AoA
Dear forex user umeed krti hn ky ap sub kahriyat se ho gy our daily base pr posting kr rahey ho gy our trading se bhurpoor faiada hasal kr rahey ho gy .
BEARISH KICKING .
USER
Bearish kicking candlestick pattern price chart par banne wala aik two days ka bearish trend reversal pattern hai, jo k high price area ya bullish trend k dowran banta hai. Pattern ki pehli candle bullish jab k dosri candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k open price se below gap main open hoti hai, jab k close dosri candle k opposite direction main sabeqa trend reversal k mutabiq lower par close hoti hai. Pattern ki dono candles ka open price aik dosre se gap main hota hai, jab k close aik dosre k opposite side par hote hen. Pattern ki dono candles real body main lazmi honi chaheye, jab k candles k shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai.
PATTERN RULE FOR IDENTIFICATION .
USER
Bearish kicking candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai is waja se qeematon ka pehle se high price area ya bullish trend me hona chaheye.
1)Pattern ki 1st candle aik bullish Marubozu candle hoti hai, jis k upper aur lower sides par koi saya nahi hota hai.
2)Pattern ki 2nd candle aik bearish Marubozu candle hoti hai, jiss k bhi 1st candle ki tarah koi saya nahi banta hai.
Pattern ki 2nd candle 1st candle se below gap me banti hai.Pattern k dono candles k darmeyan banne wala gap wazih aur clear hona chaheye, yani us me candles ka saya nahi ana chaheye.Pattern ko umoman market k dowran gap me bante dekha gaya hai.
TRADING THROUGH BEARISH KICKING CANDLESTICK .
USER
Bearish kicking candlestick pattern par trading k leye pehle ye dekhna hoga, k qeematen market k top par honi chaheye. 1st white candle aur dosri black candle k darmeyan aik wazih gap bana chaheye. 2nd candle ki real body strong honi chaheye. Pattern par entry se pehle aik black confirmation candle ka hona zarori hai, jo k 2nd candle k lower par close honi chaheye. Confirmation candle bhi real body me honi chaheye, jab k stop loss ka bhi istemal lazmi karna chaheye.
FURTHER DETAILS OF THIS PATTERN.
USER
Bearish kicking candlestick pattern aksar awqat qeematon k darmeyan banne wale waqfay me banta hai, ye pattern market k close hone k bad jab new day open hota hai, to fundamental asarat ki waja se aksar qeematon k darmeyan me gap ban chuka hota hai, jis se bearish kicking candlestick pattern banta hai. Bearish kicking candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jis ki 1st candle aik strong bullish Marubozu candle hoti hai, jab k dosri candle aik bearish Marubozu candle hoti hai. 2nd candle 1st candle se lower par gap me banti hai, jis se dono candles k darmeyan aik wazih clear fasela ban jata hai.
THANKS 😊

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим