Dragonfly candlestick
Dear Firends Doji candle ki ye formation Dragonfly doji candlestick Kay naam sy hi zahir Hy Kay flying dragon aur is Ki neechy aik tasveer lgai Hy usy dakh Kay ap asani sy is ko smjh skty hen aik trend reversal candlestick hai, is k zada aur effective impact market trend py tab hota hai market mein support level per dragonfly doji banti hy. basically ye Candlestick aap ko market mein upward ya buying pressure ko show krti hai jis Ka mtlb hota Hy Kay market trend Kay chances hen Kay change Hoga aur billing trend shuru hony wala basically ye apko aik strong signal deti Hy Candlestick jis ki madad sy ap asani sy trend ko smjh Kay apni trade open KR skty hen.
Dragonfly Candle Structure
Forex market mein Dragonfly Doji English Kay Words "T" sy milti julti hy aur Candlestick ki Kisi bhi pair kay chart me asani sy Find out kia ja skta Hy is ko identify krna zada mushkil Nahi hota is ky head py aik wick Hoti hy. Is Candlestick ki body bilkul choti hoti hai aur is Candlestick ka shadow body sa 2 to 3 guna lamba hai. is Candlestick ki formation hamesha uper sy shuru hoti hai aur is ka shadow neechy ki taraf hota hy.
Explanation
Dragonfly Doji Candlestick ko dakhny kay baad ap ko Forex trading mein buying zone me aik powerful signal milta hai kyun Kay ye candle ap ko market main buyers ka pressure ko show krti hai aur ap ko batati hai k buyers pressure zayda seller ki nisbat. Is liye is Candlestick k baad market mein bht zada chances upward jany k hoty hain lekin apni trade ko mehzoof rakhny kay leay ap ko money management Kay rules Kay mutabik work krna hota hy.
Find out in Chart
Dragonfly Doji Candlestick ko market me Kisi bhi pair Kay chart me find out krny ke leay ap ko is ko smjhna bahut zarori hoti hai, ager ap candlesticks ko dakh kar trade krty hain to ap ko loss hony k chances bht kam chances hoty hain. Jeb market open hoti hey to seller ki force strong hoti hey is liey nechy ki terf shadow banti hey leken bulls comeback kerty hain aur market price ko opening level per wapus ley jaty hain aor candle ki body nahi bennain dety.
Jeb bhi Dragonfly Doji ki candle ben jaey to next candle ka intizar kerain ager next candle is se oper ben jaey to buy ki trade laga dain keon keh bulls ki power strong hey aur market bullish hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим