Candle stick chart pattern kia hai tafseel se beyan kren...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle stick chart pattern kia hai tafseel se beyan kren...?
    What is candlestick chart pattern:

    Candlestick chart pattern ek aisa pattern hota hai jismein bahut si mukhtalif kism ki candles Banti hain aur ham ine candles ko dekhkar market ke analysis karte Hain Jab market mein kisi ek khas period mein kisi bhi currency ya commodity ki price open Hoti Hai to vahan se candle start ho jaati hai aur FIR Jab market mein vah period khatm ho jata hai to vahan per ek candle close ho jaati Hai Is Tarah se market mein bahut si different type ki candles banti hai aur iske analysis se ham maar ke analysis karte hain aur Is Tarah se ham market mein entry Lete Hain.

    Interpretation of candlestick chart:

    Click image for larger version

Name:	images (73).png
Views:	11
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12523994


    Market ke price chart per jo bhi candle banti hai vah hamen market mein hone wale ek khas period ki movement ke bare mein batati hai aur Is Tarah se hi ham market mein dekh sakte hain ki Kisi bhi currency ya commodity mein use period mein kitni movement hui Hai aur Is Tarah se ham market ko analyse karte Hain ham market mein sabse pahle candle ki open price ko dekhte hain aur iske bad candle ki high price aur lo price ko dekhte hain aur is aapke bad Jab candle close ho jaati Hai to tab hamen pata chalta Hai ki market ke period mein kitni movement ho chuki hai aur Is Tarah se ham candle ko samajhte hue market mein trading karte Hain.

    Open Price:

    Jab ek period mein kisi bhi currency ya commodity ki price start Hoti Hai to vahan se candle banna shuru kar deti hai aur yah candle ki open price hoti hai yahan se ham dekh sakte hain ki is jagah se market mein candle ki open price start ho chuki hai to candle banana shuru ho jayegi Is Tarah se hamen pata chalta Hai ki Kisi currency ki movement aap ja rahi hai ya down ja rahi hai.

    High Price:

    Jab Kisi candle mein price upar Jana shuru kar deti hai to vahan per body banana shuru ho jaati hai aur jab vahi price niche aana shuru ho jaati Hai to vahan per candle ki body ke bajaye ek Shadow banana shuru kar deta hai aur use point ko ham market ka high price kahate Hain Is Tarah se ham candle mein market ki high price ko indicate karte Hain.

    Low Price:

    Jab Kisi candle ki open price se price niche Jana shuru kar deti hai aur jab ek and point per jakar price wapas riwaj Hona shuru kar deti hai to vahan ek Shadow banana shuru ho jata hai jisko ham market ka lo price kahate Hain Is Tarah se ham Kisi bhi candle mein lo price ko indicate karte hain aur hamen pata chalta Hai ki market mein job price open hui thi to Uske bad jitna market mein price body ke niche hoti hai usko ham market ka lo price kahate Hain.

    close price:

    Jab Kisi bhi period ki candle ki movement complete ho jaati Hai to vah Jab uska period khatm ho jata hai to vahan per candle ka close point ho jata hai aur vahan per candle close ho jaati Hai Is Tarah se hamen market mein different types ke candle ke close milte Hain jisse ham market mein next trend ko analyse karte Hain ki market next moment kya hone Wali Hai aur Is Tarah se hamen market ke analysis milte Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candle stick chart pattern kia hai tafseel se beyan kren...?

    Punch Kisi light mein cost upar Jana shuru kar deti hai to vahan per body banana shuru ho jaati hai aur hit vahi cost specialty aana shuru ho jaati Hai to vahan per candle ki body ke bajaye ek Shadow banana shuru kar deta hai aur use point ko ham market ka excessive cost kahate Hain Is Tarah se ham candle mein market ki exorbitant cost ko demonstrate karte Hain.

    Low Price:

    Punch Kisi light ki open cost se cost specialty Jana shuru kar deti hai aur hit ek and point per jakar cost wapas riwaj Hona shuru kar deti hai to vahan ek Shadow banana shuru ho jata hai jisko ham market ka lo cost kahate Hain Is Tarah se ham Kisi bhi candle mein lo cost ko demonstrate karte hain aur hamen pata chalta Hai ki market mein work cost open hui thi to Uske terrible jitna market mein cost body ke specialty hoti hai usko ham market ka lo cost kahate Hain.

    close cost:

    Punch Kisi bhi period ki light ki development complete ho jaati Hai to vah Jab uska period khatm ho jata hai to vahan per flame ka close point ho jata hai aur vahan per candle close ho jaati Hai Is Tarah se hamen market mein various sorts ke candle ke close milte Hain jisse ham market mein next pattern ko dissect karte Hain ki market next second kya sharpen Wali Hai aur Is Tarah se hamen market ke examination milte Hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X