Type of Currency Pairs in Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Type of Currency Pairs in Trading
    Brief Discussion.

    Friends Forex trading main currency pair ko bahot value hasil hea aur tow (2) financial mil kar aik pair banati hain jisay currency pair kehtay hain example
    kay tor pa EUR / USD, GBP / USD, CAD / JPY, EUR / GBP and USD / SGD Aur ab kind of currency pair ki ki by aik nazar dalty hean.

    Types Of currency Pairs

    A:
    Major Currency Pairs.

    Friends jaisy ap ne dekha ho ga k ais market mai jitny pairs k sath USD ata hai wo pearls bala hot hoty hain kun k USD aik big money hai aur ais k sath jitni
    strong money hai sirf aun ka hi pair banaya gaya hai aur sabko big mapheya ama-mai shamil kiya gaya hai ain par spread kam hota hai aur ain par zayda
    log kaam karty hai.

    B:Cross Currency Pairs.

    Friends Cross Currency Pairs main USD k ilawa aor sari currencies hoti hai jis par ap trade kar sakte hai magar main mai aik to spread zyada hota hai aur is
    k sath ais mai kam log kaam karty hai magar ain pairs mai kaam karne ka ye benefits hai k ain mai moment kafi zayda hoti hai jis ki waja se aapki trade
    kafi jaldi profit mai aa jati hai aur ap apna target bahot hi asani se pora kar sakty hain.

    C:Minor currency pairs.

    Friends Small currency pairs i woh shamil currency pairs shamil hote hain jin ma US dollar shamil ni hota ha jaisay EURJPY, GBPJPY, CADJPY etc. usually
    with coins of spread bohat zyada hota hai.

اب آن لائن

Working...
X