What is average true range?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is average true range?
    Assalamualaikum dears member main thek Hun or umeed Karti hun AP bhi thek Hun gy or forex trading foram par boht achi earning kar rahy hn gy Mera AJ ka sawal boht zaiyada important or knowledge Wala hy Mera sawal hy trading foram
    Main average true range kia hy or kis tarha use HOTA hy or us ko use kar k kis tarha profit hasil kar sakty hain
    Introduction

    ost haqeeqi had ( atr ) aik takneeki tajzia ka ishara hai, jisay market tiknishn j. welles wilder jr. ne apni kitaab new concepts in technical trading systems mein muta-arif karaya hai, jo is muddat ke liye asasa ki qeemat ki poori range ko Gul kar market ke utaar charhao ki pemaiesh karta hai. 1 sahih range ke isharay ko darj zail mein se sab se bara samjha jata hai : current high kam mojooda kam؛ mojooda aala ki mutlaq qader pichlle band se kam aur mojooda kam ki mutlaq qader pichlle band se kam hai. atr phir aik mutharrak ost hai, aam tor par haqeeqi hudood mein se 14 din istemaal karta hai .
    Click image for larger version

Name:	download (17).jpeg
Views:	8
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12522689
    How to calculate average true range

    traders 14 dinon se kam doraniye ko mazeed trading signal generate karne ke liye istemaal kar satke hain, jab ke lambay arsay mein kam trading signals peda karne ka ziyada imkaan hota hai. misaal ke tor par, farz karen ke aik qaleel mudti tajir sirf paanch tijarti dinon ki muddat mein stock ke utaar charhao ka tajzia karna chahta hai. lehaza, tajir paanch din ke atr ka hisaab laga sakta hai. yeh farz karte hue ke tareekhi qeemat ke adaad o shumaar ko ulat tarteeb mein tarteeb diya gaya hai, tajir mojooda high minus current lo ki mutlaq qader ki ziyada se ziyada, mojooda high minus pichlle band ki mutlaq qader, aur mojooda kam ki mutlaq qader talaash karta hai. minus pichlle band. haqeeqi range ke yeh hisabaat paanch haliya tijarti dinon ke liye kiye jatay hain aur phir paanch din ke atr ki pehli qeemat ka hisaab laganay ke liye ost kiye jatay hain .

    Average true range tell use



    Wilder ne asal mein ijnaas ke liye atr tayyar kya, halaank isharay ko stock aur index ke liye bhi istemaal kya ja sakta hai. saada lafzon mein, aik stock jis mein utaar charhao ki aala satah ka saamna hai is ka atr ziyada hota hai, aur kam utaar charhao walay stock ka atr kam hota hai. atr ko market ke takneeki mahireen tijarat mein daakhil honay aur bahar niklny ke liye istemaal kar satke hain, aur yeh tijarti nizaam mein shaamil karne ke liye aik mufeed tool hai. yeh taajiron ko aasaan hisabaat ka istemaal karte hue kisi asasa ki rozana ki utaar charhao ko ziyada durust tareeqay se pemaiesh karne ki ijazat dainay ke liye banaya gaya tha. isharay qeemat ki simt ki nishandahi nahi karta hai. balkay yeh bunyadi tor par khalaa ki wajah se honay walay utaar charhao ki pemaiesh karne aur oopar ya neechay ki harkat ko mehdood karne ke liye istemaal hota hai. atr ka hisaab lagana kaafi aasaan hai aur usay sirf tareekhi qeemat ke adaad o shumaar ki zaroorat hai. atr ko aam tor par bahar niklny ke tareeqa ke tor par istemaal kya jata hai jisay laago kya ja sakta hai is se qata nazar ke dakhlay ka faisla kaisay kya gaya ho. aik mashhoor taknik" chidler aygzt" ke naam se jani jati hai aur usay chak li beo ne tayyar kya tha. fanoos se niklny ka rasta aap ke tijarat mein daakhil honay ke baad stock ki sab se onche satah ke neechay aik pichla stop rakhta hai. sab se ziyada onche aur stop level ke darmiyan faasla ko atr se kayi baar tabeer kya jata hai. misaal ke tor par, hum tijarat mein daakhil honay ke baad se ae tea are ki qeemat ko sab se ziyada se teen gina ghata satke hain .

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is average true range?

    Explanation

    Friends ATR indicator apko average true mean actual prefect authentic range provide krta hai ta ky apko market ki actual position aor situation ka andaza ho sky aor ap perfect tareeky sy market ko smjh sko aoky leay best information aor happy news yeh hai ky yeh indicator meta trader 4 ma hai aor free hai apko bahot sary achy indicators purchase krny prty hai lkn unki information bhi ini perfect nhi hoti hai jitni ky apko average true rang indicator deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12386543

    ATR and Stop loss

    Friends Average true rang (ATR) technical stop loss point ko use karny key ley behtar indicator samja jata hay, ATR indicator traders ko market reversal points ki information ya signals de sakty hey es se traders apny buy ya sell orders me esy points ko find karny me asani rehti hay jo key market ki true range ho sakti hay aur esi point par stop loss order ka place karna traders key ley bahot zarori hota hay.

    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	2
Size:	2.4 کلوبائٹ
ID:	12386544

    Indicates pairs Movement

    Average True Range indicator kisi bhi pair ka pata chalta hai k ye pair aik din mai normal kitni moment karta hai jaisy agar ap ais indicator ko EURUSD par laga lety hai to ap ko aus ki daily ki normal moment ka pata chal jaye ga k ye aik din mai 50 pips move karta hai jab market aik taraf 50 pips move kar jaye to aus k baad ap aus pair par reversal entry laga sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai ap ko bahot sary indicators milty hai jin par ap trade laga sakty hai magar ap ko aun k use pata hona chaye k ais mai ap ne kaisy trade lagani hai aor aun indicators se trade lagani kaisy hai tab faida hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	5
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12386545
    • #3 Collapse

      Re: What is average true range?

      Dear Friends, Average True Range wo indicator hay jo market ki volatility mearsure karny k leay use hota hai. Bhot sary indicators ki tarha Average True Range indicator market ma commodities or pairs ki daily ki prices ko use karta hai. Forex trading ma pairs sy zayada commodities ma volatility hoti hai. Commodities ma hamy aksar gap moves b nazar aty hain. Ye gaps ham commodities ma zayada dakhny ko melty hain.

      Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-12T212020.534.png
Views:	7
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12386554

      Commodity Volatility

      Commodity ki volatility us k high or low price par depend karta hai. Ye atr indicator forex trading ma market ki direction ko show ni karta balky ye market ki volatility ko show karta hai. Mazeed agy discuss karny k lae hamy true range par focus karna ho ga.

      Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-12T212003.763.png
Views:	3
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12386555

      True Range

      Agr ham current high ma sy current low ki value ko minus karyn to hamy TR ki value hasil ho jae gi. Second method ye hai k agr ham current high ma sy previous close ki value ko minus kar deyn to b hamy ye TR ki valur hasil ho jaye gi. Thirdly current close ma sy ham agr ham previous close ko minus kar dey to b hamy true range ki value hasil ho jae gi.

      Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-12T211957.221.png
Views:	1
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12386556

      ATR Calculation Mathod

      ATR ki value ko auto sy 14 periods par set kiya jata hai. Ye intraday, weekly or daily basis par b calculate kiya ha sakta hai. Es purpose k lae atr daily basis ki value par depend karti hai.

      ATR Using with MCAD

      ATR rsi or macd indicator ki tarha ni hai kiu k market ki direction pae kio information provide ni karta. Ye forex ka volatility indicator hai or yr market k utar charhao ko show karta hai. But forex ma ye zehan ma rakhna chahe k kio b indicator market ma 100 percent results ni deta. Indicator sy maximum result gain karny k lae trader ko apna experience esk sath use karna hota hai tb he market ma profit k hasool ma madad mel sakti hai. Jo trader forex ma indicators ko blindly use karta hai wo hamesa loss ma he rehta hai.

      Price Up / Down Rules theory ATR

      ATR hamen serff trend ky baray me hi nhi btata bal kay sirf price k utar charhaao ki indication daita ha, true range k liay hmain current period ki high aur low range aur previous period ki close range chaiay hoti ha, true range k liay hmain three calculations kar k unhain compare karna hota ha

      • 1. current period ki low range ko current period ki high sa minus kar dia jata ha.
      • 2. previous period ki close range ko current period high k magnitude sa minus karain.
      • 3. previous period ki close range ko current period low k magnitude sa minus karain,

      Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-04-12T211941.283.jpeg
Views:	1
Size:	45.9 کلوبائٹ
ID:	12386557

      Technical Point of View

      ATR price ki direction ko measure nhi karta, bal kay sirf volatility btata ha, lihaza is ma koi negative value nhi hogi, jb ap k pass true range ki value aa jay to tb ATR plott kia ja sakay ga, ATR market ki high aur low volatility k periods ko identify karta ha, is tarah market ki volatility ko measure kar k hm buy aur sell signals ko identify kar saktay hain aur sath ma risk/reward potential ko b jan saktay hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is average true range?

        Stoller Average Range Channel (STARC)

        Dear Friends. Stoller Average Range Channel (STARC) bands ko manning Stoller na develop kiya tha, basically ye 2 bands hotay hain jo kisi pairs ki prices k simple moving average(SMA) k above aur below apply kiay jatay hain, in ma sa upper band average true range (ATR) ki value ko add kar k create kia jata ha aur lower band SMA ki value ma sa ATR ki value ko subtract kar k create kartay hain.

        Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-12T213254.776.jpeg
Views:	1
Size:	89.9 کلوبائٹ
ID:	12386558

        Trend Indication With STARC

        Upper aur lower bands sa jo channel bnta ha wo traders ko buy ya sell ki trades open karnay k liay ideas provide kartay hain, overall uptrend ma upper band k kareeb selling aur lower band k kareeb buying aik best option consider kia ja sakta ha, STARC Bands hmain ranging aur trending markets ma trade karnay k liay achi indications provide kartay hain, jb bands break hotay hain to ye market ma trend change honay ki indication hoti ha, jaisay agr uptrend ma prices lower band sa break ho k below ati hain to ye uptrend k over honay ka signal hota ha.

        Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-04-12T213228.877.png
Views:	1
Size:	39.0 کلوبائٹ
ID:	12386559

        Support And Resistance Confirmation

        STARC bands hmain envelope channels ki tarah potential support aur resistance levels provide kartay hain, upper band pairs ki prices k resistance level ko zahir kartay hain aur lower bands support level ki information daitay rehtay hain, is ka aik drawback ye hota ha k prices extended time period k liay bands k sath sath move karti rehti hain jis sa achi nazar anay wali trades aglay hi lamhay loss ka shikar ho sakti hain, STARC Bands aur Bollinger Bands ma b kafi similarity hoti ha q k ye b SMA k around bands create kartay hain.

        Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-04-12T213212.361.png
Views:	1
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12386560

        Atr Dual Bands

        STARC ma 2 bands hoty hain jo kisi pair ki ya commodity ki price ki moving average k above or below apply kaye jaty hain. So jo channel es sy banta hai es sy trader buy ki or sell ki trade open karny ma indication melti hai. Jb market lower band k pass hoti hai to trader ko buy ki trade ko open karna chahe or jb price upper band k pass hoti hai to trader ko sell ki trade ko open karni chahe. So es ki help sy trader achi trade ko open karny ma kamyab ho jaty hain.

        Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-04-12T213202.934.png
Views:	1
Size:	14.4 کلوبائٹ
ID:	12386561

        Advice for Trader's

        Forex ma jo trader bena kisi trend k find kaye market ma in ho jaty hain unko loss etna zayada hota hai k account he wash ho jata hai. So trader ko hamesa pehle trend ko find karna chahe or phr trade ma enter hona chahe. Trend market ka friend hota hai trader ko trend ka pata chal jae to profit hasil karny ma asani ho jati hai warna market trader k sath dushman ka kirdar ada karti hai eska account wash kar deti hai or account wash ho jae to phr capital jama karna mushkil ho jata hai.
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

        اب آن لائن

        Working...
        X