What Is Breakout Strategy
Breakout strategy me hamen market mein kisi bhi time entry ke liye hamen Breakout ka wait karna chahiye aur ham Breakout per entry len gy to hamari entry good hogi aur hamen market se good profit lene ke chances honge aur agar ham Breakout per entry thi tarike se lete Hain to hamen profit jarur milta hai aur agar hamara entry-point good nahin to acha profit bhi nhi milta.
Breakout Confirmation
Trading me pahle hamen Breakout ko confirm karna chahie tab trade leni chahie kyunki market mein fake Breakout bhi hote hain jiski vajah se hamen lost bhi ho jata hai aur market hamare against chali jaati hai isliye market mein kisi bhi Breakout ke liye market analysis karna bahut jaruri hai market mein kuchh traders market ke against trade lagate Hain Jab market kisi trend mein acchi khasi movement kar chuki hoti hai to traders market ke against cricket open kar lete hain kyunki market Jab wapas aati hai to unko unki trading se profit milta hai lekin Jay method trading ke liye bahut hi dangerous hota hai aur main samajhta hun per hamen aise method could use nahin karna chahie kyunki aise message se hamen bahut bada loss bhi ho sakte hain isliye hamen chahie ke Ham is method to use na Karen kyunki market trend mein munh mein kar rahi hoti hai tu long time ke liye bhi move kar sakti hai isliye major time frame mein trading karna profitable hota hai support ya resistance per ponchny per trade open kerny ki bajaey kuch time ky liay wait kerna hota hai.
Reversal or Retracement
Agr Breakout ky baaad Market retrace movement start ker deti hai tou reverse order main trade open kerna hoti hai aur agar breakout kerti hai tou hamain same direction main breakout per entry lena hoti hai agar Ham wait kiay baghair hi reverse direction main trade open ker lety hain tou hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai isliay hamain breakout per entry leny ki bajaey sell stop aur buy stop ki surat main pending orders ko use kerna chahiay lekin pending orders ky baghair trade kerty huey break out jab tak clear na ho jaey trade open nehi kerni chahiay ky aesi surat main bhi bahot bara loss ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим