What is a Bearish Engulfing Pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is a Bearish Engulfing Pattern?
    Introduction

    Jab chart par bearish patteren zahir hota hai, to yeh ishara hai ke mustaqbil qareeb mein qeematein gireen gi. patteren mein har mom batii tulu hoti hai, is ke baad aik deo-haikal davn candle hoti hai, jo choti oopar wali mom batii ko mukammal tor par dhaanp layte hai. chunkay yeh is baat ka ishara karta hai ke baichnay walay kharidaron se agay nikal gaye hain aur qeemat ko ziyada zor se neechay le ja rahay hain ( mom batii ke neechay ) is se ziyada ke khredar usay oopar le jane ke qabil thay, patteren taajiron ( oopar candle ) se mutaliq ho sakta hai

    Are You Paying Attention to the Bearish Engulfing Pattern?

    Qeematon mein izafay ki chand harkato ke baad, aik bearish patteren dekha ja sakta hai. jab ibtidayi oopar ki taraf harkat karne wali mom batii barri doosri mom batii se dhak jati hai to qeemat mein kami ka ishara milta hai. khuli aur band qeematein jo aik dosray se kaafi oopar ya bohat neechay hain bal tarteeb mom btyon ko lapaitnay ka ziyada imkaan hai, aur is wajah se mom btyon ko lapaitnay ka ziyada imkaan hai. neechay ki mom batii thori barri oopar wali mom batii se numaya tor par barri taaqat ki nishandahi karti hai .


    Is ke ilawa, patteren ziyada qabil aetmaad hai agar yeh stock ki qeemat mein wazeh izafay ki pairwi karta hai to katay hue ya qeematon ki had mein honay wali karwai mein bohat saaray patteren shaamil hon ge ؛ is ke bawajood, un namonon se qeematon mein barri tabdeeli ka imkaan nahi hai kyunkay qeemat ka umomi rujhan kata sun-hwa ya had se ziyada hai
    A bearish engulfing pattern example

    Click image for larger version

Name:	EXAMPLE.png
Views:	1
Size:	191.2 کلوبائٹ
ID:	12523210

    Yeh tenu bearish patteren currency trading chart par dekhe ja satke hain. neechay ke rujhan mein, oopar ki taraf ulat jane ke baad pehla bearish patteren bantaa hai. rujhan ke nateejay mein qeemat mein kami jari hai .

    Jab kisi barri tasweer ke hissay ke tor par dekha jaye to dosra aur teesra kam mutaliqa hota hai. khrdri tijarat ki nishandahi karte hue, forex jore ki qeemat ki had sukarna shuru ho rahi hai, aur patteren ban'nay se pehlay qeemat mein kam se kam izafah hota hai. agar rivers karne ke liye kuch nahi hai to, ulatnay ka namona bohat kam khidmat hai. aur utaar charhao walay baazaaron mein patteren aam hain, lekin yeh Shaz o nadir hi mufeed tijarti isharay hotay hain

    How a Bullish Engulfing Pattern and a Bearish Engulfing Pattern are Different.

    Yeh dono design aik dosray ke qutbi mukhalif hain. qeematon mein kami ke baad, taizi se lapaitnay wala patteren namodaar hota hai, jo batata hai ke qeematein ziyada honay wali hain. do mom batii patteren : pehli mom batii aik neechay mom batii hai. sab se pehlay, choti mom batii doosri, barri mom batii ki lapait mein ajati hai, jo khud hi lipti hui hai

    Bearish Engulfing Pattern Drawbacks

    Patteren khaas tor par oopar ki taraf market ki aik yakeeni harkat ke baad faida mand hotay hain kyunkay patteren wazeh tor par neechay ki taraf momentum mein tabdeeli ki nishandahi karta hai. agar qeematon ki naqal o harkat taiz ho, agarchay kal qeemat barh rahi ho to patteren ki ahmiyat kam ho jati hai .

    doosri ya lifaafa mom batii bhi isi terhan bohat barri ho sakti hai. agar koi tajir is patteren ko tijarat karne ka faisla karta hai, to stop nuqsaan kaafi ahem ho sakta hai. muahiday se mumkina faida is ke haasil karne ke liye liye gaye khatray ke qabil nahi ho sakta .

    Patteren ke sath, mumkina munafe ko qaim karna mushkil ho sakta hai kyunkay candle qeemat ka maqsad paish nahi karti hain. qeemat ke ahdaaf ka intikhab karne ya jeetnay wali tijarat se bahar niklny ka aik mutabadil nuqta nazar isharay ya rujhan ke tajzia ka istemaal hoga


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is a Bearish Engulfing Pattern?

    What is a Bearish Engulfing Pattern?

    Ek candle bullish banti hai to next candle gap ke sath open hoti hai to uski confirmation yah hoti hai ki Jab aapke pass ek strong bearish candle Banegi aur bearish candle previous bullish candle ko totally cover Karegi to aapke pass yah 1 strong bearishengulfingpattern ban raha hota hai aap is bearish Candle ki closing ka vate Karte Hain To is main aapke candle closing ke bad aap apni trade Le sakte hain. bearishengulfing candle ki confirmation tab hi hoti hai Jab aapke pass strong bearish candle ki closing previous bullish candle ke Ke Niche Hoti Hai Jab Jaaye candle use bullish candle ko totally cover Karegi to aap ismein apna target aasani se select kar sakte hain aur ismein aap apni trade confirmation ke bad open kar sakte hain liye aapke pass Ek totally strong bearishengulfingpattern ban raha hota hai jismein aap confidence ke sath apni trade open kar sakte hain aur apne capital ke hisab Se Apna target select kar sakte hain.



    Benefits of Bearish Engulfing Pattern

    Bearish Engulfing pattern mein bohat acha faida hota hai ye pattern jb b ata hai market ny neechy jana he jana hai or RSI EMA Fibonnacci Bollinger band sab ky mutabiq eik
    khas waqat mein ye pattern hota hai js market me zara neechy ko a jati hai jaisy support lainy neechy ae ho jb market oper ja rahe hoti hai or akhri candles ky baad eik big
    candle neechy ke taraf chali jay tu bearish candlestick pattern confirm ho jata hai kh ab market thori sy neechy ge or kuch points tk support ly ge or fr dobara oper chali jay
    ge esliay ye pattern jb b nazar mein ay tu furan sell ke lot open kr dein takhy us din ka jo apka target hai $ 2 ya $ 10 ka wo pura ho jy hr time frame mein b bearish engulfing
    ko lazman check kr lia karein zaida tarh ye chothay time mein ata js sy chohta faida hota agr ye big time frame mein ay tu bohat zaida faida daita hai jaisy H4 me bearish
    engulfing pattern ay tu apko 0.01 ke lot size pr $ 100 dy ga

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	35
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12392769

    Trading with Bearish Engulfing Pattern?

    Jab Forex trading main
    bearishEngulfing candlestick banti hai tu apko us time main forun sell ki trade lagani cheye kunk usk bad hamesha markit neechy ati hai is situation main apko understand krna chaye ka ab markit kuch pips lazmi neechy aye ge ya candlestick scalping kay liye bbi bahut useful hoti hai.agr ap different types ki candlestick ko properly learning hasil krny kay bad apni trading main apply krin gay tu apko hamesha bahut sary benefits or advantages hasil ho sakhty hain likn agr apko eski learning or education ni gain krin gay tu hum khabi bhi complete kamyabi hasil ni kr sakhty.
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	31
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12392771
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: What is a Bearish Engulfing Pattern?

      Assalam o alaikum umeed hai k ap sab theek thaak hoon gy aur apna kam bohat hi achy treeky sy kar rahy hoon gy ap ki trades achy treeky sy chal rahi hoon gi aur ap acha profit hasil kar rahy hoon gy. aj ka hmara topic hai bearish engulfing pattern kai hai aur es ki madad sy trading kese ki ati hai to apny topic ko discuss karty hain.

      Bearish Engulfing pattern kai hai?

      Bearish engulfing pattern aik aisa candlestic pattern hai jo k 2 candles per mushtamil hota hai aur ye market mai bearish reversal ki alamat smjha jata hai mtlb agr bullish trend chal raha ho to es patternk banny k bad market ka bullish trend khatam ho ga aur bearish trend start ho ga. lehaza buying ki bijaye selling per focus kia jaye.

      Bearish Engulfing Pattern kis trha sy banta hai?

      ye pattern os wat banta hai jab market mai bullish trend chal raha ho aur market aik mazboot resistance level k nazdeed ho to es mai pehly aik choti bullish canndle banti hai aur os k bad next bari bearish candle banti hai. bullish candle ko bearish candle mukamal tor per engulf kar leti hai. mtly k bearish canndle ki opening price bullish candle ki closing price sy ooper ho gi. aur bullish candle ki opening price sy bearish candle ki closing price bohat neechy ho gi

      Bearish Engulfing Pattern kis bat ki alamat hota hai?

      ye es bat ki alamat hota hai k market mai ab bearish trend start hony wala hai aur bullish trend khatm hony wala hai lehza buy ki trade ko close kar dena chaeya aur selling ki traf aana chahey.

      Bearish engulfin Pattern ki madad sy trading kis trha ki jati hai?
      trade open karny sy pehly en batoon ko mind mai rkha jata hai
      *pehly sy bullish trend chal raha ho
      *current price kisi mazboot resistance k nazdeek ho
      *current price k nazdeek koi mazboot resistance level na ho
      *bearish reversal confirm ho jaye to sell ki trade li jaye gi
      • #4 Collapse

        Re: What is a Bearish Engulfing Pattern?

        Assalaam.o.Alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or achy tariqy sy apna kaam perform kar rhy hun gay dear jaisa k ap janty hain forex market mai candle bhoot he ziada important rule hota hai es sy hame market ka easily analysis kar lety hain candle ky through he ham market ki price ko understand karny mai kamyab hoty hain es liye candle ko study karna lazmi hota hai

        What is bearish engulfing pattern

        Dear member jaisa k ap janty hain k market mai candle ka bhoot he ziada important rule hota hai forex market mai engulfing bearish pattern bhi bhoot important rule hota hai engulfing pattern mai sab sy pehly aik bullish candle banti hai jo ka aik small candle hoti hai lakin us ky bad hamen next bearish candle milte hai jo k pehly wali candle sy thoda big hoti hai or ye candle aik gap mai banti hai jo ky first candle ko engulf karti hai es sy hamen market ky reversal ki confirmation hoti hai jis ko ham easily find out karny mai kamyab ho jaty hain


        Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	45
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12392825





        trading with bearish engulfing candle

        Dear member bearish engulfing pattern hamen market ky reversal ki information provide karta hai or ye ziada confirmation us waqt deta hai jab ye resistance level per banta hai jab bearish engulfing resistance level per banta hai tu ham waha sy apni entry ko open karty hain or sell ki entry lety hai jo k hamen acha profit deti hai or agar ye candle hamen support level per banty ho nazar aye tu waha sy ham buy ki entry ko open karny mai kamyab hoty hain


        Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	24
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12392826


        Set stop loss and take profit with bearish engulfing candle

        Dear member jis trha ham candle ki confirmation ky bad trade ko open tu kar lety hain lakin stop loss or take profit ko set karna bhi lazmi hota hai kiyun ye aik aise market hai jo kise bhi waqt change ho sakti hai stop loss or take profit sy hamara account kafi ziada save ho jata hai or hamara account wash hony sy bach jata hai dear agar ham resistance level sy sell ki entry lety hain tu hamara next target support hota hai jaha ham apna tp set karty hain or apna stop loss ham resistance level sy kuch pips up mai set karty hain or es trha agar support level per buy ki entry lety hain tu waha sy ham resistance level per tp or support level sy kuch pips nechy apna sl set karty hain


        Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	6
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12392827
        Last edited by ; 15-05-2022, 08:04 AM.
        • #5 Collapse

          Re: What is a Bearish Engulfing Pattern?

          aslam o alikum dear forex trader kya hal hai umeed krta ho ky ap sub khrariat se ho gy aur forex fourm ko khoub enjoy kr rhy ho gy Q ky ye ek esa plateforum hai jis mein lakho ki tadad mein loog apna business kr rhy haen aur is se lakho rupay kama ray haen to ab jo bat main ap logo se share krny ja rha ho wo hai bearish engulifing pattern hai ye kya hai aur ye forex fourm mein kesy kam krta hia to chaly start krta ho.
          What is Bearish engulfing pattern
          a bearish engulfing pattern ye ek technical chart pattern hai jo signal lower price ko come krta hai hai ye bearish pattern consist krta hai ye white aur green candlestick ko followed krta hai large down ye black or red candlestick ye engulfs aur eclipses ye smaller up candle hoti haen . bearish pattern ye bhot he important hai Q ky ye shows krta hai seller ko jo overtaken aur buyers ko show krta hai aur ye pushing price ko bhe aggressively down krta hai then buyer jo haen wo is ko able to push up krty haen.
          Click image for larger version

Name:	bearsih 1.png
Views:	30
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12392828
          Key takeaways of bearish pattern
          a bearish engulfing pattern occure hota hai anywhere lakin ye bhot he significant hai price advacne ky lye dear forex trader ye jo bearish pattern hai ye aam tour per price ko down up trend ki janib ly kr jata hia jub bearish pattern banta hai to pher ye market mein value ko down kr deta hai is pattern mein black pattern create hota hai is mein jo price value hoti hai wo neachy chali jati hai aur market down ho jati hai esi trha jub white candle create hoti hai to pher price oper ki janib chali jati hai aur price up ho jati hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: What is a Bearish Engulfing Pattern?

            What is Bearish Engulfing Pattern?

            Assalamu Alaikum dear forex member aaj hamara topic hai bearish engulfing candlestick iske per ham dekhti hai ki yahan se market a movement deti hai market kafi jyada and candles banati hai jismein najar aata hai ki man chitakbari smooth area is candle market ki formation ko understand karte hain market ki movement ko understand kar sakte hain uske bare mein knowledge hona chahie ki information honi chahie iski formation kam karen information rakhe to hamen bhi ho jata hai new scheme important role play kar deti hai deti hai market ki movement ko samajhne ke liye hamen kya uske bare mein bhi knowledge ko jyada se jyada karna padta hai

            Click image for larger version

Name:	Engulfing-Candlesticks-1.jpg
Views:	22
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12392911

            Formation of Bearish Engulfing Patterns:

            formation ko samajhna hai to formation mein ham dekhte hain ki ham market ki train ki continuous and ko dekhte hain reversal pattern ko dekhte hain ismein exit strategy matar ki jaati hai uske alava agar ham dekhkar kikuchi's temple hoti hai jo cake top floors pattern mein kaf important role play karti hai uski confirmation pattern ke liye hamen bhulana nahin chahie kya mein sabse pahle jab signal confirm hote hain kabhi ham chat main aisi lete hain market apni formation ke sathiya karti hun de sakti hai lekin agar worksheet aapko acchi munh nahin de rahi aap market ke bare mein nahin samajh mein to aapko trading main bhi jyada fir involve nahin hona chahie

            Click image for larger version

Name:	figure4enron-copy.jpg
Views:	1
Size:	30.3 کلوبائٹ
ID:	12392912

            How to use Bearish Engulfing Candlestick

            is ke ham difference dekhe to ham ek difference mein dekhte hain ki yahan per ek rent app scandal hoti hai jo ok affair hoti hai top up current ke sath aur ham ismein signal ko bada srivatsal dekhte hain ham jiski maut ko bhi samajhne ki puri koshish karte hain ki har trader apni ek mukhya dene ka try karta hai ki ham usmein ke amitabh trading karen aur usko samajh nahi ke sath sath mein gadi ki jo point hai barish ki jo candle hai uski formation ko samajh kar chalna hai

            اب آن لائن

            Working...
            X