Aksar o beshtar mane dekha hay kay new comers hedging kay baary main pooch rahy hoty hain kay kis tarha hedging kar kay profit bnaaya ja sakta hay aur hedging ke strategy kiya hay. adging trading him log is waqt istmal krty ha jab him logo ko loss ho Raha hota ha yane ky ager him NY trading start ki ha or starting sy hi him logo ko loss Howa ha is waqat him log usi currency ko buy kr laty ha ager is ma bi him ko profit ho ga jib hmra profit itna ho jae ga ky hmra loss recover ho jae to is waqat him log trading ko close kr daty ha jis sy him logo loss sy Bach skty ha
Hedging ka tareeka:
Agar aapke trade loss main hay aur aap chahty hain k loss us se zayda na ho to aap same lot ka order ulta laga dety hay. Maslan pehly aap ny 1.0 ke lot se buy kiya to aap 1.0 se sell laga kar loss ko lock karty hain aur es kaam ko hedging kehty hain.
Hedging Ke asal Haqeeqat:
Har koi yehi jan'na chahta hay kay hedging se profit kis tarha bnaain. Lekin asal main hedging koi profit bnaany wali strategy nahi hay balkay hedging se loss ko roka jaata hay.
Hedging Loss se Bachaati hay:
Loss jab aapko hona suru ho jaay aur aap ko lag raha hay kay market aap kay against kafi zayda jaay ge to aap ka jo order laga hota ha usi kay mokhalif utni he lot ka order laga dety hain aur jab market stable hoti hay aur market ke position clear ho jaati hay to aap profit wali trade close kar kay loss wali ko profit ya zero loss pe close karty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим