Importance Of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern In Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance Of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern In Forex
    introduction

    dosto jaisa ke aap jante hain ke forex main bina kise strategy ko follow kye bamyani na hone ke barabar hay is liye aap ke knowledge main izafe ke liye ayse topics ka intakhab kya jata hay jis ke zarye forex knowledge ko increes kya ja sakta hay dosto jis mozu par aaj hum bat karne ja rahe hain woh hay dark cloud cover candlestick pattern jis ko aaj hum detail ke sath samajhne ke koshish karainge
    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern dark cloud cover candlestick pattern ek reversal bearish candlestick pattern hai ais ki down candle red ya black hoti hai or phely wali candle normally green ya white hoti hai or ye uper main open hoti hai or ye uper ki candle midpoint main ja k close hoti hai ye pattern momentum change ko uper sy nechy dkhta hai ye pattern ek candle k bd bnta hai or ais k bd ek down candle hoti hai ais tahr ais ko understand krna or candles ko sumjna bht important hai ais candlestick pattern main..

    Identification Of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	31
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12524113

    Advantages Of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern

    Agr hum ais pattern ko uunderstand kr lyen to ais sy humy bht fiyada ho skta hai hum ais k zariye kafi had tk kmyab ho skty hain or ye better strategy k sath timely trade main enter ho k ptofit earn kr skty hain ais liye ais pattern ko understand krna sb k liye he bht important hai or ais sy achi earning kr skyn tak or apna account ko safe rkh skyn

    Note
    Dears jaisa ke aap tamam forex traders jante hain ke forex aik bohat he ahtyat ke sath kya jane wala kam hay jis main ghalitiy ke koi gunjaish nahe hay jo ke be ahtyate ke waja se bare loss ka sabab ban sakta hay is he bat ko made nazar rakhte hoe hamain un principls par amal karna chahye jin ke waja se hum secure trading ko yakine bana sakain jaisa ke compleat analysis aur risk reward ratio par mazbooti ke sath amal karna shamil hay tab he aap tradin se mahfooz munafa hasil kar sakte ho
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance Of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern In Forex

    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


    Dark cloud cover candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k top trend k baad banta hai. Pattern aik bullish trend main uss waqat banta hai, jab market main aik bearish candle pechli bullish candle k ooper gap main open ho kar, aur real body banane k baad pechli bullish candle k real main darmeyan se thora sa nechay close ho jati hai. Pattern k mutabiq sellers market main ziada active ho jate hen, jo sabeqa bullish trend ko mustarad karte hen. Pattern ki dosri candle ka lazmi pehli candle k darmeyan se nechay aur open price se ooper close honi chaheye. Pattern ki dono candles shadow samet ho sakte hen, lekin dono candles ki real body lazmi honi chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (858).png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12420353

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Dark cloud cover pattern aik bullish trend reversal pattern hai, is waja se qeematon ka pehle se high price area ya bullish trend me hona chaheye.
    2. Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
    3. Pattern ki 1st white candle market ki current situation yanni bullish trend ki akasi karti hai.
    4. Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai.
    5. Pattern me 2nd black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hai.
    6. Pattern me candles k shadow ka hona ya na hona koi ahmeyat nahi rakhta hai, lekin candles ki real body lazmi honi chaheye, jis se pattern ka amal mukamal hota ho.


    Click image for larger version

Name:	images (857).png
Views:	14
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12420352

    Pattern ki Tafseel


    Dark cloud cover candlestick pattern ko bearish trend reversal patteren ke tor par istemal kia jata hai, jo market mein musalsal ooper ki janib harkat karte howe prices main banta hai. Pattern k dosre din ki candlestick prices main waqfa dekhata hai, jahan bears market mein wapasi ki koshash karte hai. Pattern ka ahem nuqta yeh hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k close price se ooper gap main open ho kar bearish real body banane k baad pehli candle k midpoint ya 50% se nechay close hoti hai. Pattern ye zahir karne ki koshash karte hen, k bulls market main control barqarar rakhne main nakam rahe hen, jiss se bears market ka control hasil karte hen. Pattern ki dono candles mukhtalif formate main hoti hai, jiss main pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai. Dono candles real body main lazmi honi chaheye jab k ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (856).png
Views:	71
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12420351

    Pattern par Trading ka Amal


    Dark cloud cover candlestick pattern prices main bears ki kamyab koshash ko zahir karti hai, jiss se prices bearish trend reversal ko follow karti hai. Pattern ki dono candles k closing price par aik dosre ko overlape karte hen. Pattern ki dosri candle pehli candle ki real body main lazmi close honi chaheye, q k bearish candle ki ye strong wapasi prices k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur dosri bearish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle k banne se ye pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation indicators aur oscillators par value overbought zone se kam honi chaheye. Stop loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (855).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12420350
    • #3 Collapse

      جواب: Importance Of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern In Forex

      dear forex member forex ki knowledge ko hasil karna zroori hai hamarey pass forex ka tamam knowledge hoga tabhi hum forex mein kamyabi hasil kar saktey aj hum ne dark cloud cover candlestick pattrern ki imortance aur eski detail ko read kartey hain.
      DARK CLOUD COVER CANDLESTICK PATTERN KIA HOTA HAI ?
      dear brother yeh aik bearish reversal candlestick pattern hai jo mostly upward trend mein banta hai.es pattern mein aik black yani red candle white candle yani green candle ke oper top per open hoti hai aur yeh black white candle ke mid point per close ho jaati hai es tarah aik bullish pattern bearish mein convert ho jata hai es liye es pattern ko bearish reversal pattern kehtey hain.yeh pattern hamein upward trend se downward trend ki confirmation deta hai es liye yeh pattern most important hai.es pattern ki pehli candle aik up candle hoti hai jisko aik down candle follow kartey hoi banti hai.agar es pattern third candle bhe black candle ho tu voh candle es pattern ki continuation ke barey mein btati hai.
      IMPORdear forex member yeh pattern most important hai aur yeh pattern hamein bearish continuation pattern ke start hone ke barey mein btata hai.es pattern mein aik latge black candle banti hai jo DARK CLOUD bnata hai es liye es pattern ko dark cloud covetr pattern bhe kehtey hain .zyada tar trader es pattern ko us waqt mufeed mantey hain jub yeh pattern uptrend ko follow kartey hoy baney.ya agar pattern mein price overall increase ho rhe ho[
      ].es pattern ki five key points ye hain
      1.es pattern se pehley aik upward bullish candle honi chahie.]
      2.next day candle aik gap ke dsath open honi chahie]
      or)]3.yeh gap aik large bearish candle mein tabdeel ho jana chahi]
      [COLOR=var(--default-color)]4. yeh bearish candle pehli bullish candle ke midpoint per band honi chahie.aur trader es pattern ke jari rehney ke liye third black candle ke open hone ka intezar kartey hain.agar voh candle open ho jaati hai tu phir yeh pattern jari rehta hai es liye es pattern ki bahut zyada ehmiyat hai.[/COLOR]
       
      Last edited by ; 09-09-2022, 10:00 AM.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Importance Of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern In Forex

        Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe pakistan forex trading me shark pattren ki importance ke bare me btao ga or me umeed card ho ke jo information me apse share karo ga wo ap sab know or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte on ak kamyab trader ban sakte on ak or bat jo me apko btanaCahta ho ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte on or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum peGuzarte he to ham ak kamyab trader ban sakte on or bhot sare paise bhi kama sakte isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat s WhereKarna chahye.

        What is a shark pattern?

        krnsyon ki tijarat ke bohat se tareeqon ke sath, aam tareeqon ko chunna waqt, paisa aur mehnat bacha sakta hai. aam aur aasaan tareeqon ko theek karne se aik tajir baqaidagi se paish anay walay patternen ka istemaal karte hue aik sikkem tijarti mansoobah tayyar kar sakta hai, aur thori mashq pattern ke sath aasani se hadekha a karteham siharat ja kabhiku je hadekha a keabhiku mapa karni hai agarchay yeh tareeqay paicheeda ho satke hain, lekin aisay aasaan tareeqay hain jo un mutaliqa namonon ke sab se ziyada tijarat shuda anasir se faida uthatay hain. agarchay mukhtalif pehidgion ke mutadid chart pattern hain, do aam chart pattern hain jo baqaidagi se hotay hain aur tijarat ke liye tsati aasaan tareeqa faraham karte hain. yeh to namoonay sir aur kandhay aur masalas hain .

        A head and shoulders diagram?

        H&S pattern up trained ke baad topping farmmission, ya neechay ke rujhan ke baad bottoming farmmission ho sakta hai.Topping patteren qeemat ziyada hoti hai, is Ke baad retracement ziyada qeemat ziyada, Retracement aur phir kam kam. neechay wala patteren aik nichala (" kandha " ) hai, aik retracement jis ke baad aik nichala neechay ( " sir " ) aur retracement phir onche neechi ( dosra " kandha " ) ( neechay dekhen ). patteren je waqt naik line hota hai jab naik line, yes farmmission ke do oonchaiyon (neechay walay pattern) ya do lovs (topping pattern) ko judte hai, toot jati hai\


        What is Shark Pattern?
        SIR,
        krnsyon ki tijarat ke bohat se tareeqon ke sath, aam tareeqon ko chunna waqt, paisa aur mehnat bacha sakta hai. aam aur aasaan tareeqon ko theek karne se aik tajir baqaidagi se paish anay walay patteren ka istemaal karte hue aik sikkem tijarti mansoobah tayyar kar sakta hai, aur thori mashq ke sath aasani se hadekha ja sakta sir aur kandhay, candle stuck aur ichimoku forex pattern sabhi basri isharay faraham karte hain ke kab tijarat karni hai. agarchay yeh tareeqay paicheeda ho satke hain, lekin aisay aasaan tareeqay hain jo un mutaliqa namonon ke sab se ziyada tijarat shuda anasir se faida uthatay hain. agarchay mukhtalif pehidgion ke mutadid chart patteren hain, do aam chart patteren hain jo baqaidagi se hotay hain aur tijarat ke liye tsati aasaan tareeqa faraham karte hain. yeh to namoonay sir aur kandhay aur masalas hain .

        اب آن لائن

        Working...
        X