""importance"" of breakout and retest strategy in forex ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ""importance"" of breakout and retest strategy in forex ?
    AOA

    Dear forex user umeed krti hn ky ap sub kahriyat se ho gy our daily base pr posting kr rahey ho gy our trading se bhurpoor faiada hasal kr rahey ho gy .



    INTRODUCTION .


    USER


    Stratagies banana ek acha kam hy lakin apko wo strategy jo ap ko sahi waqt par market ky bary men information dy wo best hoti hy aj ham yahan par thora bahut market ko analyse karny ky bary men baat karin gy to aen dekhty hain breakout aur retest strategies ko.agar ap is ko achi trah samjh lain to phr ap k liy acha hoga aur acha profit bhi earn karin gy.


    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	5
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12524018



    BREAKOUT .


    USER

    market men jab ek cureny rate ek khas point sy agy nikal jata hy to ham usy breakout kehty hain .yani k market jab ek strong support ya resistance ko cross kar ky close hoti to phr ham usy market ka breakout kehty hain.es breakout ky baad market usi traf move karti hy jis traf breakout kia hota hy.yani agar market ny restance ko break kia hy to phr market up jay gi or agar market ny support ko break kia to market down side par jay gi.lakin yahan par breakout ki bhi iqsam hain inka lazmi khial rakhna chahiy.



    RETEST STRATEGY .


    USER

    Market mein Jab Kisi major level ka break out hota hai to iske bad market apni movement ko continue karne ke liye isko retest jarur karti hai isliye aapko hamesha market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different levels ko properli identify karna hota hai aur inke retest ka intezar karna hota hai market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different levels ko properli identify karna hota hai aur inke re test per entry lekar aapko jyada se jyada profit hasil karna hota hai



    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	9
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12524017




    IMPORTANCE ROLE IN FOREX .

    USER


    Jab aap market mein jyada se jyada advantages ko hasil karne ke liye different levels ko properli apni trading decision making mein incluid karte hain to aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aapko market mein jyada se jyada advantages ko hasil karne ke liye different important levels ki importance ko properli identify karna hota hai Jab aap market ke different important levels ko properli identify kar lete hain to aapko bahut jyada advantages available ho rahe hote hain aur ismein aapko bahut jyada munafa mil sakta hai.


    THANKS 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;&quot;importance&quot;&quot; of breakout and retest strategy in forex ?

    Assalamu Alaikum dear members Agar forex trading market mein Jab aap apni working karte hain, to ismein aapko hamesha different important techniques ko carefully focus karna hota hai. Agar aap market mein jyada se jyada carefully apni trading ko effective karna chahte hain, to iske liye aapko multiple techniques ko apni trading mein shamil karna hoga, otherwise aap market mein kabhi bhi successful trading karne ki position mein nahin a sakte hain. Aj main aapse ek bahut hi important technic se related kuchh important information share karne ja raha hun jo aapke liye bahut jyada important roll play kar sakti hai. Is technique ko aap market mein break out aur retest technique ke naam se jante Hain.

    What is Breakout

    Dear members forex trading market mein Jab aap apni working karte Hain to aisi condition mein aapko different important levels ko carefully focus karna hota hai aur inki proper identification karna hoti hai. Kunk Jab aap market mein different important levels ko carefully focus karte hain to ismein aapko bahut acchi trading increase mil sakti hain Jab aap market mein ek specific level ke breakout ka wait karte hain, to aapko bahut acchi entry mil jaati hai, yah ek strong support ya FIR strong resistance level hota hai jisko market break karti hai to usmein aapko entry mil sakti hai.

    What is Retest

    Retest basically ek aisi technic hoti hai jismein market ek specific level ko break karti hai aur uske bad market use area ko ek dafa FIR retest karti hai aisi condition mein aap market mein FIR entry Le sakte hain aur ismein aapko bahut acchi confirmation mil sakti hai ismein aapko hamesha bahut jyada advantages available ho sakte hain Jab aap market mein jyada se jyada profit hasil karne ke liye different important techniques ko utilise karte hain to usmein aapko maximum advantages available ho sakte hain. Jab market ek se spacific level ko retest karti hai to ismein aapko hamesha bahut acchi entry mil sakti hai aur aap ismein Maximum profit hasil kar sakte hain.

    How to Trade

    Dear members Jab aap is above mentioned techniques ki base per entry lete hain to ismein aapko hamesha bahut jyada careful hokar apni trading ko profitable banane ke liye market mein break out aur uske bad retest ko focus karna hota hai kyunki Jab market ek level ko break out karti hai aur uske bad sem usi level ko touch karti hai to aap usmein bahut acchi entry Le sakte hain aur ismein aapko bahut achcha profit mil sakta hai.

    Importance

    Market mein Jab aap different important factors ko carefully focus karte hain to ismein aapko definittely bahut jyada advantages available ho rahe hote hain isliye aapko different and multiple factors ki importance ko carefully focus karna hota hai kyunki Jab aap market mein available multiple factors ko base banakar market mein entry lete Hain to aisi situation mein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aur aap market mein effective trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	what-the-breakout-and-retest-strategy.png
Views:	14
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12388478
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: &quot;&quot;importance&quot;&quot; of breakout and retest strategy in forex ?

      BREAK AND RETEST STRATEGY

      agar ham dekhe ke kaise straight mein breakout hote financial market mein to hamen yahan se idea milta hai ki ham consolidate karen marksheet ko uske point ko market ki formation ko ham jab market ko consolidation karte hain market per trade karti hai to hamen point mil jata hai lekin market patel open karte hue useful tarike se trade open karne hain medico market ke upar analyse karna hai market ki tips trade kar ek accha profit generate karen

      Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	2
Size:	90.1 کلوبائٹ
ID:	12388791

      CHART FORMATIONS

      breakout test strategy mein ham several popular chart pattern ko dekhte hain jismein channel hota hai yah punjabi hote to continues ham support and resistance area ko uske point ko dekh sakte hain ko sabse pahle hamen use kuchh tarike trade karna chahie different me ham driving aaj ka pattern dekhte the same direction ke upar hota hai isme use result hota hai kya market ka barish breakout hota hai aur vah ek falling wedge ki site per breakout per karti hai unko polo karte hue hum sharan mein aur dialogue dekh sakte hain

      Click image for larger version

Name:	GBPUSD-H4-Support-Area-Breakout.jpg
Views:	7
Size:	56.6 کلوبائٹ
ID:	12388792

      RISKY OF USING

      jab ham trading strategy ko use karti hai to iski 7 risk hoti hai jaise ki kaun ham dekhti hain ki price ka breakup ho jata hai ham dekhen price m kar sakti hai ladko ke liye initially market ke upar typing karte hain market ki formation ko dekhte dekhte hain mathichi anta ho rahe hain unke liye addition to hold karne ke liye hamen kya karna padta hai poetry din mein aap race karte ho to aapko coordination ko open karna hai follow karna hai dekhna hai hota hai

      اب آن لائن

      Working...
      X