Assalamulaikum dosto aj ham bat karein ga rounding bottom ka bara ma ,rounding bottom chart pattern ka hi ek roop ha ,ya chart ma angrezi shabd U ki tarah dikahye deta ha ,rounding bottom o saucer bottom bhi kahta hain ,yani ya plate ki tarah dikhaye deta ha,rounding bottom chart pattern mandi ka trend ma ana wala bullish reversal chart pattern ha ,matlab ka market ma jo downtredn chal rha ha wo kahatam hona wala ha or uptrend ki shuruwat hona wali ha ,dosto rounding bottom long term ka chart pattern ha iski madad sa ap intraday ,medium term shortterm ki trade nahi kar sakta hain,ya samjh lijie iski use trading ka lie nahi kiya ja sakta ha ,iska use sirf or sirf long term investmnt ka lie kiya jata ha,is type ka chart pattern ko banana ma kam sa kam sal lag jata hain ,or is sa zyada wakt bhi lag sakta ha .
Rounding Bottom Formation :
dosto rounding bottom ka ilawa baki sara chart pattern do tarah sa banta hain uptrend or downtrend,or side ways or in teen pattern pura hona ka bad rounding bottom chart pattern pura hota ha ,isma 3 trend hota hain uptrend ,downtrend ,side ways or in teeno pattern pura hona ka bad rounding bottom chart pattern pura hota ha ,dosto cahrt ma ham dekhte hain bazar ma lambi mandi ka trend chal raha ha ,ya downtredn bohat slow hota ha or bohat arsa tak chlata rahta habech ma kabi kabi uptredn ma ja sakta ha magar primary tredn mandi ka hi raha ga ,iska bad mandi ka trend ruk jata ha or price ek bottom bana leta ha ya sideways tredn kitni dair chala ga kafi arsa tak chal sakta ha ,jab side ways tredn bazar ma chalta ha tab volume bilkum kam hota ha ,iska bad side wasy terdn jab kahatam hota ha tab bazar ma lamba mandi ka tredn chalta ha ,tab price usi tezi sa uptredn ma jata ha jasa downtredn ma jata raha ha,tei ka trend ka sath volume bhi barhna lagta ha .Dosoto is pattern ma volume ka shape chart pattern ka shape ka jasa hota ha ,ya long term chart pattern ha ,isko dekhna ka lie ap weekly ya monthly chart pattern ka apply karein ga to ziada acha hoga is sa rounding bottom chart pattern apko acha sa dikhaye da ga .
Buying With Rounding Bottom :
Dosto jasa ka yaha long ter ka chart pattern ha to iska istemal sirf or sirf investment ka lie kiya jata ha to iska sath apko risk reward ration or stoploss theory ka use nahi karna ha .Dosto agar apko chart ma rounding bottom ka formation dikhaey da rha ha ,isma apko kahridi karna ka lie yaha dekhna ha jaha sa mandi ka trend shuru hua ha isa ham name deta hain point A ,or jaha is pattern ka lowest low banta ha isa ham name deat hain point B ,ab point A sa point B ka jo difference 100% hota ha ,jab is point ma tezi ka tredn shuru ho to iski lowest low sa 30% upar chali jaye to hamein buying karnaka signal milta ha ,iska bad akri point yaha ha hamein profit book kaha pa karna ha isa book karna ka lie hama ya dkehna ha price point A ko touch kar la hama foran profit book karna ha .Iska bad price point A ka upar closing da da to wo hamara 2nd target hoga laikn yaha second target thora risky hota ha .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим