Hammer Candle Stick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer Candle Stick Pattern
    Hello guys!
    umeed ha ap sb khairiat se hn gy.
    aj ki post main hum reversal candlestick patterns ko discuss karen gy jo k hammer khlata ha.
    hum dekhen gy k inko kesy trading main use kia jata ha.


    Hammer candle stick pattern:

    Dear members ye candle stick bearish trend k end main appear hoti ha or eski phchan ye ha k eski nechy se lami c wick hoti ha or choti c body hoti ha. Es lye ye dilhny main hammer jesi hoti ha. eski body bullish ya bearish ho skti ha.laikin agr bullis body ho to string pattern mana jata ha.
    Ye trend change honi ki nishani hoti ha or eski wick zahir karti ha k buyer ny market main entry li ha jiski wja se ye candle nechy se opr gai ha or wick bnai ha.
    es pattern ki confirmation ye hoti ha k es candle k bad nect candle bhi buy ki close ho or hammer se opr close ho.


    how to trade using hammer pattern?

    dear members hammer pattern main entry leny k lye eski confirmation lazmi ha jb hammer candle k bad dosri candle bullish close ho to hum buy ki entry les skty hain or hmara stop loss hammer candle k low k equal ho ga.




    Hanging Man candle stick pattern:

    Dear members ye candle stick bullish trend k end main bnti ha ye b hammer jesi hoti ha choti body or long wich jo k nechy se hoti ha.
    eski body bhi bullish ya bearish ho skti ha jb k bearish body wali candle ko strong smjha jata ha.
    es k bad agr nxt candle sell ki close ho or hanging man se nechy close ho to ye es pattern ki confirmation hoti ha or es k bad market sell main jati ha.


    How to trade it:

    dear members es pattern main trade leny k lye hmen eski confirmation ka wait krna chahye. Jb dosri candle bearish ho or hanging man k low k nechy close ho to hm sell ki entry le skty hain or hmara stop loss hanging man candle k high tk ho ga.



    NOTE: ye patterns kisi bhi time frame main ho skty hain phr aap us time frame k mutabiq eski confirmation or trade karen gy.
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hammer Candle Stick Pattern

    Hammer candle

    Forex trading mn candle stick chart pattern us wqat bnta hai jb bhi market me koi price ksi starting point k muqably me km ho gaye lkin apni opening point se kuch fasle p band ho gaye, hammer candle stick pattern me candle ki choti si body ban jati hai jo k doji candle stick pattern se different hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai ik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreebn 2 times hota hai. Is waja sy is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern mn candle ki body market ki opening or closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high or low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	hamm.png
Views:	1
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12387281

    Market Mein hammer candle bhut hi strong candle Hti Hai market mn bahut jyada uska istamal Kar k is K zariye se market ki position ko ache tariky se samajh lety hain market Mein in Hammer candles ke bht ziada advantage hote hain Usi Trah Se ine candles ke Kuchh disadvantage bhi Hote Hain isliye Tamam members ko bhut hi carefully in candles Ka istemal Karna chahiye aur unko apni trade main use karna chahiye Ta k wahan market mn inke zariya se ache advantages hasil kar sake aur inke disadvantage se bach sakain.
    Hammer candlestick ki formation kuch is tarha hoti hai k is ki ik side par long wick hoti hai or dosri side par small body hoti hai. Trader ko long wick k opposite apni trades ko manage karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	pdeT98-637006794068431250.png
Views:	1
Size:	28.3 کلوبائٹ
ID:	12387284

    Hammer candle stick pattern mn candle ki body market ki opening or closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me hwe hti ha. Hammer candle stick aqsar bearish movement pebanti hai jis me market me koi price aik khas wqt k liye bhut he ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Hammer Candle Stick Pattern

      Importance OF Hammer candles:-
      Friends Hammer candles ki importance se inqar nahi kia ja sakta hay, hammer candles market reversal trend ka eshara de sakty hey, bahot se non technical traders hammer candles ko find nahi kar sakty, me hammer candles ka hi jaiza leta hon es se non technical traders ko be market ko analysis karny me asani ho gi,
      Bullish hammer candles ki agar bat ki jaye to bearish trend key bad agar bullish candle jes ki body hammer ki tarha bani hoti hay aur jes ka shadow long ho aur candle ki body se 3 guna zeyda ho aur es ki bullish hammer candle ki body upar ki taraf ho to ye signal market reversal ka ho ga, hammer candle ki forex chart reading maen boht he importance hy ye jab bhe bante hy to humean ache buy yasellki 100 say 200 pips ki move time frame k mutabik mil jate hy maen app k sayh H4 time frame k mutabik share ker rahe hoon maen app k sath EURO ka chart share karpun gee jes maen app clear deikh sagty haen k hum sell ki trade lay k us k oper kesay ache earning ker sagtay haen koi bhe price action set up hy.
      Click image for larger version

Name:	des.png
Views:	36
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12387292

      Explanation:-

      Hammer candle k meaning mom bate k hain jb kh yh mom batee forex men waqee roshnee phelat hy is ke ahmeyt kuch is trah sr hy jb mom batee k waqt k doraan tajartee qemat mahdoid hd th mahdood ho jata hy mo. batee k chota sa jism yh hy kh is k rang ko km ahmeyt de gi hy ya neh yad rakhen sr beghair kis trah numandgee ki jatee hy jis ke lamabi ke koi lambie neh hote . Candles stick chart forex market aik numaiyn maddgar tool hy qemteen kholey aor band krney mom batiuon ka jism aor cheroon ka teyoun kia jata hy trading me aik se zayda mombateoun ka mofeed namoonh tayer kr sakty hain.
      Click image for larger version

Name:	Hammer-Pattern-Basics.jpg
Views:	5
Size:	61.0 کلوبائٹ
ID:	12387293
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Hammer Candle Stick Pattern

        Assalamu alaikum han ji doston aap kaise hain ummid karta hun ki aap sab theek honge jaisa ki aaj hamara lesan hai
        hammer candlestick ke bare mein hai to aaj hammer candlestick ke bare mein dekhenge.

        hammer candle stick chatting mein hammer kimat ka ek namuna hai jo use waqt hota hai jab Koi security tajarat Apne aagaaz
        se numaya taur per kam hoti hai lekin iftatahi kimat ke kareeb band hone ki muddat mein tabdiliyan hoti hain. yah namuna hathode ki shakal ki candle banata hai jismein nichla saya hakiki jism ke size se kam 2 guna hota hai candle stick ka body
        khuli aur band kimaton ke darmiyan Fark ko zahir karta hai jab ke shadow is muddat ke liye zyada aur kam kimaton ko zahir
        karta hai.Hathore candles aam taur per kimat mein kami ke bad hoti hain Inka ek chhota sa asali jism aur ek lamba nichla saya hai hammer
        candlestick use waqt hoti hai jab bechne wale kimat mein kami ke dauran market mein dakhil hote Hain market band hone
        tak kharido farokht ke dabao ko jazab karte Hain aur market ki kimat ko iftatahi kimat ke kareeb dhakel dete Hain band aur khulne
        ki kimat se upar ya niche ho sakta hai halanki band khule ke kareeb hona chahie tha ya aisa kah sakte hain open ko close ke
        kareeb hona chahie tha Taki candle stick ka asali body chhota Rahe niche ka saya ki jism ki unchai se kam se kam 2 guna
        hona chahie.
        Hammer candlestick mumkina kimat ke ulat jaane ki nishan dahi karti hai ya aisa keh sakte hen k yah ek trend reversal
        pattern hai hammer ke bad kimat badhana shuru ho jayegi ise tasdik kahate Hain aur yah baat tasdik Karti hai ki yah hammer
        candlestick pattern trend reversal pattern hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X