Division of Support and Resistance Level along its Interpretation.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Division of Support and Resistance Level along its Interpretation.
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein apni working karte hain to ismein aapko hamesha sabse pahle apni lekhni ko complete karna hota hai kyunki Jab aap apni learning ko complete kar lete hain to uske bad aapke liye working karna aur jyada se jyada profit hasil karna aasan ho jata hai isliye aapko market mein different factors ki complete learning karni chahie aaj main aapko support level aur resistance level ki division aur iski interpretation ki information dene ja raha hun.

    What is Support Level

    Dear members basically yah ek aisa specification for example Bank ne bahut jyada pending order set kiye hote Hain kyunki Jab bottom level per prices bilkul down hoti hai to aisi condition mein ek acchi buying entry available hoti hai aur is point per financial institution ne bahut jyada pending order lagaye hue hote Hain jisko touch karke market wapas aati hai is area ko aap support level kahate Hain.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211013_065859.jpg
Views:	12
Size:	283.0 کلوبائٹ
ID:	12524428

    Division of Support

    Support level ko properly identify karna aur iski division se related aapko complete learning honi chahie Jab aap support level ko identify karte hain aur iske sath iski division karte hain to aapko major support aur Miner support ki information ka idea milta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2021_1013_093824.jpg
Views:	2
Size:	183.0 کلوبائٹ
ID:	12524429

    Major Support

    Dear members Jab aap market mein major support ko study karte hain to ismein aapko bahut acchi trading entry mil sakti hai yah level aap easily identify kar sakte hain aur iske liye aapko hamesha ek acche aur bade time frame mein isko observe karna hota hai Jab aap isko easily identify kar lete hain to yah ek bahut hi majbut level hota hai jiska break out hona bahut difficult hota hai aur ismein aapko market bahut acchi entry de sakti hai is point per aap market mein entry lekar handsome amount of profit hasil kar sakte hain.

    Minor Support

    Dear members Jab aap market mein Miner sport ko study karte hain to ismein aapko yah idea milta hai ki market mein yah level s compared to major support bahut jyada majbut nahin ho sakta aur iska break out jaldi ho sakta hai isliye aapane is level per koshish karni hoti hai ki entry na len agar aap is per entry Le lete Hain to according to the rules aapane ismein risk management ko follow karna hota hai.

    Interpretation

    Dear members Jab aap market mein support level ko properly identify aur divide kar lete hain to iske bad aapke liye interpretation karna bahut aasan ho jata hai kyunki ismein aapko market mein acchi purchasing entry mil sakti hai aur aap market mein according tu level ismein profit hasil kar sakte hain.

    What is Resistance

    Dear member resistance level basically ek aisa sapacific level hota hai jismein market mein prices upar ja rahi hoti hai aur financial institution ne ek specific loan per bahut jyada selling ke pending orders set kiye hote Hain Jab market is level ko touch karti hai to uske bad market rebound Ho jaati hai aur aapko yah idea Mil jata hai ki yah market mein ek majbut resistors hai aur isko next time market touch karke wapas a sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2021_1013_120150.jpg
Views:	11
Size:	216.1 کلوبائٹ
ID:	12524430

    Division of Resistance

    Resistance level ki division karna bhi bahut hi aasan hota hai kyunki Jab aap isko major levels mein divide karte Hain to major resistance aur Miner resistance ka idea milta hai jinki detail mein aapse share karta hun.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211014_152949.jpg
Views:	4
Size:	370.6 کلوبائٹ
ID:	12524431

    Major Resistance

    Major resistance basically ek aisa majbut level hota hai jisko market touch karke bahut bar refund hoti hai kyunki yah ek aisa level hota hai jis per market mein bahut jyada use quantity mein pending order set kiye hote hain aur Market kabhi bhi 100% order ko ek hi dafa utha nahin sakti isliye is level per aapko market mein acchi entry mil sakti hai.

    Minor Resistance

    Minor resistance bahut jyada majbut level nahin ho sakta aur is per aapko careful hokar apni entry leni hoti hai kyunki iske break out hone ke jyada chances ho sakte hain isliye aapko koshish karni chahie ki major resistance per trade lein.

    Interpretation

    Resistance level per aapke liye trading entry Lena bahut aasan ho jata hai aur aapko market mein bahut acchi bearish confirmation milane per aap entry lekar bahut achcha profit hasil kar sakte hain lekin iski complete information aur learning ka idea hone ke bad hi aap market mein iski proper division aur interpretation kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Division of Support and Resistance Level along its Interpretation.

    Assalamu Alaikum Foxes members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai support and resistance level yah kya hai aur yah Kis Tarah Se forex main trading Mein Hamen help Karta Hai Is per Aaj Ham baat karte hain.

    Support and resistance level:

    support and resistance level ko Ham bahut acchi tarike se market Mein dekhte hain Jab Ham support level to dekhte hain to vah price level ko downtrend Mein accept Karta Hai jisse ham log Jaate Hain aur iski consultancy ko dekhte hain aur uski demand Hoti Hai buy ki tarf interest karta hai. Ham iski price ke asset ke bare mein pata karte hain Jiyo market mein bahut acche tarike se Ashok Aati Hai.


    Click image for larger version

Name:	download (13).jpeg
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12390658


    What is support and resistance in candlestick chart?

    Support and distance Ko Agar Ham acche tarike se dekhte hain to price key point ko block karti hai aur yah current market mein indicator ko buying interest show karti hai jisse Hamen resistance level ke bare mein pata chalta hai jo ki price ke point ko above Lekar jaati hai aur front price per market ki price ko indicator ko selling Mein interest show karti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (14).jpeg
Views:	1
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12390659

    What is the best indicator for support and resistance?


    4-5 line major support and resistance 9 Hoti Hai Jis lines ki provide ke highest amount ko Ham support and resistance Mein dekhte hain iski line ke 8 ko Ham bahut acchi tarike se solved supported padega Jaate Hain Jab Ham price ko dekhte hain Awaaz ja rahi Hoti Hai as well as ko Ham bahut acche tarike se distance Mein dekhte hain vah below ja rahi hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Division of Support and Resistance Level along its Interpretation.

      Difference Between Support Level and Resistance Level

      If the support level is the price that a stock does not go below, the resistance level is the a price point at which a stock has trouble growing past. Think of the the support level as the floor, and the resistance level as the ceiling.

      Limitations of Using Support:

      • samarthan ek sachche takaneekee sanketak kee tulana mein baajaar kee avadhaarana se adhik hai. aise kaee lokapriy sanketak hain jo in avadhaaranaon ko shaamil karate hain, jaise volyoom chaart dvaara mooly aur chalatee ausat, jo saral vizualaizeshan kee tulana mein adhik kaarravaee yogy hain. aam taur par vyaapaaree sabase nichale star ko jodane vaalee ek lain ke bajaay saport baind dekhana chaahenge kyonki hamesha ek mauka hota hai ki saport oopar jaega aur long pojeeshan ka ordar an-nishpaadit ho jaega.

        What Is Support?

        Support, or a support level, refers to the price level that an asset does not fall below for period of time. An asset's support level is created by buyers entering the market whenever the asset dips to a lower price.


      • samarthan, ya ek samarthan star, us mooly star ko sandarbhit karata hai jo ek parisampatti samay kee avadhi ke lie neeche nahin aatee hai. jab bhee parisampatti kam keemat par giratee hai to baajaar mein pravesh karane vaale khareedaaron dvaara ek parisampatti ka samarthan star banaaya jaata hai. takaneekee vishleshan mein, saral samarthan star par vichaar kee ja rahee samayaavadhi ke lie nimnatam chadhaav ke saath ek rekha kheenchakar chaart kiya ja sakata hai. samagr mooly pravrtti ke saath samarthan rekha sapaat ya tirachhee oopar ya neeche ho sakatee hai. samarthan ke adhik unnat sanskaranon kee pahachaan karane ke lie any takaneekee sanketakon aur chaarting takaneekon ka upayog kiya ja sakata hai.BEST OF LUCK:

      اب آن لائن

      Working...
      X