Trading with MACD indicator in the forex market....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with MACD indicator in the forex market....
    Metatrader 4 mein hamen bahut se indicator mil jaate Hain aur jab ham ine indicators ko samajh Kar istemal karte Hain to hamen market se kafi fayda mil jata Hai isliye hamen koshish Karni chahie ki ham ine indicator ko samjhen taki ham apni trading ko behtar banaa saken jitna ham indicator ko samajh Kar trading karenge utna hi hamen paida Hoga kyunki market ke analysis mein hamare liye yah bahut hi helpful hote hain aur ham indicator ki vajah se market mein bahut hi acchi trading kar sakte hain.

    Importance of Indicators in Forex trading:

    Indicators ki hamari trading mein bahut jyada important hai kyunki market ko analysis karne ke liye ham daily basis per different type ke indicator ko istemal karte hain aur jo indicator hamare liye bahut jyada hai ful hote hain kyunki Jab ham market ke analysis karte Hain to hamen aasani hoti hai aur ham market se achcha munafa Kama sakte hain isliye hamen chahie ki ham jarur koshish Kiya Karen ki ham indicator ki practis Kiya Karen jitni hamari practis acchi hogi utna hi ham aasani ke sath indicator ko istemal kar sakenge aur inse fayda utha sakenge.

    Moving Average Divergence/Convergence Indicator:

    MacD ek leading indicator hai aur ham is indicator se market ke momentum aur Market ke trend ko aasani ke sath baat kar sakte hain kyunki yah hamen market mein trend ko bhi aasani ke sath bata deta hai aur iske साथ-साथ ham market ke momentum ko bhi dekh sakte hain yah ek meeting indicator hai aur koi bhi trend banne se pahle yah hamen inform kar deta hai isliye ham isko istemal karte hain kyunki iski help ki vajah se hamari trading kafi aasan ho jaati Hai aur market mein entry Lena hamare liye mushkil Nahin hota kyunki Jab bhi train change hota Hai to hamen aasani ke sath pata chal jata hai.

    Key Points of MACD indicators:

    Macd indicator mein 2 moving average hote Hain jinki indication ki vajah se market mein hamen entry milati hai Jab yah do moving average hamen indicate karte hain tabhi ham market mein entry Lete Hain.

    Macd ek leading indicator hai aur jab hamen is indicator se signal milta Hai to second confirmation ham market mein candle se karte Hain Jab hamen price chart mein candle aur MacD indicator ki confirmation mil jaati Hai tab hamari entry ban jaati Hai.

    Trading with Crossovers:

    MacD indicator mein do moving average hote Hain Jo ki aapas mein crossover karte Hain Jab market Kisi high level per pahunch jaati Hai to vahan se Jab market revers Hoti Hai to vahan per ek crossover banta Hai jiski vajah se hamen market mein entry milati hai aur ISI Tarah se Jab market bilkul low level per a jaati hai aur vahan se Jab market revers Hoti Hai to vahan bhi ek cross over banta Hai jiski vajah se market mein hamen indication milati hai aur ham market mein entry Lete Hain Is Tarah se ham market mein bahut hi acchi aur successful trading kar sakte hain.

    Trading with Divergence:

    Click image for larger version

Name:	images (74).png
Views:	17
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12524046


    Msed indicator ko istemal karte hue ham divergence per bhi trading kar sakte hain kyunki market mein Jab hamen koi divergence milta Hai to tab bhi hamen entry mil jaati Hai aur Is Tarah se bhi ham market mein trading kar sakte hain kyunki MacD ek momentum indicator hai aur ham Kisi bhi currency ya commodity ke pair ke momentum per bhi trading kar sakte hain Is Tarah se yah indicator hamen acchi indication provide karta hai aur ham market mein successful tarike se trading kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading with MACD indicator in the forex market....

    WHAT IS MACD INDICATOR :





    Moving Average Convergence Divergence (MACD), indecator find hua tha 1979 ma is indecator ko Gerald Apple na banaya tha, ya indecator ak bahot he popular technical indecator ha forex trading ma. Ya indecator traders ko market ka trend or momentum ka bara ma batat ha yani is indecator ko use kar ka traders forex market ka trend or momentum ka pata chalata ha.








    IMPORTANT POINTS FOR MACD INDICATOR :


    1:

    Moving Average Convergence Divergence (MACD) ak trend following momentum indecator ha. Jo ka market ma show karta ha relationship jo ka do moving average ma market ke security price ka bara ma batat ha.

    2:

    Traders use karta ma MACD indecator or identify karta ha bullish or breash momentum ka bara ma or traders is ma identify karta ha market ke enter or exit point ka bara ma.

    3:

    MACD ko technical traders use karta ha or is ma janta ha stocks,bonds, commodities or FX market ka bara ma.






    CALCULATION OF MACD INDICATOR :




    Agar ap is indecator ko calculate karna chata ha to sab sa phalay ap na market ka last 9 or loast 26 days ko dakhna ho ga. Is ko calculate karna ka liya moving average ko use karta hua market ke close price or period ko measure karna ho ga. Ap na MACD ko use karna ka liya last 9 days ko dakna ho ga or last days ma dakhna ho ga buy or sell position ko. MACD bullish signal da ga jab market up ke traf move ho ge or MACD sell ka signal da ga jab last 9 days sa market nitcha ke traf jay ge.




    TRADING WITH MACD INDICATOR :






    Is MACD indicator ma hum buy ke trade tab enter kara ga jab last 9 days ma market buy ke traf jay ge yani hum dakha ka last 9 days ko or agar last 9 days ma market up ke traf jay ge to market ma buy ke trade ko lagay ge or sell ke trad ko tab lagay ga jab market last 9 days ma sell ke traf jay ge to is ma sell ko trade ko enter kara ga.

    اب آن لائن

    Working...
    X