Respected members Ye pattern three stairs ki form mein main develop Hota dekh sakte hain jaisa ke is ki first stair develop hone Mein volumetric candles shamil Hoti Hai isi trah second stare Mein is ki second volumatic candles aur third share Mein is ki third volumetric candle shamil hoti hai hi ye mostly uptrends ya bullish ke liye use Hota Hai.Ye pattern long term trading k lae use kiya jata hai. Market agr down fall kar bottompar ponch jae to buy or agr market up move kar high peak par ponch jae to long sell ki trade ko open karna hota hai. Ye ik long term ki trade hamary lae big profit ka zaraya ban sakti hai. But es long term trading ma hamy kuch precaution ko zarur adopt karna chahe.
Trading Strategy with Three Stair Pattern
Steps pattern mein market mein gradual downfall ata hai aur step by step market ki prices mrin kami asti rehti hai jisky bad market mein resistance level ka breakout hojata hai aur market dobra se upwards trend mrin jaty huey aapko Bullish movement dikhati hai. Is trha ek dafa nechy ja kar dobara retracement karty huey market resistance level ko touch krti hai aur phr us resistance se nechy aa jati hai. Is trha steps banty jaty hain. At least market 3 steps banati hai. Is trha har resistance level par aap ko rk selling ka entry point milta hai. Es long term pattern par blindly trust karna thek ni hai es sy trader ko big loss b ho sakta hai kiu k market ki movement ka kuch bahrosa ni hota