Bearish 3 line strike pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish 3 line strike pattern
    Assalam alaikum dear members!
    umeed karta hun aap sb khairiat se hn gy or apki trading bahut achii ja rahi ho ge.
    dear members aj ki post main hum three line strike candle stick pattern ko detail se study karen gy or dekhen gy k esko kesy trade kia jay.


    What is Three line Strike Candlestick pattern?

    Dear memebrs ye aik reversal candlestick pattern ha , reversal pattern wo hota ha jo ksi trend k end main banta ha or es k bad market ka trend change ho jata ha.
    es main 3 candles line main banti ha jo bearish trend main aik dosry k low k nechy close hoti hain jb k bullish trend main aik dosry k high k opr close hoti hain.
    es wajah se eski 2 types hain.

    Bullish Three line strike
    Bearish Three line Strike

    in dono types ko nechy detail se discuss kia gaya ha.



    Bullish reversal 3 line Strike:

    Dear members ye pattern bearish trend k end main banta ha or es k bad market ka trend reverse ho k bullish ho jati ha.
    bearish trend main strong support py 3 bearish candles aisy banti hain k hr candle dosri candle k low k nechy close hoti ha or 3rd candle k bad aik Bari bullish candle banti ha jo k in 3 k ki height k equal hoti ha.
    estraha ye pattern complete hota ha or es k bad market ka trend reverse hota ha.




    How to trade it?

    Dear members es pattern main trade karny k lye pattern k complete hony ka wait karen or es k bad hum 4th bullish candle ki closing k bad buy ki trade le skty hain. Or es main hmara stop loss bullish candle k low k equal ho ga.



    es main hmara profit target next strong resistance tk ho ga.



    Bearish Reversal 3 line Strike:

    Dear members ye pattern bullish trend k end main banta ha or strong resistance level py banta ha es main 3 bullish candles estrha banti hain k hr candle dosri candle k high k opr close hoti ha or es k bad aik bari bearish candle banti ha jo k in 3 candles ki height k equal hoti ha or es k bad ye pattern complete hota ha or market ka trend reverse hota ha.




    How to trade it?

    Dear members es pattern main trade leny k lye pattern k complete hony ka wait karen or es k bad lmbi bearish candle 4th candle k close hony py hum sell ki entry le skty hain or hmara stop loss es lambi bearish candle k high k equal hota ha.



    es main hmara profit target next strong support tk ho ga.
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish 3 line strike pattern

    Bearish Three Line Strike


    Bearish three line strike chaar candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jiss me shamil pehli teen candles black hoti hai, jab k last par aik bari real body wali white candle hoti hai. Bearish three line strike pattern ki teen black candles apas main aik small candles ka three black crows candlestick pattern banate hen, lekin ye candles small hone ki waja se ziada moasar nahi hoti hai, jiss k baad aik bari real body wali white candle in sab candles ko apne andar lapait leti hai, yani un par strik karke sab ko cover karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1135).jpeg
Views:	36
Size:	12.5 کلوبائٹ
ID:	12387507

    Pattern k Pehlchan k Rules
    1. Bearish three line strike pattern bullish trend reversal pattern hone ki waja se prices k bottom par ya bearish trend me banta hai.
    2. Pattern ki pehli teen candles three black crows pattern ki tarah black hoti hai.
    3. Pattern ki 1st, 2nd ahr 3rd candles real body me small hoti hai.
    4. Pattern ki 4rth candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
    5. Pattern ki 4rth candle format me bohut bari hoti hai, jis se wo 1st three candles ko cover karti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (2874).png
Views:	5
Size:	1,012 بائٹ
ID:	12387508

    Pattern ki Tafseel

    Bearish three line strike candlestick pattern chaar candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bearish trend k baad banta hai. Pattern ki 1st, 2nd aur 3rd candles small real body me hoti hen, jo k dekhne me three black crows pattern jasi hoti hai, lekin size me small hone ki waja se ye un se mukhtalif banti hai. Pattern ki 4rth candle aik bari white candle hoti hai jo pehli teen small white candles ko cover kar leti hai. Jiss se pattern k baad prices ka trend badal jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2873).png
Views:	4
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12387509

    Pattern par Trading

    Bearish three line strike pattern par trading k leye zarorri hai k qeematen market k bottom par ya bearish area me trade kar rahi ho jis k baad pattern par buy ki entry ki ja sakti hai. Lekin entry se pehle black confirmation candle ka hona bhi zarori hai, jo k pattern k sab se last bullish candle honi chaheye. Ye candle market main entry aur trend confirmation ka zarya hoti hai. Stop loss zaror put karen, jab white candle banne trading na karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2872).png
Views:	19
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12387506
    • #3 Collapse

      What is Bollinger band?

      Assalamualaikum dears member main thek Hun or umeed Karti hun AP bhi thek Hun gy or forex buying and selling foram par boht achi earning kar rahy hn gy Mera AJ ka sawal boht zaiyada important or information Wala hy Mera sawal hy trading foram
      Main Bollinger band kia hy or kis tarha calculate HOTA hy or us ko use kar k kis tarha earnings hasil kar sakty hain

      Introduction

      Bollinger band aik takneeki tajzia ka device hai jis ki wazahat trained strains ke aik set ke zariye ki gayi hai jis mein do mayaari anhrafat ( misbet aur manfi tor par ) safety ki qeemat ke saada moving common ( sma ) se daur hain, lekin jisay Sarif ki tarjeehat ke mutabiq alter kya ja sakta hai. Bollinger band ko mashhoor takneeki tajir jaan bollinger ne tayyar kya aur copy proper kya, aisay mawaqay talaash karne ke liye design kiye gaye jo sarmaya karon ko asasay ke ziyada farokht ya ziyada khareeday jane par sahih tareeqay se shanakht karne ka ziyada imkaan faraham karte hain .Bollinger bands aik intehai maqbool taknik hai.


      Bohat se taajiron ka khayaal hai ke qeematein oopri baind ke qareeb jayen gi, market itni hello ziyada kharidi jaye gi, aur qeematein nichale baind ke qareeb jayen gi, market itni hello ziyada farokht hogi. Jaan bollinger ke paas 22 usoolon ka aik set hai jis par amal karna baind ko bator tijarti nizaam istemaal karna hai. Zail mein dukhaay gaye chart mein, bollinger bands stock ke 20 din ke sma ko oopri aur nichale baind ke sath stock ki qeemat ki rozana ki naqal o harkat ke sath brikt karta hai. Kyunkay mayaari inhiraf utaar charhao ka aik pemana hai, jab markitin ziyada utaar charhao ka shikaar ho jati hain to baind wasee ho jatay hain. Kam utaar charhao walay adwaar mein, baind ka moahida ho jata hai .

      Key points
      Bollinger bindz aik takneeki tajzia ka aala hai jisay jaan bollinger ne over sealed ya ziyada khareeday jane walay signals peda karne ke liye tayyar kya hai. Teenager linen hain jo bollinger bindz ko compose karti hain : aik saada transferring average ( darmiyani baind ) aur aik oopri aur lower baind. Oopri aur nichale baind aam tor par 2 mayaari inhiraf + / - 20 din ki saada transferring common se hotay hain, lekin un mein tarmeem ki ja sakti hai .

      How to calculate Bollinger band

      bollinger bands ka hisaab laganay ka pehla marhala zirbhs protection ki saada moving common ki ginti karna hai, aam tor par 20 din ka sma istemaal karte hue. 20 din ki shifting common pehlay facts point ke tor par pehlay 20 dinon ke liye band honay wali qeematon ka ost nikalay gi. Agla facts point ibtidayi qeemat kam kere ga, 21 din ki qeemat shaamil kere ga aur ost le ga, waghera. Agla, protection ki qeemat ka mayaari inhiraf haasil kya jaye ga. Mayaari inhiraf ost tagayur ki aik riyaziat pemaiesh hai aur adad o shumaar, muashiaat, accounting aur maalyaat mein numaya tor par numaya hain.

      Aik diye gaye records set ke liye, mayaari inhiraf is baat ki pemaiesh karta hai ke ost qader se kitney phailay hue quantity hain. Mayaari inhiraf ka hisaab mutaghayyar ke murabba jarr ko le kar lagaya ja sakta hai, jo bazat khud wast ke murabba farq ki ost hai. Is ke baad, is mayaari inhiraf ki qader ko do se zarb den aur dono sma ke sath har aik factor se is raqam ko jorhin aur ghatain. Woh oopri aur nichale baind tayyar karte hain .
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is Bollinger band?

        Three Line Strike

        3 line indicator per trader ek acchi tait karne ki koshish karte hain yahan se hamen clearview nazar aata hai ki hamen kis concept ke upar trading karni hai kaun se pattern ko follow karna hai to ham use pattern ko agar sahi se follow karen ham usko samajh kar chale to ham yahan se kafi acche se kamyab ho sakte hain har trader hamen ek acchi trade ko open karne mein hi mein deta hai hamen kam aur quality ki performance ko maintain rakhna hai dekho har kaun sabko achcha se visualise karna hai understanding deni hai ki ham an pattern ko sabse pahle active hokar trading ki taraf lekar aaye aur fir ham yahan se kacchi trade open karen


        Click image for larger version

Name:	Bearish-Three-Line-Strike.jpg
Views:	6
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12396207

        Bullish Three Line Strike

        bullish 3 line indicator mein ham yah dekhte hain ki yah jo candlestick hoti hai yah upside move deti hai market mein aap dekho to trade ke jo concept hote hain jo point hote ho aap site per jaate hain aur ham usko follow karte hue ek ladke ko insaaf mein achcha profit generate kar jaate hain lekin hamara trading ka jo concept hai hamen samajh ke chalna hai humne har point ko follow karna hai ki ham trading mein bina nuksan ke kam kar sake ham trade ko acche se analyse kar sake jo har trader chahta hai ki vah kam aur uski kam ki performance ko samajh kar kam karna aur ham usi kam ki performance ki vajah se ek acchi trading kar sakte hain

        Bearish Three Line Strike

        bearish three line indicator mein hamara jo hote science market downside pathan karti hai ham ek rivers candace ko dekhte hain uske pattern ko dekhte hain har candle market ke upar ek aisi move deti hai jis per hamen trade active karni padati hai use activation ke upar ek achcha pattern use karte hain agar ham market ko sahi se samjhe sahi se analyse karen to trading mein humne ek achcha kaun sa najar aata hai ham trading mein ek achcha views sakte hain ek achcha pattern follow karte hain jisse hamen trade karne ka ek achcha mauka mil jata hai candle ko black site par dekhe to ham har pattern main har candles ko samajh kar chale to ham pattern ko follow kar lete hain

        Click image for larger version

Name:	Three-Line-Strike.png
Views:	5
Size:	27.1 کلوبائٹ
ID:	12396208

        Implementing the Strategy Rules and the Trading Plan

        bearish 3 lines tricks mein ek planning hoti hai strategy or rules ke mutabik trading karni padati hai jab ham ine and the planning ko follow karte hain jab ham in planning ke mutabik trade karte hain to hamen kamyabi mil jaati hai hamen intertape ko follow karna hai humne find karna hai pattern ko chat course mein different indicators ko set karke ham yah check karte hain kaun se indicator per hamen trade karni chahie ham kisi ke bhi indicator per agar ham sahi se study karen sahi se ham quality wali performance wali kam karen to hamen apni performance ke sath hi kam karte rahana hai hamen trading ke sath aur kaun sabko lekar chalte rahenge to ham short term trading mein acche se kamyab ho jaate hain

        اب آن لائن

        Working...
        X