Candlestick patterns
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick patterns
    Introduction
    Assalamu alaikum bhai jaan main bilkul theek hun aur ummid karta hun aap sab bekariya se honge aur forex mein jyada se jyada arning hasil kar rahe honge.
    Aaj ka Mera sawal aap sabko information provide karega forex trading mein candlestick pattern kya chij hoti hai aur use kaise istemal karke aap achcha profit
    hasil kar sakte hain.

    What is candlestick patterns

    aik se ziyada time form ke liye data ko single price Baraz mein shaamil karta hai. yeh inhen riwayati khuli onche, kam band salakhon ya band honay wali qeematon ke nuqton ko jornay wali saada linon se ziyada mufeed banata hai. mom batian aisay namoonay banati hain jo mukammal honay ke baad qeemat ki simt ka andaza lagati hain. munasib rangeen kodng is rangeen takneeki tool mein geherai ka izafah karti hai, jo ke 18 win sadi ke japani chawal ke taajiron se mutaliq hai .

    Significance

    candle stuck patteren, jo takneeki trading tools hain, qeematon ki simt ka andaza laganay ke liye sadiiyon se istemaal hotay rahay hain. qeemat ki simt aur raftaar ka taayun karne ke liye mom batii ke mukhtalif namoonay istemaal kiye jatay hain, jin mein three line strike, do black gaping, teen kalay kaway, shaam ka sitara, aur lawaris bacha shaamil hain. taham, yeh baat qabil ghhor hai ke un mom batii ke namonon se kharij honay walay bohat se signals qabil aetmaad tareeqay se kaam nahi kar saktay hain .


    Working


    tamam mom batii ke namoonay yaksaa tor par kaam nahi karte hain. un ki bohat ziyada maqboliat ne aitbaar ko kam kar diya hai kyunkay hadge funds aur un ke algorithm ke zariye un ka tajzia kya gaya hai. yeh achi maali eaanat walay khilari khorda sarmaya karon aur riwayati fund minijrz ke khilaaf tijarat karne ke liye bijli ki raftaar par inhisaar karte hain jo maqbool matan mein payi jane wali takneeki tajzia ki hikmat amlyon par amal daraamad karte hain .

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12523463
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candlestick patterns

    Technical Analysis in Forex

    Jab tak market per koi fundamental effect nehi hota market hamesha apni technical movement ko continue kerti hai ky bar bar support aur resistance sy reversal ky sath sath support and resistance breakout ky sath sath market apny trend ko follow kerty huey apni movement ko continue kerti hai lekin agar ham market main short term trade kerna chahty hain tou hamain her create hony wali candle ka knowledge hona chahiay ky her candle ky complete hony per hamain market ki next movement ka pata chal jata hai kyun ky her create hony wali candle market ki next movement ki indication provide ker rehi hoti hai jis per ham trade open ker ky short time main profit hasil ker sakty hain market ky chart per create hony wali kuch candles other candles ky sath mil ker aik chart pattern create kerti hain jis ky bahd market ki fix movement per ham trade open ker ky profit hasil ker sakty hain jin main sy kuch chart patterns ko following para main discuss kerty hain

    Click image for larger version

Name:	technicalanalysis.jpg
Views:	38
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12387640

    Head and shoulder Candlestick Pattern

    Head and shoulders candlestick pattern main aapko multiple entries mil sakhti hain jesy ky shoulder to head jab create hota hai tou usky bahd market ki reverse direction main movement per sell main trade jo previous support tak lazmi hoti hai profit deti hai

    Inverted Head and shoulders Pattern

    Inverted Hammer Candlestick Pattern main bhi aapko neckline ki basis per aapko different types ki enteries mil sakhti hain jesy ky head and shoulder pattern main market three times reversal movement kerti hai tou inverted head and shoulder main bhi market jab reverse direction main movement ker rehi hoti hai tou same time per trade enter ker ky profit hasil kia ja sakta hai

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	18
Size:	76.4 کلوبائٹ
ID:	12387642

    Three Inside Up Candlestick

    Is candlestick pattern main 3 candlestick ko individual study kar kay aap na decision making process complete karna hota hai

    There Inside Down Candlestick

    Is candlestick pattern main 3 candlestick include hoti hain, jin ki proper recognition krna zaroori hota hai

    Spinning Top Candlestick

    Spinning Top Candlestick Pattern main aapko long wick wali candlestick milti hain iss main aapko bahut faida hasil ho sakhta hai

    Marubuzu Candlestick

    Marubuzu main without wick candlestick available hoti hain Iss main strong seller's aur buyers pressure dekhny ko milta hai

    Tweezers Top

    Tweezers top main same location per aapko 2 candlestick milti hain isko recognize krna bahut hi asan hota hai ky jab market bullish trend main movement ker rehi hoti hai tou aik bullish candle create hony ky bahd next candle bearish direction main create hoti hai aur agar dono ka top mean ky first candle ki closing aur second candle ki opening same point per ho jabky second candle downward close ho jaey tou aesy time per market main bullish trend reverse ho ker market downtrend main movement shoru ker deti hai jis per trade open ker ky acha profit hasil kia ja sakta hai

    Tweezers Bottom

    Resistance level per 2 same point per milny wali candlestick ki basis per aap iski recognize kar sakhty hain ky jab market downtrend main big movement ker chuki hoti hai tou aik big candle jo downward close hoti hai lekin same point sy next candle open hony ky bahd bullish trend main close hoti hai lekin dono ki bottom tweezer hoti hai ky same point per first close aur second open hoti hai lekin second bullish main close hoti hai so wahan sy market ka trend reverse ho ker bullish trend shoru ho jata hai ky wahan per trade enter ker ky ham bahot achi earning ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	tweezertop&amp;bottom.jpg
Views:	24
Size:	62.8 کلوبائٹ
ID:	12387643

    Hammer Candlestick Pattern

    Hammer Candlestick Pattern main aapko just aik candlestick ko aik exact point per aap ko entry mil sakhti hai

    Inverted Hammer Candlestick Pattern

    Inverted hammer candlestick pattern main bhi aapko aik candlestick pattern ko find out krna hota hai

    Morning Star Candlestick Pattern in Market Chart

    Downtrend kay bad support level per ya candlestick pattern milta hai or bahut achi buying confirmation deta hai jab market maximum downtrend main movement ker chuki hoti hai tou aik big bearish candle ky bahd aik small body candle create hoti hai aur wahan sy third candle bullish main create hoti hai tou usky bahd market main uptrend shoru ho jata hai jis per buy main trade enter ki ja skti hai

    Evening Star Candlestick Pattern in Market Chart

    Resistance level per uptrend kay bad is candlestick pattern ki confirmation milti hai Is candlestick pattern ko aap achi tarah focus kar sakhty hain jis terha morning stat main market ki downtrend main movement ky end per morning star candlestick pattern create hota hai isi terha market ki bullish trend main movement per evening star candlestick pattern bhi create hota hai aur market bullish trend sy reverse ho ker downtrend main movement start ker leti hai jis per ham sell main trade enter ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	morandeveningstar.png
Views:	12
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12387644

    اب آن لائن

    Working...
    X