Bayers and sellers pressure in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bayers and sellers pressure in forex market
    INTRODUCTION
    Dosto hum aaj jis mozu par bat karne ja rahe hain us ko sellers and baters pressure kahte hain or yah chart ke madad se hum kis tarah pahchan kar trading kar sakte hain jaisa k ehum sab he jante hain ke trading aik bohat hassas bussines hay jis main be had ahtyat ke zarorat hote hay aur har angle se market analysis he aap ke liye kamyabi ka sabab bante hain to aye aapne topic ke janib chalte hain aur detail ke sath is ko samajhne ke koshish karte hain

    BAYERS AUR SELLER PRESSURE KYA HOTA HAY
    Jab aap market mein candlestick ko individually study krty Hain, tu ismein aapko market mein seller's or buyer's pressure ko find out kr sakhty Hain. Ap Market mein hamesha seller's Pressure or buyer's pressure ko find krny Kay liye kisi bhi aik specific time frame main kisi candlestick Ko find out kr Kay idea lga sakhty Hain, Kay us specific time period main ks ka zyda pressure tha. Tab hi ham market ke acche tarike se analysis kar sakte hain kyunki jab hamen sellers aur byers ke pressure Ka pata hota hai to tab hi ham market mein main entry le sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	2
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12523855

    MARKET MAIN IS KE PACHAN
    Basically forex trading market main buyer's or seller's ki apis main fight chal rahi hoti hai. Jab aik candlestick close hoti hai, tu ap us particular sessions main easily Buyer's or seller's Pressure ko find out kr sakhty Hain. Buyers and sellers ke pressure ko find out karna hamare liye bahut jaruri hota hai kyunki tab hi hamen pata chalta Hai ki market mein uptrend jaane ke chances Hai ya downtrend jaane ke chances hain.

    SELLERS PRESSURE
    Jab market mein eik candlestick without wick downtrend main close hoti hai, tu aap isko idea lga Lena cheye ka currently situation main strong seller's Pressure hai. Jab market mein aik candlestick kafi lambi upper Shadow Kay sath closing krti hai, us time per bhi aapko selling pressure milta hai. Jab candle completely bearish close Hoti Hai to iska matlab hai kya market mein sellers ka pressure hai aur market down train jane wali hai.

    BAYERS PRESSURE
    Jab market mein aik particular sessions main uptrend main candlestick ki closing hoti hai or uski wick bhi na hony Kay baraber hoti hai, tu us time main strong buyer's pressure hota hai. Agr kei candlestick down shadow main apni closing krti hai, tu ya bhi buyers pressure ko indicate kr rahi hoti hai. Jab koi bhi bullish candle close Hoti Hai to tab ham analyse karte hain kya market mein buyers ka pressure Hai market mein uptrend mein jana hai.

    PRESSURE MAIN MUTABKAT
    Some time market mein seller's or buyer's ka equal pressure bhi ho sakta hai. Jab aik eisi closing hoti hai, jis main candlesticks ki body center main hoti hai or uski wick 2no side per hoti hai, tu us time per seller's or buyer's equal pressure hota hai. Hamen is pressure ko jarur analyse karna chahie kyunki jab tak ham pressure ko analyse Nahin karenge hamen pata nahin chalega ki market mein downtrend position banne Wali Hai ya ab train position banne Wali Hai hamen is ko analyse karna bahut jaruri hota Hai tabhi ham market mein acchi entry le sakte hain aur kamyab trading kar sakte hain.
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bayers and sellers pressure in forex market

    Hello everyone I hope ap sab theek Honge aaj ka Hamara topic hai buying and selling pressure in forex market Forex mein kis tarike se Ham is pressure pay control Karke trading kar sakte hain is per Aaj Ham baat karte hain.
    Buying pressure define: Agar Ham market ko acche tarike se samajh Rahe Hote Hain To Hamen buying pressure ko major Di Taur per trader ko dekhte hain vah buying karte hain indicator ko use karte hue Jyoti thinking karte hain market price ko increase karne mein jisse Hamen bahut acche tarike se Pata Chalta Hai Forex trading Mein foreign exchange may refer karte hain buying ko aur selling ko fansi ke exchange Mein jisse Hamen bahut jyada acche tarike se market ke concept ke bare mein Pata Chalta Hai.
    Selling pressure define:
    selling pressure Ko Jab Hamen Jyoti ko Dete Hain trader ko to selling karte hain Iske indicator ko majority thinking ki Jaati Hai jisse market ke bare mein thinking ke bare mein price decrease hoti hai aur vah uski price ke decrease hone per majority trading Karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	2
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12388157


    What is buying pressure in Forex?


    Buying pressure Hamen Jab majority ko reader ko buying karwata Hai To Uske indicator ko follow karte hain Taki what is buying increase karte hain market ki price ko aur isase ham bahut acche tarike se kam Karke benefit Hasil kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	3
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12388155


    How do you calculate buying volume and selling volume?

    Agar Ham price ko aur Iske volume ko Goa karte hain volume ko consider karte hain buying ki site per to volume Hamen Deta Hai price ki downside per decrease hone coronavirus hone ke bare mein jisse consider Kiya Jata Hai selling ko volume mein aur Iske Ham fuel indicator ko use karte hain jisse buying volume aur selling volume ke bare mein Hamen Pata lagta hai.



    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	4
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12388156
    منسلک شدہ فائلیں

    اب آن لائن

    Working...
    X