what is Overbought & Oversold RSI ;

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is Overbought & Oversold RSI ;
    Asslam O Alikum:


    dear forum members!
    umeed karta hun aap sb khairiat se hn gy or apki trading bahut achi jaa rahi ho ge.
    dear members aj ki post main hum Relative Strength Index indicator k oversold or overbought levels ko dscs karen gy k ye kia hoty hain or inko kesy trade kia jay.
    dear members laikin agr apko nahi pata k relative strength index kia ha to phly hum esko shortly study kar lyty hain.


    What is Relative Strength Index?

    Dear members Relative strength index aik momentum indicator ha jo k oscillator ki shakal main hota ha or market main trend ki strength k bary main btata ha.
    basically es main 3 levels ka istmal kia jata ha highest level 80-100 ka hota ha jb k lowest level 0-20 ka hota ha.
    or es main aik neutral level hota ha 50 ka.




    Overbought RSI:

    Dear members jb Relative strength index ki value 80 ya us se opr hn to esko overbought RSI kaha jata ha kr es time market ka uptrend peak py hota ha js ki waja se expect kia jata ha k ab market reverse ho ge or trend change ho ga.


    How to trade it?

    Dear members jb RSI overbought ka signal dy to apko market ko bhi analyse karna ha or dkhna ha k market main ko resistance ha ya nahia.
    agr market resistance level py ho to yahan se hum sell ki trade le skty hain.



    es main hmara stop loss resistance se opr ho ga jb k hum es trade ko RSI oversold hony tk hold kar skty hain.


    es main hmara stop loss resistance se opr ho ga jb k hum es trade ko RSI oversold hony tk hold kar skty hain.


    OverSold RSI:

    Dear members jb RSI 20 ya us se nechy ho to RSI oversold khlata ha or es time market downtrend main kafi nechy jaa chuki hoti ha or market main trend reversal expect kia jata ha.

    How to trade it?

    Dear members jb RSI oversold ho to hamen market k price action ko dkhna ha k market ksi support py stand kar rahi ha ya es k nechy koe support ha jahan se market reject ho.
    agr aisi ko rejection ki confirmation ho to hum yahan se buy kar skty hain



    es main hmara stop loss support se nechy ho ga jb k hum es trade ko RSI overbought hony tk hold kar skty hain.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is Overbought &amp; Oversold RSI ;

    RSI Indicator Ki Definition

    Dear, RSI bht important aur bht faida mand indicator hay. Relative Strength index (RSI) indicator forex market ma technical analysis k liay use hota ha, ye aik fast kisam ka indicator ha jo market ma pairs ki prices ma recent changes ko measure karta ha aur un ma overbought ya oversold conditions ka andaza lagata ha.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T213617.180.png
Views:	2
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12388299

    Overbought and Oversold Concept

    RSI indicator par W1 time frame k leay use hota ha, is k scales ma 0 sa 100 tk values hoti hain jis ma high scales 70 aur low scales 30 tk marked hotay hain, shorter ya longer timeframes bari bari shorter or longer outlooks k liay use hotay hain. is ma ziada tar high aur low levels 80-20 ya 90-10 hotay hain aur ye strong momentum ko show kartay hain, trade ma achi entry k liay aur proper time par exit k liay hmain rsi k mutabik chalna chaiay, is liay forex ma kamyabi hasil karnay k liay hmain hardwork karna chaiay aur istarh k tools aur indicators ka proper use karna sekhain ta k hmain trading sa related achi support aur guidance mil sakay jis sa hm achi trade kar k fruitful results hasil karain. tools aur indicators hmain pair ki moment k baray ma btatay hain, lihaza hmain interest k sath inko apply karna seekhna chaiay, trading k liay jaldbazi na karain bl k indicators ko ue kar k apnay anaylisis karain aur achi strategy k sath thek entry point par trade open karain ta k market ki ksi unpredicted moment hmain loss na ho, lihaza safe trading k liay indicators bht ahmiat rakhtay hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T213626.026.jpeg
Views:	7
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12388301

    RSI overlapping With other Indicators

    Jesa Kay ham discuss KR chuky hen oper Kay RSI indicator market ka top aur bottom lines ki identification oversold aur overbought condition se karta hay, ye indicator har tarha se hi hamary ley reliable aur powerful hota hay, trading strategy RSI indicator ko use kar key be banai ja sakti hay aur mujy umeed hay key bahot se professional jo RSI indicator through hi trading karny ko tarjeeh sakna pasand karty hey, agar me apni bat kareon to market ko analysis karny key ley RSI indicator hamary ley mehfooz be hbanta hay aur sath me profitable be ban sakta hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T213707.893.jpeg
Views:	7
Size:	37.1 کلوبائٹ
ID:	12388303

    Relative Strength Index Overview

    RSI indicators key signals ka ham jaiza len to ham e indicator ka use karty howy bahot achi trading kar saken gey, magar hamesha se hi non professional traders be hi RSI indicator ko use karna zarori be nahi samjty hey aur na hi profit ratio ka use karty howy RSI indicator ko ignore kar lety RSI indicator key signals bahot hi zeyada market par effective ho sakty hey agar ham pehly se be zehyada mehnat karen to mery khaya me ham 1 achy aur strong traders ban sakty hey RSI indicator ko be zaror use kia karen ye indicator multiple pairs me hamari help kar sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: what is Overbought &amp; Oversold RSI ;

      Assalamu Alaikum Forex members umeed hai aap sab theek hun ke Aaj Ka Hona topic Hai overbought or oversold kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai Is par Aaj Ham baat karte hain.

      Overbought and oversold:

      Overbought or oversold Agra market ko dekhte hain to vah Pata Chalta Hai Ki 80 above level mein residential index Mein Dekha Jata are considered Kiya Jata Hai over a broad ko Iske integrated course varshali todfod long rod special topper dekhte hain hi fight ke liye aur relative strength index ko dekhne ke liye aap usko 13 level ko dekhte hain block karte hain consider karte hain aur sold ko jisse aapko number of trading days use hota hai aur relative index calculate karte hain increase karte hain indicator ko aur consider karte hain iski more accurate.

      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	23
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12388372


      What is overbought and oversold on RSI?
      RSI consider Kiya Jata Hai overbought Mein To Hamen Pata Chalta Hai above 70 aur sold Mein below 32 Ham iski traditional level ko Dekhte Hue also adjust karte hain necessary better karte hain fit security ko example ke totke ab security ko repeat karte hain jisse Hamen bahut acchi tarike se over broad level ka 70% ke bare mein pata chalta hai aur usmein adjust Kiya Jata Hai 80 level ko.

      Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	10
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12388373


      What are the differences?


      Agar Ham overbought oversold Ko dekhte hain to market ke bare mein pata lagta hai jisse Iske difference ke bare mein bhi pata rahata hai aur Broadway market ke bare mein batata hai jo FIR Hamen is ki price ke extremely point ko Dekhte Hain Jo absite Ko Jab Hoti Hai vah reversal hi ko accept karta hai reversal point ko Dekhte Hue extremely garage pressure hota hai price Mein Ham Iske result se bahut acchi tarike se Dekhte Hue include Karte Hain Ki different to abroad cover solve condition ko include karte hain aur usko best use Mein Lekar Aate Hain.


      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	7
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12388371
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: what is Overbought &amp; Oversold RSI ;

        Salaam alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun kya aap bhi bilkul theek aur kharia se honge aaj is side mein aapko main ek bahut important topic our baat ki importance ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur ijaafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Pakistan per gujarte Hain to aap ek acche the ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama

        اب آن لائن

        Working...
        X