Explanation of Triple Top
Friends Market mein tops price rejection ya reversal ki waja se bantay hain tower top formation trade mein enter honay ka acha signal hota ha lekin is mein hamesha limits lagani parti ha because agar neckline break ho gai to phir price wapas nahi ati aur loss ho jata ha. Jab triple top ban jata ha, aur price wapas aaye to point of reversal ko take profit consider kiya jaye aur jahan se price oper ki taraf jaye, wahan se kuch points neechay stop loss consider kiya jaye. Yun aik minimum risk trade possible ho jati ha.
Trading Strategy of Triple Top
Kuch traders ki aik trading strategy ye be hoti hay key wo long time esi market movement point ka wait karty hey key key market trend triple bottom ya top pattern bana le, agar market trend triple bottom line ko touch kary to ye clear market trend changing ka signal hota hay aur bahot hi kam chances hoty hey key market 3rd time be bottom ko touch kary esi tarha triple top ka be yahi formula hay agar 2 time market top line ko touch karti hay to seller traders trades open karny key ley active ho jaty hey.
Signal From Triple Top Candlestick Pattern
Triple Top ka matlab ye hota ha k market ab mazeed agay barhnay ka irada nahi rakhti aur lower prices anay wali hain. Similarly, triple top ya bottom ka matlab ye hota ha k market mazeed downside nahi jaye gi aur higher movements anay wali hain. triple top tab banta ha jab market aik uptrend mein higher high bana lay aur us ko 2-3 dafa touch kar lay. Agar us point ko touch kar k wapas ho, to ye potential sign ha k reversal honay wala ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим