut ziada helpful Hoty Hain isl iye traders ko Inko acchi Trah Sy analysis krna chahiye Qk Jb aapke pass liquidation margin ka Achcha knowledge hoga tab bhi aap lipidation level expressed percentage value ko achi Trah Se study kar Sakenge aur traders market Mein margin account ke bare mein complete information hasil kr Sakainge.
    Liquidation Levels pre-determined level hoty Hain aur in ko normally margin cell bhi kha gata hai aur margin cell yah hota hai ki Jab koi ik trade ya ziada trades loss mein chali gayen aur nuqsan majooda equity kay barabr ho jaye tou woh tamam trade ya aik trade khud ba khud band ho jaye aur aap ka account balance bhi zero ho gaye ga lehaza jab bhi trade mn enter hoon tou inn sub cheezon ko achi tarah study ker kay demo mein practice kerain aur phir real trade kerain aur jab ap over trading karty hain aur apki maximun trades loss mein chali jati hain tu jis trad ka loss sb se ziada hota ha wo jab apki equity bht kam reh jati ha tu wo trade close ho jati ha aur is tarha loss barh jata ha tu sb trades auto p close ho jati hain is liye ap jab bhi trades open karty hain tu free margin dekh k trades open kiya karain.

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	2
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12388873

    IMPORTANCE:

    Market Mein Jab Ham kaam Krty Hain To yah liquidation margin Hmary kam k liye bahut ziada help hote hain isliye Hamain kbhi bhi liquidation margin ko ignore nahi krna chahiye liquidation margin ko achi Tarah Se analysis krna chahiye aur Hamen Margin account ke bare mein complete information Apne senior member se Hasil Karni chahiye.
    Liquidation margin Kisi bhi margin account ki current value hoti hai trader Apne account ki liquidation margin cash deposit Krwa k increase kr sakte hain Forex trading ki market Mein kam karny k liye zaruri hai ki Ham market Mein maujood tmam position ko achi Tarah Se samajhne ki koshish karain aur Hamen apni trade Mein Hamesha stop loss aur take profit ko zarur istemal karna chahiye. Agar Ham stop loss or take profit ka istemal Nahin Karenge Tu Is Tarah Se Hamen apni trade Mein loss ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Whatismargininforex.png
Views:	2
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12388874

    Forex trading mein aesi situation se bachny k liye aapko margin aur apni planning ke sath sath different tools ka use karna chahiye aur is k ilava aapko apni trading mn liquidation margin per bhi e nazar rkhni chahiye iske ilava aapko Star plus aur take profit ka use kar k apni trading ko Kamiyab bnana chahiye jis sy aap ek acchi earning kar k ek acha profit Hasil karne ke kabil Ban sakte hain trading main aapki mehnat aur ziada se ziada time ki investment aapko ek acha trader banati hai aapko liquidation margin aapke capital equity in sab chizon per nazar rkhain watch karna chahiye ta k aap trading mein Kamiyab ho sakain aur apni further trading mein Main planning kar sakain.

    اب آن لائن

    Working...
    X