Asslam o alaikum!
Dear friends.
Aaj hm jis topic ko discuss kr rhy hain wo bohat aham r khas hai."Metra Trader ki importance".
Metra trader pr hm apni trades lgaty hain r profit hasil kr k hm earning krty hain.
Isliye Metra Trader k bary mai information hasil krna bohat zada zrori hai.
Aiye hm is topic sy related information share krty hain.
WHAT IS METRA TRADER 4?
MetaTrader 4, also known as MT4, is an electronic trading platform widely used by online retail foreign exchange speculative traders. It was developed by MetaQuotes Software and released in 2005. The software is licensed to foreign exchange brokers who provide the software to their clients. The software consists of both a client and server component. The server component is run by the broker and the client software is provided to the broker’s customers, who use it to see live streaming prices and charts, to place orders, and to manage their accounts.
Metra trader mai hum orders dy kr apni trade lgaty hain r profit hasil krty hain.
In Order ki types ye hain.
TYPES OF ORDERS:
Agar ap foran market main order place karna chahty hain to ap "Instant Execution" kar sakty hain or ap ka order foran lag jaata hai. Es ky elawa agar ap ksi khas point sy order lagana chahty hain to ap "Pending Order" laga sakty hain. Pending order ka matlab hai jab market ksi khas point par jaati hai to aap ka order automatically buy ya sell ka lag jata hai.
OPENING TRADE:l.
Metatrader 4 per aap market mein entry la sakhty hain or apni trade main currencies, indices, commodities, metal or cryptocurrency ki selection kar sakhty hain. Is main aapko lot size ki option bhi available hoti hai.
In this picture you will see that how to open trade hain place order and the lot size etc.
![Click image for larger version
Name: images (4).jpeg
Views: 1
Size: 11.7 کلوبائٹ
ID: 12522747](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12522747&d=1649818151)
PENDING ORDERS.
Metatrader 4 per aap pending orders ki facility hasil kar sakhty hain. Pending Orders 4 different types kay hoty hain. Pending Orders main buy limit, buy stop, sell limit or sell stop shamil hoty hain. Pending Orders ki facility bhi apk time ko save krti hai.
STOP-LOSS/TAKE PROFIT.
Agar aap apni trade ko stop karna chahty hain jab market aap kay against jaati hai to aap order ko modify kar kay stop loss laga sakty hain. Stop loss ko sahi use karny kay liey aap ko achy analysis kar k aur account ko manage kar k lagana chahey.stop loss Igany sy ap apny account ko save rakh sakhty hain, es ka humy ye fayda hota hai k agr hum withdraw nai karwaty to hum apny account ko maintain kar lety hain. Es tra take profit Igany sy ap ko market main bar bar dehkna nai parta or ap ki trade automatically close ho jati hai, or ap phr apna withdraw lay sakhty hain. Jis tarha aap nuqsan main apny order pe stop laga sakty hain esi tarha aap profit main ksi point par aap apni trade close karna chahty hain to aap take profit function use kar ky laga sakty hain.
BID PRICE ,ASK PRICES AND SPREAD.
Metatrader 4 ki wajah se aap Forex trading market Mein Apni joining kar sakte hain aur jab tak aapke pass yah application software available Nahin Hota aap market Mein Apni joining nahin kar sakte hain.Metatrader 4 me aapko bid price ki Mukammal information share ki ja rahi Hoti Hai. Bid price Ek Aisi price Hoti Hai Jab aap market Mein Koi commodities ya koi currency pair sale Karte Hain To minimum prices aapko Di Jaati Hain.
NEWS UPDATES.
Market mein aapko Jab Koi commodity purchase karna Hoti Hai To iske liye aapko ask price Ka Pata Hona chahie aur yah prices aapko metatrader 4 mein Main provide ki ja rahi Hoti Hai yah Hamesha highest prices hoti hai.Metatrader 4 me aapko multiple news ki information provide ki ja rahi Hoti Hai. Jab aap market Mein expected news ko study karna chahte hain to aapko metatrader for Mein iski information available hoti hai.
HISTORY OF ACCOUNT.
Metatrader 4 per Jab aap apni working kar rahe hote hain to ismein aap apni transaction ki history ko bhi find out kar sakte hain. Aap previous dates ki history ismein easily find out kar sakte hain aur apni transaction aur apne account ko properly telly aur manage kar sakte hain.Metatrader 4 per aapko different brokers different commodities, cryptocurrencies, metals or currency pairs ki information provide ki ja rahi Hoti Hai. Yah list different brokers kis different metatrader force per totally different bhi ho sakti hai aur Iske naam bhi different ho sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим