What is RSI?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is RSI?
    INTRODUCTION :



    Dear forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge aur Forex se Delhi ke basis per acchi ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge aur Forex se Delhi ke basis per acchi earning kar rahe honge dear Forex members Forex risky business hai jismein hamen profit ke साथ-साथ loss bhi jismein hamen profit ke साथ-साथ loss bhi ho jata hai loss aur Suraj mein hota hai jab hamen maarpeet ke bare mein knowledge aur experience Nahin hota isliye important hai ki ham experience Nahin hota isliye important hai ki ham market ke bare mein aur trading ke bare mein chatting hasil Karen aur knowledge hasil Karen aaj main aaj main aapke sath RSI ka topic discuss karunga.




    WHAT IS RSI?



    Dear forex members RSI basically ek aisa indicator hai jo selected time frame per oneday for her chart ki selected selected number of candle ki average price level ko maihar Karke show karta hai agar aapane aur RSI 14 ko one day chart par lagaya hua hai to yah last 14 days ki price ko maihar 14 ko one day chart par lagaya hua hai to yah last 14 days ki price ko maihar Karke average ko show karta hai jisko zero se hundred tak ke liye liya jata hai Taki average price ko dekhkar trader help dekhkar trader help Le list sake isko sirf use nahin karna chahie kyunki trader wrong bhi ja sakta hai isko combination with other indicator ke liye use Kiya use Kiya jata or accurate andaza lagaya jata hai ki different order indicated specially support and resistance indicator ka Sath use karna bahut hi profitable hota hai profitable hota hai jisse aur bhi accurate andaza lagaya ja sakta hai ke market kis moment karegi aur ham bye sel karna chahie ki nahin ham bye sel karna chahie ki nahin karna market ki movement ko dekhkar Ham apni chatting ko sahariya bye kar sakte hain.





    kEY POINTS:


    Dear forex members RSI ke coach man point se Jo kiye Hain aur main aapke sath deeply discuss karungi.


    1. RSI Kisi baby chart ki moment ko show karta hai ke kya aisa stock cover bot hai ya over sold hai.


    2. RSI ek aisa indicator hai jo ke oscillator ki shakal mein hota hai aur forex market mein trend kis Trend ke bare mein bata raha hota hai.


    3. RSI aam tor par ismein three level ka use Kiya jata hai highest level 8200 ka hota hai jab ke lowwest level 0 se 20 tak hota hai.


    4. RSI ka aik ek natural level hota hai jo ki 50 ka hota hai RSI aam taur per 2 types ki hoti hai.





    TYPES OF RSI :

    RSI ki two types hain jo k ye hain.

    Overbought RSI

    Oversold RSI


    OVERBOUGHT RSI:


    Dear forex members sabse pahle Ham overbhat RSI ko discuss karenge dear mein baith jab relative strength index RSI ki value 70 ya isase upar Hogi to Ham isko overbhat RSI kah sakte hain is time market ka ab friend pic par hota hai jiski vajah se Kiya jata hai ki ab market revers Hogi aur friend change hoga.







    OVERSOLD RSI:


    Dear forex members jab RSI 30 ya usse niche show ho raha ho to iska matlab hota hai aur si oversold ho Raha hai is time market Kafi niche ja chuki hoti hai aur uska time friend revers ho raha hota hai iska matlab yah hai ki iske bad market wapas upar jayegi aur yah hamen revers ka indicator de raha hai.






  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is RSI?

    Relative Strength Index (RSI)


    RSI se murad "Relative Strength Index" hai, jo k aik oscillator hai, jiss ko J. Welles Wilder banaya hai. RSI aik technical movement indicator k tawar par kaam karta hai, jab over-bought ya over-sold soratehal me kisi security ki haleya profit ko us ki haleya nuqsan k sath muwazena karane ki koshash karta hai. Relative Strength Index indicator kisi khas value ki technical strength ya weakness ko malom karne k leye istemal kia jata hai.
    Financial market me khas tawar par forex trading me RSI indicator sab se ziada istemal hone wala indicator hai. RSI indicator ki by-default setting bhi hai wo fourteen-days ka simple moving average hai. RSI indicator ko trader ya analyst k trading, pasand ya analysis k mutabiq kisi bhi timeframe me tarjeehi base par kisi bhi dino k number me calculate kia ja sakta hai. Baaz short term traders apne analysis k leye five-day, seven-day aur nine-day ka RSI bhi istemal karte hen. RSI indicator ka istemal karne wale traders ko is baat ka ilam zaror hona chaheye k jab bhi market me qeematen bohut ziada upward ya downward ati hai to us waqat qeematen is indicator ko mutasir karti hai, jis se ye indicator false buy ya sell k signals genrate karta hai. RSI k natayej ko behtar banane k leye is ko dosre bare stock indicators k sath istemal kia ja sakta hai.
    RSI oscillator k tawar par qeematon ki raftaar (momentum) ko follow karne k leye design kia gaya hai, jis ki range 0 se 100 k darmeyan hoti hai. Aur 50 ki range ko iss ka center tasawar kia jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1065).jpeg
Views:	5
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12386842

    RSI Indicator Function


    Aam tawar par MT4 software par RSI indicator ko line chart ki shakal main dekhaya jata hai, jo k 30 aur 70 levels k darmeyan up down ho raha hota hai, lekin indicator ki ye up and down movement traders ko kuch information deta hai, jiss ki tafseel darjazel hai;

    Overbought / Oversold Zone


    RSI indicator ka sab se bara aur aham indication jo traders ko bohut ziada market main apni taraf ragheb karta hai, wo hai RSI indicator ka Over-bought aur over-sold zone ki information dena. Wese to RSI indicator me traders ya analyst apni marzi k mutabiq levels ki setting kar sakta hai, lekin is me jo by-default setting howe hen wo hai, 30 se 70 k darmeyan. RSI k 30 se below area ko overbought zone jab k 70 se above area ko oversold zone kaha jata hai. Aam tawar par agar RSI 25 pe gerne k baad 30 se uper barhta hai, to is ko bullish reversal ya bullish trend tasawar kia jayega. Is k bar-aks agar RSI 80-90 pe jane k baad 70 level se nechay a jata hai to ye humen bearish reversal ya bearish trend k bare me batata hai. Jiss k baad ziada tar prices downtrend par move honna shoro karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1068).jpeg
Views:	7
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12386843

    RSI Divergences


    RSI indicator ki chart line price k top (70 se above) aur bottom (30 se below) k elawa do qisam k divergence k bare main bhi information deta hai. Aik hai Billish divergence aur dosra hai, Bearish divergence. Bullish divergence us waqat hota hai, jab qeematen aik neye (new) nechli level tak ger (fall) jati hai lekin RSI apni pechli kami k muqabele me kam nechay level par ata hai. Jaise hi RSI apne dosre low position se uper ata hai, to yahan pe buy ki entry karen aur latest low price k nechay stop loss laga den.
    Bearish divergence us waqat hota hai, jab qeematen aik new up position pe chali jati hai lekin RSI indicator apne pechle high k muqabele me kam upward jata hai. Jaise hi RSI dosre high position se low ata hai, to yahan pe sell ki entry karen, latest high price k uper stop loss ki position set karen. Divergences aik qisam ka leading indicator k tawar par kaam karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (1069).jpeg
Views:	1
Size:	51.7 کلوبائٹ
ID:	12386845

    RSI & Price Action


    RSI indicator k apne lower reference line se nechay chali jati hai aur baad me wapis bullish move karna shoro ho jaye, to yahan pe buy ki entry karen. Jab bhi RSI apne upper reference line se above chali aur baad me wapis nechay a jaye to yahan pe sell ki trade open karen. RSI levels ka bhi ba khobi andaza RSI chart se hota hai.
    RSI indicator ka istemal Price Action se zaror karen. Jab RSI indicator apne down trend line ko break karta hai, to uper ki qeemat ki trend line se uper buy ki entry karen, takeh aik upward breakout ko pakra ja sake. Jab RSI indicator apne uptrend line ko break karta hai, to nechay ki qeemat ki trend line se nechay sell ka order put karen, isi tarah se downward breakdown ko pakra ja sakta hai. Kuch traders market ki qeematon k pehle long term ki trend malom karne k baad hi entry karte hen. RSI ka istemal dosre indicator k sath karna ziada faida mand sabit ho sakta hai. Q k single indicators ya oscillator prices k bare main false signal bhi de sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (2739).png
Views:	13
Size:	42.1 کلوبائٹ
ID:	12386844

    اب آن لائن

    Working...
    X