Detail note on """ leading"" and "" lagging "" indicator in forex ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detail note on """ leading"" and "" lagging "" indicator in forex ?
    AoA

    Dear forex user umeed krti hn ky ap sub kahriyat se ho gy daily base pr posting krty ho gy our trading se bhurpoor faiada hasal kr rahey ho gy .


    INDICATOR .


    USER
    indicator ka mtlb ishara deny wala forex main indicators hame market ki movement k bary main btaty hain.
    Q k indicators market main different value ko use kr k market k trend or possible support & resistance k bary main information dety hain.
    es lye indicators ko technical analysis main istmal kia jata ha.
    laikin in.



    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12524285




    TYPES OF INDICATOR .


    USER



    indicators ki 2 types hain.


    1) Leading Indicator.


    2) Lagging Indicator.



    LAGGING INDICATOR
    .


    USER

    Lagging Indicator asay indicators hoty hain Jo k market ka signal tb dety hain. Jb market apna trend change kr chuki hoti hai. Ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka hai. Or hum ny boat miss kr dia hai.Lagging Indicator market k long trend mai boht help full hoty hain. Q k agr hum bad ma b apni trade ki entry lety hain to is sy hamen kuch na kuch profit earn ho jata ha. In indicators ka ak disadvantage ye hota ha k ye indicators advance ma market ki prices k bary mai information nai dety.


    Click image for larger version

Name:	download (10).png
Views:	8
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12524286




    LEADING INDICATOR .


    USER

    ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	download (11).png
Views:	7
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12524287





    LIMITATIONS OF LAGGING POP.


    USER

    Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoty hain



    LIMITATIONS OF LEADING CONs .


    USER

    ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaws, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.



    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	2
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12524288




    ​THANKS 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Detail note on &quot;&quot;&quot; leading&quot;&quot; and &quot;&quot; lagging &quot;&quot; indicator in forex ?

    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	5
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12388762
    Dear Friends Lagging indicator wo indicator hoty hain jo market ki past price ko use kar k market future ko predict karty hain but en indicator ka side effect ye hai k is time par signal dety hain jb market wo movement start kar chuki hoti hai or trader ko is k bad enter hony sy kio khatir khawa benefit ni hota. But en indicators ka advantage ye hai k ye zayada tar accurate signa ko provide karty hain or trader ko agr profit na ho to loss b ni hota.


    Leading indicator b market ki past information ko use karty hain aur asa signal generate karty hai jo market adopt karny wali hoti hai. Yani ye advance ma trader ko market ki movement k bary ma bata dety hain. in ka side effect ye hota hai k trader aksar time sy pehle he market ma in ho jaty hain or loss ka shikar ho jaty hain. But es ka advantage ye hai k trader ko agr acha trading signal hasil ho jay to un ko big profit ko hasil karny ma bhot asani hoti hai or en k account ma acha profit plus ho jata hai. So trader ko aik ye time ma both indicators ko use karna chahe ta k market sy benefit hasil kiya ja saky.
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	2
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12388764
    Leading indicators and their role in forex trading.

    Ye aisy indicators hoty hain jo hamain future trading ka signal daity hain. Yani ye indicators na sirf hamain market ki strength ka bataty hain balkeh iski reversal ka bhi signal daity rehty hain. Jab ke inki value ko daikhty huye bhi ham market ko predict kar sakty hain. Leading indicator apni is kahsiat ki waja say market ko asal main lead kar rahy hoty hain. Laikin shorter time frames main inka signal wrong hota hay jis say loss bhi ho jata hay.


    Lagging indicator role in forex trading.

    Lagging indicators aisy indicators hoty hain jo keh kafi sust signal daity hain. Aksar aisa hota hay keh jab ye signal daity hain to tab tak market ki movement ho chuki hoti hay. Yani tab tak trend khatam ho chuka hota hay, lagging indicator ka ye faida hota hay keh ager trader inko follow kar kay trading kary to isko kafi confirm signal milta hay aur ager woh in signal main thori si bhi trading kary to isko confirm earning ho jati hay. Jab keh ager trader isko follow karty huye trade kary to is say trader ka patience bhi improve hota hay.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12388763

    اب آن لائن

    Working...
    X