han ji dosto han ji dosto bearish stick sandwich candlestick pattern aik se ziyada candles se mil kr banne wala pattern hai market main hr pattern ki confirmation ki zarorat hoti hai real change se pata chalta hai selling pressure aik se ziyada dino tk selling pressure ko hota hai taham ye waziha nahi hai k continuation ya buyer ki kami prices ko kam kr sakta hai jab market downtrend main jane k bad bullish Stick Sandwich Candlestick pattern bana ly mtlb 3rd candle bearish banane k bad 4rth candle bullish bane to pata chalta hai k market ka trend change hone wala hai aur ham idhar se buy ki trade ly sakte hain aur jab market bullish trend mai jaa kr bearish stick sandwich candlestick pattern bana ly aur 4rth candle bearsih bane to hame udhr se sell ki trade active krni chahiye
Identification Of Bearish/Bullish Stick Sandwich Candlestick Pattern:
han ji dosto stick sandwich candlestick pattern ko identify krna ziyada mushkil nahi hai balke hamain signal k sath kamyabi se kam krne se pehle basic standard ko janna zarori hai jab se pehle ik line main 3 candlestick ka Hona zarori hai second candlestick dono side se opposite range main honi chahiye dono taraf candlestick k bare range hone chahiyen ye unhe central main majood candlestick se ziyada long krdy ga ye ik darmiyani candlestick ho gi ird gird isko lapait ly gain end main bullish stick Sandwich ko down/up trend main banna chahiye jabke bearish/bullish stick Sandwich ko uptrend/downtrend main banna chahiye qk dosto stick sandwich bearish aur bullish dono trend main ban sakta hai isliye hamko is main shamil range ko shamil krna chahiye ik bar jab identification ho jaye k pattern bearish ka hai ya bullish ka to hamko pattern k mutabiq trade leni chahiye buy/sell ki.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим