Detail about "Dark Cloud Cover Candlestcick pattern" in forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detail about "Dark Cloud Cover Candlestcick pattern" in forex.
    INTRODUCTION:



    Dear forex members umeed krta hu k AP sb kheriyat sy hu gy or forex Sy daily k basis par achi earning kr rahy hu gy. Dear forex members forex aik risky business hai jismein hamen profit ke sath sath loss b ho jjata hai. Loss us soort ma hota ha jb hamen market k bary ma knowledge hasil nibhonibhota is lye important ha k hum market ki bary ma knowledge hasil Karen Taki zayda loss sy bach saken. Forex ma bht sary patterns use hoty hain jin ki help sy hum successful trading kr sakty hain.




    DARK CLOUD COVER CANDLESTCICK PATTERN :



    Dear forex members dark cloud cover candlestick pattern jab bhi price chart mein dekha jata hai to uske bad market down trend mein jana Shuru ho jaati hai. Yeah two days ka Barish reversal pattern hai. Yeah prices ke topper ya FIR police trend mein paya jata hai. Yah fashion market mein phool ko control karta hai. Price chart per ek khas kism ki tabiyat se movement kar rahi hoti hai. Lekin bahut jyada high prices for information black cloud cover canvas stick pattern ka samna karna pad jata hai. Uske baad prices bahut teji se girna shuru ho jaati Hain. Jo k ek baarish trend ko zahir karti hai.




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T050555.258.png
Views:	3
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12523806


    CANDLE FORMATION:


    Dear forex members dark cloud cover stick fashion ke pehle candle Barish hoti hai. Lekin dusre din ki candle Barish mein open hokar falak ke andar hi apna close deti hai. Iske first candle long real body wali candle hoti hai aur yah candle white ya FIR green color ki hoti hai.

    Dark cloud cover can sticky dusre candle long real body wali barrish candle hoti hai. Candle ke top per gap mein open hoti hai. Aur yah apna close pehli candle k mid ma deti hai. Aur yah candle parish bhi hoti hai aur with shadow sakte ho sakti hai ya FIR without Shadow bhi ho sakti hai.



    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T050559.812.png
Views:	7
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12523807




    EXPLANATION:


    Dear forex members dark cloud cover can stick pattern market mein prices for down trend prices ma change krta hai. Joker 2 candles bullish aur Paris se milkar banta hai. Patron ki pahli candle bullish Hoti hai jab ke dusre candle Barish hoti hai. Yah channel ek long rail body wali hoti hai ya to fir yah vid shad hoti hai ya FIR without Shadow najar aati hai. Fashion ki dusri keral Barish hoti hai jo ki uske opposite hoti hai. Aur candle apnapan pahle candle ke top per hota hai jabki iska close dusri pahli candle ke meet mein hota hai. Yah candle candle ke bane hue cap ko bhi cover kar leti hai. Or Sath hi Barish reversal train kabhi Kam karti hai.




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T050604.628.png
Views:	15
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12523808


    TRADING:


    Dear forex members dark cloud cover cataly train market mein seller ki fresher karta hai aur traders ko entry dene ke liye permission deta hai. Seller ki entry Lene per majbur karta hai. Scandal ki confirmation ke baad canal ka Barish hona bhi bahut important hota hai. Jab candle ke sath marriage candle Ban jaaye to fir hamen Nahin leni chahie.




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T050551.140.jpeg
Views:	5
Size:	29.0 کلوبائٹ
ID:	12523809


    STOP LOSS AND TAKE PROFIT:


    Dear forex members se pahle important hai ki Ham usmein top loss aur take profit ko bhi set kar le. Stop loss pattern sb sy top position pr dosri candle k open price sy two pip above set krna chahye. Topless hot take profit use karne se hamari trading bhi safe rahti hai aur hamara account bhi safe rahata hai iske alava hamara time bhi West hone se bachata hai.




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T050609.499.jpeg
Views:	2
Size:	12.5 کلوبائٹ
ID:	12523810





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Detail about &quot;Dark Cloud Cover Candlestcick pattern&quot; in forex.

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Pattern


    Dark cloud cover price chart par buyers k bohut ziada pressure ki waja se bullish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo prices ko teezi k sath bearish push karti hen jaise, dark cloud cover pattern karta hai. Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par ya bullish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k top gap main open ho kar ussi k midpoint k nechay close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bullish jane se rokti haia ur dosra ye candle aik bearish hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (894).png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12419574

    Candles Formation


    Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par do mukhtalif candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (3) (893).png
Views:	14
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12419573

    1. First Candle: dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k top par ya bullish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle white ya green color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Dark cloud cover Candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k top par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se nechay hoti hai. Bearish candle black ya red color main hoti hai, jo k prices ko mazeed bullish jane se rokti hai.

    Explaination

    Dark cloud cover candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se prices ko mazeed upper jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main ulta "Bearish Belt-Hold Line Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body k upper side par bhi wick ya shadow hota banti hai. Dark cloud cover pattern ki dosri candle aik bari real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main close hoti hai, lekin iss ko candle ko pehli candle k open point k baad ya nechay close nahi hona chaheye. Dark cloud cover pattern ki dosri candle strong banne ki waja se prices reverse hoti hai, aur bearish trend reversal ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (892).png
Views:	71
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12419572

    Trading

    Dark cloud cover candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main sell ki entry karte hen. Pattern k top par sellers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bearish ya black candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open point se two pips above select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (895).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12419571
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Detail about &quot;Dark Cloud Cover Candlestcick pattern&quot; in forex.

      What Is the Dark Cloud Cover?



      neechay ki mom batii ( aam tor par siyah ya surkh ) pichli oopar wali mom batii ke qareeb se shuru hoti hai ( aksar safaid ya sabz ), aur baad mein oopar ki candle ke wast se neechay band ho jati hai, jis se bearish reversal candle stuck patteren bantaa hai jisay dark cloud cover kaha jata hai .
      patteren qabil zikar hai kyunkay yeh oopar se neechay ki taraf raftaar mein tabdeeli ko zahir karta hai. aik oopar ki mom batii aur neechay ki mom batii mil kar design banati hai. taajiron ka andaza hai ke darj zail ( teesri ) mom batii par qeemat aur bhi gir jaye gi. yeh tasdeeq ke tor par jana jata hai .




      Understanding Dark Cloud Cover








      dark cloud cover patteren mein, aik barri siyah mom batii –apne samnay anay wali mom batii par aik" siyah baadal" banati hai. bearish engulfing patteren ki terhan, khredar pehlay qeemat ko ouncha kar dete hain, lekin baad mein session mein baichnay walay control haasil kar letay hain aur qeemat ko taizi se kam kar dete hain. khareed o farokht ki taraf yeh tabdeeli batati hai ke qeemat mein kami ufaq par hosakti hai. ziyada tar taajiron ka khayaal hai ke dark cloud cover patteren sirf is waqt madadgaar saabit hota hai jab yeh oopar ke rujhan ya aam qeemat mein izafay ki pairwi karta hai. patteren ziyada ahem ho jata hai kyunkay qeematein manfi ki taraf mumkina muntaqili ka ishara deti hain. agar qeemat ki harkat kati ho to patteren kam ahem hota hai kyunkay patteren ke baad qeemat mumkina tor par kati hoti rahay gi .



      Example of Dark Cloud Cover





      velocityshares daily 2x vix short term etn ( tvix ) mein dark cloud cover patteren ki aik misaal darj zail chart mein dekhi ja sakti hai :
      is soorat mein, teesri blush candle ke baad aik bearish candle aati hai jo oopar khulti hai aur pichli blush candle ke wast point se neechay band hoti hai, jis se dark cloud cover bantaa hai. patteren ne sahih tareeqay se is ke baad session ke liye qeemat mein kami ka andaza lagaya, jab is mein taqreeban 7 % ki kami waqay hui. is meeting ke zariye tasdeeq ki gayi .
      woh tajir jo taweel arsay se thay, agar qeemat girty rahi to woh bearish candle ke band honay ke qareeb ya is ke aglay din ( tasdeeq ke din ) ke qareeb apni pozishnin farokht karne ke baray mein soch satke hain. un maqamat par, tajir mumkina tor par mukhtasir pozishnin shuru kar satke hain. ibtidayi stap nuqsaan kam honay ki soorat mein bearish candle ke christ ke oopar set kya ja sakta hai. is soorat e haal mein, stap nuqsaan ko tasdeeqi din ke baad tasdeeqi din se bilkul oopar tak kam kya ja sakta hai. phir, agar qeemat ab bhi gir rahi hai, to tajir munafe ka aik manfi hadaf muqarrar karen ge ya –apne stap nuqsaan ko kam karte rahen ge .


      اب آن لائن

      Working...
      X