Detail about " Fix Spread And Variable Spread".
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detail about " Fix Spread And Variable Spread".
    INTRODUCTION:


    Dear forex members ummid karta hun ke aap sab khairiyat se honge aur Forex se Delhi ke basis per acchiummid karta hun ke aap sab khairiyat se honge aur Forex se Delhi ke basis per acchi earning kar rahe honge.dear Forex members Forex risky business hai jismein hamen profit ke sath sath loss bhi ho jata hai isliye important hai ki Ham Forex keForex members Forex risky business hai jismein hamen profit ke sath sath loss bhi ho jata hai isliye important hai ki Ham Forex ke bare knowledge hasil Karen Taki jyada loss se Bach sake for ex trading mein bahut sare patient use hote hain jinki help se for ex trading mein bahut sare patient use hote hain jinki help se ham successful trading kar sakte hain aaj main aapke sath ek new topic share karunga.




    WHAT IS SPREAD :


    Dear forex members jab aap Kisi broker ke sath apni investment process ko complete kar lete hain aur forest trading aur forest trading market market mein entry Lete Hain to aisi condition mein aapko apni entry complete karne ke bad broker ko commission Dena hota hai is is commission ko aap Park trading market ki language mein separated ka naam Lete Hain jitna bhi broker aapke sath working kar rahe hote jitna bhi broker aapke sath working kar rahe hote Hain unko hamesha commission Dena hota hai aur aisa commission aapko do type mein divide kar dete Hain Jo ki yah hai.




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-16T160946.850.png
Views:	12
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12523262



    TYPES OF SPREAD :

    Dear Forex members spread key two types Hain Jo ke yeh hai .


    Fix spread

    Variable spread




    FIX SPREAD :


    Dear forex members jab Ham broker ki commission ki different types ko study karte hain to ismein aapko sabse pahle six separate ki information ka idea hona chahie kyunki jab aap Kisi currency per ya Kisi community per Apne trade open karte hain to ismein aapko ek fix commission offer ki ja rahi hoti ha. For example crude oil per trade lete hain to ismein aapko Apne management ke mutabik staff Forex broker just 3p ka separate offer Kiya ja Raha hota hai aur iska matlab hota hai ki agar aap 0.01 ki laut size select karte hain to aapko 0.30 commission Dena hota hai.


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-16T161139.003.png
Views:	1
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12523263




    VARIABLE SPREAD :


    Dear forex members sometime of jab Kisi broker ki selection karte Hain to ismein kuchh aise broker bhi hote hain jo aapko multiply current affairs aur multiply commodities variable commission offer kar rahe hote hain iska matlab yah hota hai ki jab aapko market mein entry dete Hain to ismein time commission change hota rehta hai for example jab aap market mein entry Lete Hain to iska commission maximum hoga aur passage of time yeh increase ya decrease ho sakta hai aise group ko commission off rebel spread commission ka naam dete Hain.




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-16T161147.414.png
Views:	8
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12523264



    BROKERS EARNING:


    Dear forex members jab aap broker ki commission ki discussion karte hain to aapko yah Idea hona chahie ki broker ki yah income hoti hai lekin aapko Apne pet per bhi dekhte hain to yah aapke liye change hoti hain aur aapki amount aur aapke amount mein reaction ho rahi hoti hai lekin yah changes aapko har surat mein Dena Hoti hai kyunki without Nahin ho sakte hain. Aur isliye aapko hamesha ek aisa broker ki selection Karni chahie Jo arrival hone ke साथ-साथ aapko minimum commission offer kar raha hota hai isliye aisa broker choose Karen Jo commission ke साथ-साथ aapko bhi achcha de aur aap acche amount kar saken.




  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Detail about &quot; Fix Spread And Variable Spread&quot;.

    Explanation.

    Friends spread ko Ham commission bhi kah sakte hain Ham jis platform per trade karte hain use trading ki Ham Jo fee per kar rahe hote hain use Ham spread kahate Hain instaforex ki taraf se hamen bahut hi kam spread Diya jata hai jisko Ham easily phad kar sakte hain aur ham bahut hi acchi trading kar sakte hain aur bhai Main aapke bat se ittefaq Karta Hun ke spread broker ka commission hota hai jo would fees hoti hai ke jis ke badle ham Apni trade open karte Hain aur ham Jab trade open karte Hain to hamen hamari trade mines Mein najar aati Hai jiski vajah se hi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	4
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12387320

    Spread and Anayls

    Friends Forex trading ki market Mein separeed ko analysis karne ke liye sabse pahle market Mein bid aur ask price ke bare mein complete information Hasil karna bahut jyada Jaruri hota hai jo traders market Mein Bid aur ask price ke bare mein complete information Hasil kar lete hain to vah traders market Mein separeed ko acche tarike se pahchan sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12387321

    Awareness About Spreas is Must For Traders

    Friends Forex trading ki market Mein spread ko use karne ke liye traders ke pass market mein bed aur ask price knowledge Hasil karna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Forex trading ki market Mein bid aur uska price ke between difference ko sepreed Kaha Jata Hai Iske andar Jo Space hota hai to use Space ko sepreed Kaha jata hai market Mein Hamesha ask price ke rates bahut jyada Hote Hain Jab Ke Bid price ke rates bahut hi kam Hote Hain Forex trading ke market mein jo be members separate ka use karte hain to main market main bahut hi Soch Samajh Kar ine ko istemal karna chahie aur unko without knowledge ke kabhi bhi apni trading Mein use nahin karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Detail about &quot; Fix Spread And Variable Spread&quot;.

      Spread


      Bid price (Buy) aur ask price (Sell) k darmeyan faraq ko Spread kaha jata hai. Spreads ko financial market me pips me count kia jata hai. Agar aik currency jore USD/JPY ki bid qeemat 110.50 aur ask qeemat 110.75 hai to ye 50 aur 75 k darmeyan faraq (pips) ko spread kehte hen. Spreads dar-asal brokers ki commission hoti hai, jo wo apne clients se trading k sahulat k badle le rahe hote hen. Aam tawar par brokers apne clients ko pehle teen digits me radu-badal nahi karte. Bulke wo sirf last 2 digits ka hi hawala pesh karte hen k 50 aur 75, yani bid price 50 hai aur ask price 75. Aaj kal forex market me 5 digits ki sahulat bhi muhaya ki jati hai. Is waja se market me bid aur ask ki trade lagane se pehle is ko baghawar tajzeya zarori hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1117).jpeg
Views:	3
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12387341

      Financial markets me brokers apne clients ko spreads k lehaz se do tarah ki accounts ki sahulat muhaya karte hen;



      1. Fixed Spread
      2. Variable Spread




      1. Fixed Spread


      Foxed spread wale account me bid aur ask k darmeyan spread aik mustehkam (fixed) value hoti hai. Fixed spread me brokers (kuch brokers) ziada tar apne clients se kuch percentage bhi osool karte hen. Fixed spread accounts k aksar rules aur regulations bhi ziada hote hen, jaise; account me maojood balance ziada hona chaheye, baaz items pe commission bhi rakha jata hai. Lekin in sab k bawajood fixed spread account ziada behtar hote hen, q k is me spread kam hota hai, aur hota bhi mustehkam, to na to traders ko slippage ka darr hota hai aur na hi kam munafa k chances.

      Click image for larger version

Name:	images (2833).png
Views:	6
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12387342

      2. Variable Spread


      Variable spreads me bid aur ask price k darmeyan faraq har waqat aik jaisa nahi rehta, yani market ki teezi k sath ye faraq barh jata hai aur slow market me ye kam ho jata hai. Variable spread kam volume wale account pe hote hen, jis me brokers ko ziada munafa melta hai. Variable spread wale account me kuch major currency pairs pe spread to kam hota hai, lekin minor ya cross currency pairs ka spread ziada hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1116).jpeg
Views:	5
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12387340
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Detail about &quot; Fix Spread And Variable Spread&quot;.

        Assalamu Alaikum Dosto!


        Forex Market Spreads


        Forex trading market me aam tawar par jo spreads hota hai wo hi asal me brokers ki khalis khamaye hoti hai. Is waja se kisi position pe brokers spreads ko increase, decrease ya fix spreads rakhte hen. Agar koi brokers apne clients se jese deposits, withdrawal ya transactions charges nahi leta hai to wo apne clients k spreads se hi pese aosol karta hai.
        Forex Trading me spreads wo commission hota hai jo brokers hum se osool karta hai aur is ka andaza hamen mt4 account me maojood kisi bhi pair k "Buy" aur "Sell" k value k daryan jo difference hota hai us se lagta hai. Spreads aam tawar par brokers ko hi osool hota hai aur ye hi brokers ki asal khamaye hoti hai jo k hum ko forex trading market me mutaref karata hai.
        Spreads k zyada hone se hamen munafa kam melta hai aur is k kam hone se hamen munafa ya profit ziada hasil hota hai. Dosra spread ka ratio jo show ho raha hota hai wo 0.01 lot k hisab se hota hai, Agar aik pair ya commodities k value k darmeya spread 100 hai to is ka matlab hai k jab bhi hum 0.01 ki lot lagayengay to us se hamne minus one dollar ( - 1$ ) trade lagi gi. Yani hamara trade minus one dollar k nuqsan se shoro hoga. Aur agar ye spreads kisi pair ya commodities me sirf 10 ho to is ka matlab hai k jab bhi hum us pair ya commodities pe 0.01 ki lot lagayengy to trade - 0.10 se shoro hoga. Matlab kam spreads me faida melega.
        Chonkah spreads ka aam tawar pe faida brokers ko jata hai to wo bhi koshish karte hn k kuch pair pe ziada spreads rakhen aur kuch pe kam aur jo pair ya commodities ziada variables hote hn os pe wo koshash karte hn k ziada spreads rakhen is se broker ko ziada faida melta hai. Jese k gold pe brokers ziada spread rakhte hn. Hamen kam spreads pe ziada faida melta hai.
        Forex trading me hamare leye jitna spreads kam honagy to utna hi trader ko faida hota hai ziada spreads pe trader ko trading k aghaz pe hi ziada loss ka samna karna parta hai. Brokers ki tarf se spreads ki aam tawar pe do aksam de jati hai aik "fix spreads" hai aur dosra" variable spreads".

        Spread Formula


        Click image for larger version

Name:	images (1118).jpeg
Views:	1
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12387366

        Fixed Spread


        Wese to fix spreads k naam se hi pata chal jata hai, Forex trading me fix spreads se morad wo spreads hen k is me kisi bhi kisam ki koi changes waqea nahi honagy. Halat chahay kesay bhi hon traders k leye spreads same hi rehte hen. Fix spreads me zero spreads bhi shamil hen lekin us pe commission lagta hai jo brokers trade open karne pe osool karta hai. Fix spreada ka faida short term tarders ko ziada hota hai. Q k un ko is se koi tabdeeli nahi hoti aur wo tension free ho k trading karte hen aur har qisam k halat me spreads same hone pe un pe koi extra pressure nahi parta hai. Scalping traders bhi tension free ho k fast trading kar sakte hen. Fix spreads ka aik back point ye hai k is me spreads wese hi high hota hai. Aur aam traders ko high spreads pe pehle hi pay karna hota hai.

        Click image for larger version

Name:	IMG_20220416_184330.jpg
Views:	1
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12387369

        Variable Spread

        Forex trading me veriable spreads se murad, market ki movement se spreads me tabdeeli hona veriable spreads kehlata hai. Agar aam halat me market movement normal hai to ye spreads kam hote hen lekin market volatility k dowran ye spreads high ho jate hen. Is pe market ki up down ya fast movement bohut ziada asar andaz hoti hai. Veriables spreads ka faida ye hai k aam market movement me ye kam hote hen aur hamen us waqat ziada amdani ka faida mel sakta hai. Lekin is ka back point bhi ye hai k hamen fast market movement pe ye bhi sath volatile ho jata hai aur is ki pipes me bohut ziada difference a jata hai aur ye bohut high ho jata hai.

        Click image for larger version

Name:	IMG_20220416_184246.jpg
Views:	1
Size:	23.2 کلوبائٹ
ID:	12387370

        Conclusion

        Spreads forex trading main aik aham ansar hai, ye hi brokers ki taraf se humen financial market main entry dene ka fees hai, jo asal brokers ki kamaye hoti hai. Fixed spreads main aksar apne clients se kuch extra fees bhi osool karte hen, jiss main kuch brokers zero spread bhi dete hen, lekin uss main brokers k extra charges lazmi hote hen. Fixed spread hamesha bare account par muyasar hota hai, q k ziada tar clients fixed spreads ko ziada pasand karte hen. Fixed spread k bar-aks variable spread main client k leye ziada faida iss waja se nahi hai, q k ye spreads high volitilety main ziada aur kam volitilety main kam hota hai, jiss se trading fast trading k dowran faida hasil nahi kar sakta hai. Lekin small account holder k leye pher bhi ye spread aik behter tool hai, forex market main entry karnw k leye.

        Click image for larger version

Name:	images (2835).png
Views:	19
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12387367

        اب آن لائن

        Working...
        X