What is "Hedging" in Forex Trding & Its Benifits ..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is "Hedging" in Forex Trding & Its Benifits ..?
    Dear Friends harama aj ka topic bhot hi ahman hy agr ap trading main loss honay ki waja say preshan hain to ap ko is topic ko bhot hi tawaja say read krana ho ga or amal kran ho to ap ko trading main loss ka samana nhin krna pry ga agr ap ki trades loss mian chli bi jain to bi ap ko loss ka smana nhin ho ga .



    Definition:
    Friends hedging Forex market mian ek bhot hi famous tool hy is ko insurance policy bi khety hain q k jab ap ksi bi trade ko hedge kraty hain to ap is k zyada loss ko mefooz kr dety hoin hedge ka matlab yeh nhin hy k ap ko bilkul loss nihin ho ga albata yeh k ap ka loss zyada honay say bach jata hy q k aam tor pr ap hedge us waqat kraty hain jab ap loss main hoty hoin .tradingkrany say phlay hedging ky bary main ap k pass complete information hoani chahey q k chahey ap small trader hain ya ik big fish ap ko hedging say wasta par skta hy .

    Click image for larger version

Name:	GBPCHF___Hedging_Range_Trade_1172077259223_body_2007-02-20_2.gif
Views:	2
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12522930

    How To Hedging :
    Dear friends misal k tor pr agr ap EUR/USD ko 1.2635 pr buy krty hoian pr market sell main cjhali jati hy or ap ki trade loss mian chali gi hy .ab ap is trade ko close bhi njhian krana chahtyhian or mazed loss bi bardashat nhin kr skty hioan to ap is position pr EUR/USD ko sell kr hedge krain gy ab ap k pas EUR ki do trade ho gi hian ik sell ki or ik buy ki jab ap ka loss recover ho jay to ap hedge ko close kr dain .


    Note :
    Dear friends yad rkhain k Hedging koi khel nhin hy or na hedging ko indicate kra asan hy is k leay ap k pass advance level ka skill or education ka hona bhot hi zyada zruri hy .lehaza hedge ko soch smjh kr or achy treqay active krain is ki zyzada say zuada practices krain or is ko bila zrurat na lgain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is &quot;Hedging&quot; in Forex Trding &amp; Its Benifits ..?

    Explanation.

    Friends Hedging strategy me hum do (two) trade enter karte hen aik hi waqt mein lekin dono trade aik dusre k opposite side pe agar aik trade hum forex trading me buy karte hen to dosra trade sell karte hen. Forex trading me hedging strategy is waja se traders specially new traders, q k is me risk bahut hi kam ho jata hai. Forex trading ki hedging strategy ko hum forex trading me aksar ziada tar market ki sideways movement me istemal karte hen. Sideways movement me market ki straight movement hoti hai aur resistance and support level aik dosre k qareeb hoti hai. To jab bhi market me price resistance level tak chali jati hai trader buy wali trade ban karte hen aur jab market ki movement support level ko pahunch jati hai to us waqt wo sell ki lot close karte hen.

    Click image for larger version

Name:	0_lQS6z541uQmBYS3O.png
Views:	1
Size:	54.6 کلوبائٹ
ID:	12386904

    Risk management while Hedging.

    Friends Hedging strategy me risk bohut kam hota hai agar market ki movement kisi aik side pe breakout ho jati hai. Hedging strategy hamen bagher knowledge aur experience k kar sakte hain jab bhi market sideways movement hoti hai to us waqt hum market hedging strategy ka istemal karke bahut benefits hasil kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	567fb8b0b0b02d20e242a96c120420ee.gif
Views:	2
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12386905

    Advantage of Hedging strategy.

    Hedging strategy Ek short term strategy Hoti Hai Jisko market Mein short-term trade apni trade ke liye use karte hain market Mein traders is strategy ko long term trading ke liye bhi use karte hain Kyunki strategy unhen short-term aur long term two types ki trading ki services provide karti hai Forex trading ki market Mein a strategy Ek bahut hi helpful strategy hoti hai jo ki aapki trade ko successful iterate banaa sakti hai isliye Tamam Mein bus ko without knowledge ke is trade ko select nahin karna chahie Bal ke market Mein sabse pahle demo account ko join karna chahie demo account unhen in is strategy se related bahut hi best facilities provide karte hain vah is strategy ko clearly tarike se confirm kar sakte hai.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	5
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12386906

    Disadvantage of Hedging.

    Agar aap kay account mein maujud balance kam hota hai to use Surat mein market ki movement aap ke account ko crash kar deti hai aur aapka account varsh Ho Jata Hai Jiski vajah se aapko bahut jyada nuksan kar Samna karna padta hai market Mein Kuchh new members Aise Bhi Hote Hain Jo Ki Hai Jin trading strategy ko acche tarike se confirm Nahin Karte aur uske confirming ke bagair hi market ne apne trade Mein is strategy ka istemal karte hai Jiski vajah se vah is strategy Ke zariya se acche fight Hasil karne ki vajah Iske jahiya se unhe bahut jyada nuksan Ka Samna karna padta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is &quot;Hedging&quot; in Forex Trding &amp; Its Benifits ..?

      Dear agar market up ya down ja sakti hai tou same direction main ap trade open ker lain aur usky against bhi half lot size sy aik trade open ker lain agar tou bary lot size wali profit main close hoti hai tou jo loss main continue ho us ky against aik aur half lot size ki trade open ker lain aur aesa tab tak continue kerty rehain jab tak smallest lot size wali bhi profit main nehi chali jati tou jab total profit calculate kerain gy tou woh sufficient quantity main hoga.

      Click image for larger version

Name:	Hedging-Strategy-5-2.png
Views:	2
Size:	35.0 کلوبائٹ
ID:	12386942

      What is Hedging traging Stratigy.

      Dear hedging trading mein aik tareeqa hota he jo keh trader istemal kr ke trading mein losses ko control krne ke koshish krta he hedging is ko kehte hien agr hm ne eurusd ko buy kia aur kuch dair bad dekha to buy order boht zyada loss mein ja rha he aur hmein smjh nhe a rhe market ke sahih trend ke to hm eurusd ko same use lot size ka sell order laga dete hein to es trah se hm loss ko control krte hien aur jb sell wala order boht zyada profit mein a jata he to phr sell ko phle close kr dete hien aur phr market ke trend ka wait krte hein aur jb hmara order buy wala profit mein a jata he ya overall hmein kuch profit ho rha hota he to hm buy ka order bhe close kr dete hein aur dosre bat jo scalping method he us mein zyada risk hota he aur scalping aur hedging donon alg alg method hien aur scalping krna hr trader ke bs ke bat na he es lie scalping ka tareeqa zyada istemal mien nhe lana chahe kion keh scalping method mein short time mein zyada risky lots laga kr trader profit earn kr leta he ya phr trader ko boht zyada loss ka samna krna pr jata hain.

      Click image for larger version

Name:	gnd-magic-hedging-screen-5018.png
Views:	1
Size:	36.2 کلوبائٹ
ID:	12386943

      Hedging Keeps Account Safe

      Dear hedging strategy say hamara account wash hone se bacha jata hai aur ham market ko judge karte hue easily profit Bhi le sakte hain aur apne account ko bhi save Rakh sakte hain hadging se related main aapko Thodi Si information share karta hun ke market Mein Kisi Ki hadging karte hue Apne account kose save Rakh sakte hain aur kaise is Ek Achcha profit bana sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	hedging-1.png
Views:	3
Size:	47.5 کلوبائٹ
ID:	12386945

      Advise.

      Dear Forex trading ma kahe trader hedging karny ma kamyab ho jaty hain but wo aksar dehedging karny ma nakam ho jaty hain kiu k wo market ko achy sy analyze ni kar paty. Forex ma market ki analysis ma achi learning hasil ho jae to trader ko hedging strategy ko use karny ko nobat he ni ati. So trader ko pehle market k analysis ko learn kary or phr he trade ma enter hony ki khosis kary warna trader ko kio benefit ni ho ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X