Elliot wave theory kia hy aur iski iqsaam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Elliot wave theory kia hy aur iski iqsaam
    Click image for larger version

Name:	images (2).jpg
Views:	2
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12523267
    dear forex ma bhot sary traders asy hain jo different analysis or indicator ko use kar trade open karty hain. Trader analysia k lae complex mathematical equations ko ya phr bhot sary pattern ko b use karty hain. Trade open karny k lae har trader ki apni alag he technique hoti hai or es tarha kuch indicator bhot commonly use hoty hain. Elliot wave calculations par depend ni kart ye financial market k history ko use karti hai. Hamy pata hai k investor jb market ma invest karty hain to market apni direction ko change karti hai or high swing ya low swing banati en swings ko wave kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	7
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12523268
    Elliot wave theory
    Elliot naami trader ki janib se si gae Market ki ek theory hai jo ky humain yeh batati hai ky market ki movement ko waves ki surat mein dekha ja skta hai. Aur whole movement ko hum waves ki trha se dekh kar isko analyze kar skty hain. Elliot way theory market ko Technically analyze karny ka ek tareeqa hai aur yeh aapko Long term trading strategies mein help kar skta hai. Yeh waves aap market ky pairs mein kam karty huey Long time frames mein form hoti dekh sktay hain. Market ka yeh analysis ka tareeqa salon se chalta a rha hai aur bhut se traders iski knowledge par kam karty hain.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpg
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12523269
    Elliot ky mutabiq market mein 2 qism ki waves banti hain
    Impulsive Waves :
    Corrective wave :
    aur jisko usne 2 kinds mein describe kia hai. Aur ek pattern mein aap impulsive waves aur usky bad corrective waves ko dekh skty hain. Yeh waves ki 2 types hain jinky bary mein details yeh hain
    Impulsive Waves :
    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12523270
    Yeh market ky uptrend ky doran dekhi jai hai aur yeh 5 waves par mushtamil ek wave hoti hoti hai is mein market ki total movement upwards hoti hai aur is mein 3 waves upwards htoi hain jab ky har ek wave ky bad corrective wave dekhi ja skti hai aur 5,3,5,3,5 ka pattern banta hai. Jis mein 3 motive waves aur 2 corrective waves dekhi jati hain. Iski formation mein kuch rules ko bhi mad e nazar rkha ja skta hai jiski wjha se hum bata sktay hain ky yeh waqae hi impulsive wave hai jisky bad corrective wave dekhi ja skti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Elliot wave theory kia hy aur iski iqsaam

    Elliott Waves Trading Theory

    Dear Friends, Elliott waves ki aik theory Hy Kay Elliott waves ki nisbat correction waves ko identify karna mushkil hota ha, in k baray ma aik important rule ye hota ha k correction waves kbi b 5 waves wala pattern nhi bnati hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-16T171219.319.png
Views:	2
Size:	42.6 کلوبائٹ
ID:	12387332

    Alteration of Elliott

    Elliot waves ki Alteration aur equality two guide lines hoti hain, jb k ye waves 2 different patterns ma exist karti hain jin ki detail zigzag aur triangle wave me di gai Hy.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-04-16T171210.937.jpeg
Views:	3
Size:	24.6 کلوبائٹ
ID:	12387331

    Zigzag Waves

    zigzag wave pattern prices ma steep moves hoti hain jo trend k against hoti hain, in ma three main waves hoti hain aur lesser degree ki subordinate waves jo zigzag correction bnatai hain 5-3-5 wave count bnati hain, flat corrections simple side ways corrective waves hoti hain, in ma aik wave k reverse aur equal dusri wave bnti ha, in ma 3 waves pattern hotay hain aur iski subordinate waves 3-3-5 wave count bnati hain, in waves ki correction kafi weak hoti ha, iski further three sub categories joti hain, jin ma regular flat correction, expandad flat correction aur running flat corrections hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-16T171224.118.png
Views:	1
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12387330

    Triangle Waves

    Triangle formation aisay corrective patterns hotay hain jo converging aur diverging trend line ma bound hotay hain, ye ascending, decending aur symmetric hotay hain, in ma 5 waves hoti hain aur in ki subordinates 3-3-3-3-3 wave count show karti hain, bulls aur bears k darmian forces k momentum balance ko reflect karti hain, aik ideal triangle correction ma succesaive waves previous waves ki retracements sa 100% short par fall karti hain, combination corrections normaly horizontal waves corrections hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-16T171235.220.png
Views:	1
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12387329
    • #3 Collapse

      Re: Elliot wave theory kia hy aur iski iqsaam

      Dear Elliott wave main market waves ki shakal main move kerti hai jes mani ap ki conuting abc ya wxyxz ki shakal main bhe ho sagti hai ya sirf app digit count 12345 main bhe ker sagty hain us main market correction bhe kerti hai oir ap ko ye knowledge ager hasil kerna hai to kisi expert say seikhna ho ga pher he us main app aik achy trader ban pao gay ye assan nahe hia VSA say bhe mushkil hae , Elliott wave ka principle (asool) technical analysis finance traders key ley hay, jo key financial market ko cycle aur forecast key base par trend ko identify karna hota hay.

      Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	38.5 کلوبائٹ
ID:	12387337

      Types of Waves
      • Impulse wave
      • Corrective waves

      Impulse waves.

      Dear jab aap Elliott Wave ko study Karty Hain Tou iss mein Kuch Aeisi waves hoti hain jo totally bullish trend Mein ban rahi Hoti Hain in waves ko aap impulse wave ka naam Dety Hain jab market Mein different waves ban rahi hoti hain tou iss mein maximum time per aapko 3 to 5 waves ko compare karne ky bad Ek pattern banaty hain Jo aapke liye bht helpful ho sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	1
Size:	20.9 کلوبائٹ
ID:	12387338

      Corrective waves .

      Dear Kuch time Jab market retracement Karti Hai To iss mein banny wali waves ko corrective waves Kehty Hain Jab market bearish trend Mein convert Karti Hai Tou iss mein Kuch corrective waves Banti Hain Jab aap Elliott Wave theory ko completely study Karty Hain To iss mein impulse per aur corrective waves ko combine karny per different waves shapes Banti Hain jis mein usko different types Kaise sakty hain.

      Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12387339
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Elliot wave theory kia hy aur iski iqsaam

        Elliot wave theory, and wave theory Analysis:-
        Friends mai app ko Elliott wave ke bare men discuss kaaren ge ye asal men aik course hai jo k forex k related hia us main Elliott wave main market waves ki shakal main move kerti hai jes mani ap ki conuting abc ya wxyxz ki shakal main bhe ho sagti hai ya sirf app digit count 12345 main bhe ker sagty hain us main market correction bhe kerti hai oir ap ko ye knowledge ager hasil kerna hai to kisi expert say seikhna ho ga pher he us main app aik achy trader ban pao gay ye assan nahe hia VSA say bhe mushkil hae , Elliott wave ka principle (asool) technical analysis finance traders key ley hay, jo key financial market ko cycle aur forecast key base par trend ko identify karna hota hay, Elliott wave theory key mutabeq 5 move main trend key direction me hoty hey jab key three moves trend correction ki indemnification kar sakty hey total 8 numbers ya moves elliott wave theory me hoty hey.
        Explanation:-
        Friends mai app ko Elliott wave ke bare men ak knowledge share kernay ja raha hon jo boht kam log jantay hain. Elliot wave theory ko to sabi jantay hain aur aksar log is theory per analysis aur trading bhi kertay hon gay. Elliot wave theory haqaiq per mabni hay. is main kuch correction aur advancement ki gai hay. Elliot nay forex market ko boht analyze kia aur is main kuch pattern dekhay jo kay market laga tar repeat kerti hay. is per us nay aik book likhi aur us ko nam dia elliot wave theory.
        lakin wave theory elliot ki hi advance version hay main main kuch chez add ki gai hain aur kuch concepts ko clear kia gia hay. aur market ki movement ko simply samjanay ki koshish ki gai hay.
        Click image for larger version

Name:	Elliott-Wave-Patterns.png
Views:	2
Size:	46.5 کلوبائٹ
ID:	12387413

        اب آن لائن

        Working...
        X