Forex trading me Bearish Harami Cross Pattern par trading ka tareeqay kar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me Bearish Harami Cross Pattern par trading ka tareeqay kar
    Bearish Harami Cross Candlestick Pattern


    Bearish harami cross candlestick pattern price chart par do candles se mel kar bana hai, jo k bearish trend reversal k leye istemal hote hen. Pattern ki 1st candle aik white candle hoti hai, jab k 2nd candle aik doji candle hoti hai. Bearish harami cross candlestick pattern price chart k top ya bullish trend me bearish trend reversal k kaam karta hai, jis ki 2nd candle doji 1st white candle ki real body me hai.

    Click image for larger version

Name:	Bearish-Harami-Cross.png
Views:	1
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12523101

    Pattern ki Pehchan k Rules

    [LIST=1][*]Bearish harami cross candlestick pattern aik bearish trend reversal hone ki waja se qeematon ka pehle se bullish trend ya high price area me hona chaheye. [*]Pattern ki 1st candle aik white candle hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. [*]Pattern ki 2nd candle aik doji candle hoti hai, jo k trend reversal ka kaam karti hai. [*]Pattern ki 2nd candle ka high aur low 1st candle k open aur close se size me kam hoti hai. [*]Pattern ki 2nd doji candle 1st white candle k inside open aur close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2801).png
Views:	4
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12523102

    Pattern ki Tafseel


    Bearish harami cross candlestick pattern aik aisa pattern hai, jo prices ko up-trend se lower size par tabdeel karti hai, jab bhi qeematen high area me trade kar rahi hoti hai. Pattern do candles se mel kar bana hai, jis me 1st candle aik real body wali white candle hoti hai, jab k 2nd candle aik doji candle hoti hai, jo k 1st candle k real body k inside high aur low banati hai. Pattern ki 1st candle real body me hoti hai, jab k 2nd candle lazmi doji candle hona chaheye, jis ka op3n aur close same point par hona chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (1094).jpeg
Views:	3
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12523103

    Pattern par Trading ka Amal


    Bearish harami cross candlestick pattern ki 2nd candle 1st candle k andar banti hai, yanni is ka high aur low dono 1st candle k inside me hoti hai, jis se ziada tar trend reversal hota hai. Pattern par sell ki entry ki ja sakti hai, jo k aik 3rd black confirmation candle k baad ho sakti hai. 3rd black candle ka real body me hona aham hai, jo k 2nd doji candle k nechay band honi chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (1095).jpeg
Views:	4
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12523100
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me Bearish Harami Cross Pattern par trading ka tareeqay kar

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Harami Cross Candlestick Pattern


    Bearish harami cross candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo price chart par do candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil pehli candles bullish hoti hai, issi waja se pattern k leye prices ka pehle se high area ya bullish trend main hona zarori hai. Two days candles ki accuracy single day pattern se behtar hota hai, q k iss main aik candle thori bohut confirmation bhi deti hai. Jab bhi market main buyers prices ko aik khas level tak ooper push karte hen, to yahan par trend reversal k imkanat ziada hote hen, ye trend confirmation aksar kuch pattern se confirm ho jati hai, jiss main bearish harami cross pattern bhi shamil hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2802).png
Views:	13
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12387144

    Candles Formation


    Bearish harami cross candlestick pattern prices k uptrend ya higher par low demand ki waja se banta hai, jahan par trend reversal k ziada imkanat hote hen. Pattern main shamil candles mukhtalif pattern ki yanni bearish aur doji candle hoti hen, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	unnamed (71).jpg
Views:	1
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12387145

    1. First Candle: Bearish harami cross candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices ko uptrend ya bullish trend ki akasi karti hai. Ye candle bullish trend ko mazeed ooper ki taraf push karti hai, aur market main high demand ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body wali candle hoti hai.

    2. Second Candle: Bearish harami cross candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k ziada tar aik doji star candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main banti hai, yanni iss candle ka high aur low pehli candle k open aur close k darmeyan main hoti hai. Ye candle bullish trend k khatme ka bahis banti hai.

    Explanation

    Bearish harami cross candlestick pattern prices main bullish trend k dowran ban kar prices ko mazeed ooper jane se rok leti hai. Ye candle aik strong trend reversal ka signal deti hai. Pattern two days candles par mushtamil hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k prices k bullish ya upward trend ki alamat hoti hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle candle hoti hai, aur ye candle ziada tar aik doji star candle hoti hai aur ye pehli candle ki real body ki inside main bhi banti hai, jiss se prices ka mazeed up-rise ruk jata hai. Ye pattern dekhne main same to same bullish harami pattern jaisa kagta hai, lekin dosri candle ka doji candle banne se pattern main tabdeeli waqea ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2803).png
Views:	5
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12387146

    Trading

    Bearish harami cross candlestick pattern prices k top main banne ki waja se aik bearish signal genrate karta hai, jiss par market main sell ki entry ki ja sakti hai. Pattern par trade enter karne se pattern ki dosri candle aik confirmation candle ki zarorat parti hai, jo k real body main aik bearish candle honi chaheye, aur doji candle k bottom par close bhi honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ki value overbought zone main honi chaheye. Pattern k baad bullish candle se pattern invalid tasawar kia jayega. Pattern ka Stop Loss sab se higher ya pehli candle k close price se two pips above par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (1096).jpeg
Views:	4
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12387143
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me Bearish Harami Cross Pattern par trading ka tareeqay kar

      Explanation.

      Friends Bearish harami cross pattern Ek Aisa pattern hai jo Hamesha uptrend ke top per banta hai aur yeh bearish Trend reversal ka signal deta hai aur ji pattern do candlestick Se Milkar banta hai Hai jis mein Pahle candle long real body bullish candle hoti hai Jab Ke a dusri candle gap up aapke sath open hoti hai hai aur aur ye first candle ke a 50% se a niche close Deti Hai is pattern ki confirmation second candle ke a gap up ke sath open hona aur first candle ke real body ke 50% se niche close dena bahut zaroori hai second candle se six pips Niche trader ko sell ki trade active Karni chahiye aur stop loss ko second candle ke high per place karna chahiye aur take profit ke liye next support levels per place karna chahie. Ye pattern ager resistance level k qareeb bana to iska signal zayada strong hota ha.

      Click image for larger version

Name:	bearish-harami-cross-example.png
Views:	2
Size:	51.8 کلوبائٹ
ID:	12387151

      Pattern Formation.

      Friends bearish harami cross pattern 2 candles se milkar banta hay is mein pehli candle bullish hoti hai aur doosri candle doji candle hoti hay jiska total size pehli candle k open and close price k darmiyan hota hay jaisa aap oper tasveer mein bhi dekh sakty hain. aur yeh pattern aik up trend k baad appear hota hay jo traders ko kya batata hay kay ab market reversal honay wala hay aur ab market ka downtrend shuru honay wala hai.

      Point of Concentration.

      Friends bearish harami candle kehte hain per day 2 candle per focus Kiya ja sakta hai k iska size or body bullish candle se small ha b ya nahi yah baat hamesha yaad rakhne ke jab tak day 2 ka candle Day one ke candle ko follow krny ki kosish nahin kry ga to us wkt tk BEARISH harami pattern nhi bn skta. Red bearish candle ki body small hona aur bullish candle ki body ka large hona BHT zrori ha yeh BEARISH harami candle hota hai hamesha yaad rakhi k small time frame me bullish or BEARISH harami candles ko find nhi kiya ja sakta.

      Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	5
Size:	85.4 کلوبائٹ
ID:	12387152

      More Information about Bearish harami cross pattern.

      Friends Bearish harami cross pattern banta hai jub pehli Candlestick aik lambi neechay Candlestick hai ( aam tor par siyah ya surkh rang ki ) jo is baat ki nishandahi karti hai ke bicharnay walay control mein hain. doosri Candlestick doji, aik tang range rakhti hai aur pichla din ke band se oopar khulti hai. doji candlestick is keemat ke qareeb band ho jati hai jis par usay khola gaya tha. do ji ki pichli mom beti ke asli jism ke sath mukamal tor par shaamil hona chahiye aur Doji ki alamat is baat ki nishandahi karti hai ki baichnay wali kuch had tak Adam faisla ka saamna kar rahay hain. aam tor par, tajir is tarz par karwai nahi karenge jab tak ke aglay do ya is se ziyada candles ke douran qeemat mein izafa jari nah rahay.

      اب آن لائن

      Working...
      X