Introduction.
Dear friends Forex trading main demand ka mtlb hota hai k market main kisi currency ya matel ki kitni ziada maang hai or is sy market ma us currency ki value bhe kum ya ziada hoti ha kun k ager market main koi cheez limited mojood hai to us ki demand bhi ziada hoti ha. demand zones jub bn jaty hain to wahaan py trades open krna aur prediction lena easy ho jata hai is liye apko market ma in levels ko samajhna aor candlestick pattern ko must trade krna chye lkn us ky leay apko other tools ko bhi use krna chye Jesa ky relative strength index indicator aor Fibonacci retractable indicator best hain.
What is Demond Zone.
Dear friends Supply and demand zones forex market main generally traders ko perception hasil karne main fayada mand saabitt hoty hain. Supply and demand zones support and resistance kay barak aik larger area cover karte hain. Jiss say aapko bhetar andaza ho sakta hai Jab kay support and resistance zones ko lines ke soorat main lagaya ya mark kiya jaata hai jab kay demand and supply ko aik baray area main mark kiya jaata hai aisa kya aap neechy de huii tasveer main dekh sakty hain kay market main supply and demand zones kahan hain. Aur market waahan sy kesy reversal bana rahe hai. Jesy he market demand zone main jaati hai to market main buyers ke sharp movement dekhne ko milte hai aur isi tarah jab supply zone main jaati hai to sellers in control nazar aate hain.
What is Supply Zone.
Dear members Forex trading main jab koi currency pair resistance zone par pohnchta hai to usy selling zone kehty hain kun kay wahan say market overbought conditions say reversal ke tarar jatihai. Aur sellers selling options ko consider karte hain ya apni long positions ko close karte hain. Essi tarha jab market down aati hai to strong support par market main buyers entry lety hain. Oversold conditions main buy ke entry zaida moasar saabit hoti hai. Ye dono cheezin jab market main hoti hain to selling zone ko supply zone aur buying zone ko demand zone bhe kaha jaata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим