Importance of " High Wave Candlestcick pattern" in forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of " High Wave Candlestcick pattern" in forex Trading.
    INTRODUCTION:



    Dear forex members ummid karta hun ke aap sab khairiyat se honge aur Forex se daily ke message per acchi arning acchi arning kar dear for examples Forex whisky business hai jismein hamen profit ke sath loss bhi ho jata hai isliye important hai ki ham aur aur x Forex ke bare mein knowledge hasil Karen Taki jyada loss se Bach sake Forex mein bahut sare pattern use hote hain knowledge hasil Karen Taki jyada loss se Bach sake Forex mein bahut sare pattern use hote hain jinki help se Ham successful trading kar sakte hain aaj main aapke sath highway canistic pattern ke bare mein apna knowledge share karunga apna knowledge share karunga.




    HIGH WAVES CANDLESTICK PATTERN:



    Dear forex members highway canistic pattern small real body mein banne wali upper or low side par long shadow rakhne wali rakhne wali ek single candle pattern hai aam taur per price chart per ek natural kenal ki Tarah explain ki jaati hai candle market mein police aur candle market mein police aur Barish supply and demand resistance or support ki vajah se banti hai isliye yah candle banai jaati hai aur ismein time frame kiye dauran isliye yah candle banai jaati hai aur ismein time frame kiye dauran price pahle investors price ko side per Le jaane ke bad dusri side per bhi usi Tarah se Khush karti hai aur yah Kash Paisa Le position ke pass mein jakar apna close deti hai complete process ko Ham high wave Candlestcick pattern kehty hain.





    Click image for larger version

Name:	download (40).jpeg
Views:	1
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12523345



    HOW TO TRADE WITH HIGH WAVE CANDLESTCICK PATTERN:




    Dear forex members highway can I see pattern trading ke liye bahut jyada perfect signal is vajah se nahin de sakti kyunki ek candle jyadatar natural behaviour rakhti hai candle price chart mein bahut jyada najar aati hai Lekin sab time per jab bahut kam per jab bahut kam asardar. After per banne wali ek candle bahut kam friend reversal ki praja sakti hai. Trading ke liye important jab hamen jab hamen candle iske bad is per next trade Nahin chahie ful stop trade open karne ke bad mein Star Plus ho take profit ko bhi yad bhi use karna iske bad is per next trade Nahin chahie ful stop trade open karne ke bad mein Star Plus ho take profit ko bhi yad bhi use karna chahie kyunki hamare kam kabhi se ho sakta hai.




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-17T030349.510.jpeg
Views:	3
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12523346



    EXPLANATION:


    Dear forex members highway canvas stick pattern mein prices cable ke andar center ke mid mein ek small real body mein banti hai jiske upar aur loss side per ek lamba sa shad hota hai yah candle national candle mein mention ki jaati hai. Jisko price chart purpose jyada dekha jata hai. Candle price ke center mein jo ki train ke dauran natural value ki Tarah Hoti hai jab message ke top ya bottom per banne per Jo train revers ki surat rakhti hai highways keral stick pattern long legid candle aur doggy Star channel ki Tarah hoti hai jismein market ki price market k Same trend ko he follows krti hai



    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-17T030357.406.png
Views:	2
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12523347




    STOP LOSS & TAKE PROFIT:


    Dear forex members Kisi bhi trade ki entry Lene se pahle important hai ki ham stop loss or take profit ko Apne trade ka hissa banaen kyunki yah my trader hamare ko sirf rakhti hai aur Jahan per Ham stop loss lagate Hain vahin per aakar hamari trade khud bah khud close ho jaati hai jiski vajah se hamen apni friend ko बार-बार dekhna Nahin padta aur hamara time bhi West hone se Bach jata hai isliye important hai ki top loss aur ek profit ko hum apni trade ko hissa bna kain.








  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of &quot; High Wave Candlestcick pattern&quot; in forex Trading.

    Asslam o alikam umeed hai k all member thek hon gein ur market mn acha work kr rhein hon gein jaisa k hume pta ha k market mn acha work lrne k liye hume is business ko time dene ki zahrorat hoti ha is mn hume tamam knowledge lena parta ha os k bad hi hum kameyab hote hein is mn candelstick pattern se ur tecincal analysis se chart indicator se hume market ko fallow krna hota ha hume kafi achi help milti ha ur bohat hi asani se kameyab ho sakte hein.

    What is the high wave candelstick pattern

    Dear forex member agr hum high wave candelstick pattern mn kam krna chahte hein tu os k liye important ha k hum phaly support and resistance level ko check krein high wave market mn bane wali eik small real body ki candel hoti ha jo market k low shadow rakhne wali candel ha hoghway candelstick pattern price k ander k small shadow k mid mn banti ha is ki price ko marker chart mn zada dekhya jata ha hume is mn samj k kam krna hota ha jab hum is mn complete knowledge le k kam krein gein tu faida hoga u hun asani se is business se kameyab ho sakte hein .

    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	3
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12387476

    Trading in high way candelstick pattern

    Dear forex member highway candelstick pattern mn agr hum kam krna chahte hein tu important hai k hum is ki confirmation ka wait krein ir os k bad is mn kam krein tu faida hoga highway candelstick pattern trader k liye kafi acha pattern ha is mn hum bohat hi asani se kameyabi le sakte hein is mn candelstick pattern zada tar netural behaviour rakhti ha jo hume achi move deti ha regular kam krein hume faida hoga ur asani se kameyabi milen gi .

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	19
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12387477
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Importance of &quot; High Wave Candlestcick pattern&quot; in forex Trading.

      High Wave Candlestick Pattern


      High wave candlestick ko aam tawar par price chart pattern par aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle market main bullish aur bearish, supply aur demand, resistance aur support taqat main barabari ki waja se banti hai. Candle ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, k aik makhsos ya muntakhib karda timeframe k dowran price chart par pehle investors prices ko aik side par le jane k baad same dosri side par bhi ussi tarah se push karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (8) (21).png
Views:	13
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12390794

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. High wave aik neutral candle hoti hai, jo aik small real body wali candle hai.
      2. Ye candle upper aur lower side par aik lamba shadow rakhti hai.
      3. Candle k upper aur lower sides ka shadow size me taqreeban same hota hai.
      4. Candle ki real body dono sides k shadow k bulkul center me hoti hai.
      5. Ye candle bullish aur bearish, ya supply aur demand ki barbari ki waja se banti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	7
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12390795

      Pattern ki Tafseel


      High wave candlestick k upper aur lower side par aik lamba saya ya shadow hota hai. Ye candle aam tawar aik neutral candle tasawar ki jati hai, jiss ko price chart par bohut ziada dekha jata hai. Ye candle prices k center main ya aik trend k dowran neutral value ki hoti hai, jab k prices k top ya bottom par banne par ye trend reversal ki hososeyat rakhti hai. High wave candlestick ki hososeyat bhi Spinning top candle, long-legged doji candle aur doji star candle ki tarah hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (8) (22).png
Views:	16
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12390796

      Pattern par Trading ka Amal


      High wave candlestick ziada tar neutral behaviour rakhti hai. Ziada tar ye candles price chart main bohut ziada nazar ati hai, lekin aam trend par ye bohut kam asar andaz hoti hai. Price chart k top par banne par ye candles thori bohut trend reversal k asarat ka hamil ho sakti hai. Candle par trading k leye zarori hai, k prices trend k intehaye top ya bottom main hona chaheye, jab k candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hota hai, jo k real body main lazmi hona chaheye. Jab k same trend ki candle banne par ye trend continuation ka role play karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	9
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12390797

      اب آن لائن

      Working...
      X