Introduction.
Dear Friends alligator indicator me ziada tar market sideways ya sleeping mode me hota hai indicator bhi market me kuch hi waqt k liye active hota hai, aur trend ko bullish ya bearish move karwata hai.
Formation of pattern
Alligator indicators three line par mushtamil hota ha or alligators indicators ka use market trend ko maloom karne or trend ki confirmation ka pata chalne ke liey use kia jata ha kyuke alligator indicator aik trending indicator ha jis ko use karke hum is bat ka pata chala sakte hain ke is wakt market ki direction kis taraf ha yeni ke alligators indicators ki help se asani se yeh pata maloom kiya ja sakta ha ke market is waqt sideway me ha ya trend me ha agr trend me ha tu is ki direction kis taraf ha ye nike up trend me ha ya down trend me or jub ap ko trend ki direction ka pata chal jata ha tu os waqt trade find karna easy ho jata ha
Use of Alligator indicator
Friends alligator apni position change karta hai tou aesy time per hamain previous open trade ko profit main close ker ky new trend per trade open kerny ky liay ready hona hota hai jab bhi hum is ka istemal krty hain to humein bohat dhyan se market ko watch krna hota hai jaise he candlesticks aik dusre ko cross krti hain to us waqt hamara market Mein enter hone ka ya exit hone ka time hota hai aur is ke ilawa dear Agar hum is ky saath aath momentum indicator ka istemal bhi kren to hum exact entry point find krny mein Kamyab ho sakta hai humein Har kaam Soch samajh kr krny ki koshish krni chahiye tabhi acha faida hasil krny ka moqa mil sakta
Trading
Friends jab market main trend change hota hai tou hamain new trend ky mutabiq trade open ker ky continue rakhni hoti hai ky hamain market ky both trend main movement sy acha profit hasil ho saky hamain market main trade kerny ky liay trend ko follow kerna zaruri hota hai ky ham kisi surat bhi trend ky against nhi ja sakty tou hamain same trend ko find kerny aur trade kerny ky liay alligatorindicator ka use karna chahiye market main alligator indicator ko use kerty huey is tarah se trade open kar sakte hain kya jab alligator aik hi direction main movement kar raha hota hai tou hamain aesy time per same trend ko long time ky liay follow kerty huey continue trade karna hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим