what is slippage in forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is slippage in forex market
    what is slippage in forex market;



    forex market mein slippage os wakt start hote hey jab aik trading order fill ho jata hey jab keh anay wale price mokhtalef ho sakte hey yeh aam tr par tar charhao kay higher door kay sath hota hey aisay adwar htay hein jahan par order anay wae price say nahe mell saktay hein
    Click image for larger version

Name:	what-is-slippage_body_2019_01_28_17_57_17_IG_Trading_Platform_Spread_Betting.png
Views:	3
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12523711
    forex e currency market mein slippage ko negative point of view say daikha ja sakta hey jab forex trading order liquidity fraham kardah ya bank kay zarey say fill key jatay hein to woh behtareen dasteab price par fill key jatay hein chahay fill karnay ke price application say zyada ho kam ya zyada ho


    example of forex slippage


    outcome# no slippage ;



    order jama karwaya jata hey or paish ke janay wale price sab say best buy price 1. 3650 hey or phir order1.3650 par fill ho jata hey


    outcome# positive slippage

    order jama karwaya jata hey or paish kar dah price sab say best price achanak say 1.3640 mein tabdel ho jate hey jo keh humare darkhast kardah price say 10 pips kam hey order phir 1.3640 ke price say es say kam price par fill h jata hey


    outcome# negative slippage


    order jama kar deya jata hey or paish ke janay wale price buy karnay ke behtaren price 1.3660 mein tabdel ho jate hey or order phir es price say fill ho jata hey 1.3660 10 pips zyada ho jata hey


    causes of slippage in forex market;


    forex market mein slippage kaisahota hey or humaray order humare darkhawast kardah price say kun nahe fill hotay hein yeh sab kuch es baat say basic baton par wapes chala jata hey or real market kes cheez par depend karte hey forex market mein buyer or seller aik specific price par aik he price par buy karnay wallay or sell karnay walon ke tadad barabar hone chihay or ager kabhi kabhi buyer or seller kay darmean adam tawazon ka shekar hotay hein ager kabhi buyer ya seller kay darmen mein adam tawazon hota hey to yeh he cheez price ko opar ya nechay ke taraf lay kar janay ke wajah bante hey
    ager hum forex trader kay tor par andar jatay hein to 1.3650 par 100k EURUSD ko buy karnay ke koshesh kartay hein to kafi log nahe hein EURUSD ko 1.3650 par buy karnay kay ley ready nahe hotay hein to humen forex market mein order ko daikhnay ke zaroorat ho ge or agle behtaren dasteab price par EUR dasteab nahe ho ge or humen forex market mein EUR zyada price par buy karna chihay jes mein humen negative slippage ho ge
    ager humaray order kay wakt EUR ko by karnay kay logon ka aik selab tha to hum aik aice buying ko talash kar saktay hein jo keh hum nay intial tor par application ke the jo keh forex market mein es say low price par selling karnay kay ley ready ho jes say humen slippage mellay ge
    forex market mein slippage adam stop loss par bhe ho sakta hey jes kay tahat stop loss level ka ehtaram nahe kea jata hey yeh forex mein aam stop loss say different hota hey or aik specific level par broker kay zarey say order fill kea jata hey
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	20
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12523714
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is slippage in forex market

    SLIPPAGE IN FOREX:

    Slippage ka istmal forex trading mn us wqt hota hai jab aap ko is bat ka idea ho k aap jis per trading kr rhe hain uski value kis level per ha gold ik bhut important hai jis ke upar bhut ziada training hoti hai aur ziada tr slippage ka issue b is per aata hai is k ilava ar bhi bhut sari aesi products engine k upar slippage ka ishara rhata hai aur highly volatile ATI ke upar ziada effect pdta hai ar ismein am Tor par agar kisi ko ziada nuqsan ho ho to uski bar agar trading lagaye jaaye aur upward mein agar aapane lagaye Ho aur market ki movement bhi upward mein hi chale jaaye to isase aapko fayda bhi bahut ziada hoga .

    Click image for larger version

Name:	broker-slippage.png
Views:	13
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12388054

    Explain:

    Forex trading mn is ki example aisi hai ki agar Ek gold ki training 1860 pr trade kar rahi hai aur Hamare radar 360 per Boy ka hai lkin market ki bhut hi ziada wala tightly ki wajah Se Hamary trade 360 se hit Kar gati Hai Agar yah trade 1860 se love equation mtlab 18309 50 lag gati Hai To yah hmare liye profitable hai lkin. Agar yah position 18 15 18 per lag gati Hai To yah hmare liye nuksan de ho sakti hai. Is wjah se koshish karain k market Ki Hai bolaty eld erly Mein trade sahi mission per Lag gaye Forex trading market per fundamental analysis ka bhut hi ziada asar Hota Hai Is wajah Se market ki movement fundamental analysis se bhut he ziada fast Hoti Hai To koshish Karainge Jb Bhi market Mein fundamental rahi ho to phly pending order zarur check kar lain.

    Click image for larger version

Name:	MDE-2349_Slippage in trading article GRAPHICS.png
Views:	6
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12388059


    Forex trading market mn slippage se bchny ka ik hi way ha k Ham market Mein pending order ka istmal Karain pending order computerized trading hoti hai ar is mein Hamari trade to the point position per open Ho Jaati Hai Is Se Hamain market Mein 2 point kam aa kr sakte hain pending order main volatile Nahi hta is wjah se ye market Mein pending orders istmal karna lzmi Karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X