INTRODUCTION:
ASSALAMU ALAIKUM! Dear members ummid hai ki aap sab khairiyat se honge aur apna Kam bahut acche tarike se kar rahe honge dear member jaisa ki aap jante Hain k candlestick pattern trading ka ek important tool hai in ki madad se Ham price ki directions ko dekhte hue profitable trade kar sakte hain to hum daikhty hen k candlestick patterns ki ibtida Kahan sy hui financial technical analysis k mutabiq candlestick patterns prices ki movement ha jisko candlestick chart per graphs ki shakal mn dikhaya jata ha. Kuch logon k mutabiq yeh market movements ko predict krny ki ehliyat rakhty hen. Pattern ki pehchan subjective hoti ha aur Jo programs charting k Liye istemal hoty hen unko pattern sy match krny k liye predefined rules per rely krna prhta ha.
HISTORY OF CANDLESTICK PATTERNS:
18th century mein chawal ki qeemton ko track krny k liye kuch ibtidai financial trading analysis istemal hoty thy. Candlestick charting ka zada tr credit Munehisa Homma (1724-1803), Sakata, Japan sy taluq rakhny Waly chawal k aik tajir jis ny Tokugawa shogunate k doran Osaka mein Ojima Rice ki tijarat ki, ko jata ha. Taham, Steve Nison k mutabiq candlestick charting bad mn i, Shahid 1850 k bad Shuru hui.
FORMATION OF CANDLESTICK PATTERNS:
Candlesticks aik fix time k liye price movements ki graphical representation hoti hen. Yeh aam tor per ksi financial instrument ki opening, high, low aur closing prices per banti hen.Agr opening price closing price sy zada ho to aik filled ( red ya black) candlestick bnti ha.Agr closing price opening price sy zada ho to aam tor per aik green ya white candle bnti ha.Candlestick ka filled ya hollow portion candlestick ki body kehlata ha, Jo is ki oper ya neechy ki lines k tanasub k hisab sy lamba, normal ya chota ho skta ha.Oper aur neechy ki lines shadows, tails ya wicks kehlati hen Jo k aik fix time period k andr high r low price range ko represent krti hen. Taham, tamam candlestick k shadows nai hoty.