Dear Friends, me bearish gap downward bhi ho sakta hay aur bullish mtlb upward gap be ho sakta hay es ki waja ye hoti hay key market holidays me close hony ki waja se kesi time prices bahot zeyda movement kar leti hey, market close hony ki waja se ham es ko chart me real time me to nahi dake sakty magar bad me jesy hi market open ho jati hay ye gap hamy nazar ajata hay ye gap kesi be time new market session open hony key sath be a sakta hay zarori nahi key kesi holiday me hi ye nazar ajaye, market price agar koi other new market open ho jaye to be up de down ya down se bahot zeyda up ja sakti hay currency pairs ki news ya as ka rate ka hasb say jab market open hoti hai to bad dafa market ka kuch pairs main gap aa jata hai aur as gap nay apni us price ko dobra tach karna hota hai to ya ak acha time hota hai ap ko profit layny ka.
After Gap Trading
After gap trading open karty hai to ap boht hi km risk main as trade say profit nakl sakty hai gap ya to up ki sorat main hota hai ya pher down ki sorat main lakn agher zyda gap ata hai jas tra 100 pip say 200 tak to us gap ko time lagta hai lakn market us price to tach lazmi karti hai chahya kuch din hi kay na lag jay as lay market open hony ka bad foran chak kar layna chahya ta ka ap as say fyda hasl kar saky jas trah aaj market open haoty hi gap aya hai ap as ko chak kar sakty hai reason yeh hota hai.
Reasons
Financial Institutes aur bank aur kafi saray baqi institutes Saturday aur Sunday ko b currency ke trding kar rahy hoty hain. Lakin in dino mai broker kam nai karty hain warna currency ke exchange tu har din open rehti hai. Aur prices move b hoti ha jis ke waja say prices ka oper aur neechay move karna kafi normal se baat hai. Kafi saray traders Friday ko market kay close time per trade open ke kay Market gap ko predict kar kay profit earning ke try b Karty hain lakin yeh bohot he risky hai aur traders ko cahiye ke iss ko avoid he Karin tu behtar hai.