Explanation.
Friends Piercing Pattern support level per Banega Jab market mein ek strong downTrend ke bad market up jati hai aur Buy ka trend banta hai aur is main aap market ko analysis lene ke baad buy Mein Apni trade ko perform kar sakte hain Jab Bhi Piercing candles pattern banta hai to aapki trade buy Main zarur jaati hai aap is mein trading karte hue apne liye fayda bhi kar sakte hain Hamesha Koshish Kiya Karen ki Jab Bhi yah pattern bane to market ke trend ko follow karte hue apni trade ko buy Mein Rakha karen to aapko Jyada Se Jyada fayda mil sakta hai Jab Bhi Apne market Mein entry leni hai to candlestick pattern ko Dekhte Hue confidential candlestick sy entry leni hai Jab Bhi aap Piercing pattern py trading Karte Hain.
Candles Combinations.
Friends Piercing Line aik Two days Reversal Signal hota hai,or ye ek Over sold Condition mai banti hai. Jab aik negative trend hoty hain or stock ki candlestick reversal position mai banti hai, yani 1st day ki Red candle or dusre din aik Green candle banti hai, hamen iss cheez per nazar rkhni hai wo yh ky 1 st day ki red candle ky nechy 2nd day wali candle ho gi yani 1st day wali candle ky nechy open ho gi or middle py aa ky closed ho gi.iss amal ko kahenge Bullish Piercing signal.yeh aik negative trend tha yani in candle ky bad positive trend ban sakta hai.
How to Make Entry.
Jab market Mein Ja candlestick Ban Jaati Hai To Uske bad next aapko Ek conformational candlestick milati Hai apne Hamesha is conformational candlestick Se Hi entry leni Hoti Hai Jab tak aapko conformational candlestick Nahi milti aapane use time tak Intezar Karna hota hai aur Market Mein entry Nahi Karni hoti.
How to recognise This pattern.
Friends market Mein piercing line pattern ban raha hai. Jab market Mein Ek satrong downtrend ke bad Ek buy wali candle banti hai jo last bearish candle ka hisab sa usk 50% sa Badi aur us kay hundred percent Choti hoti hai to mein aapko Idea laga lena chahiye ki yah pattern ban raha hai.

- 2nd day wali candle Green honi chahiye.
- 2nd day wali candle , First day wali candle sy nechy open hoke middle mai jaa ky closed honi chahiye.
- Candle down trend mai banna chaiye,Yani tab reversal trend ky chance zyada hoty
How to recognise This pattern.
Friends market Mein piercing line pattern ban raha hai. Jab market Mein Ek satrong downtrend ke bad Ek buy wali candle banti hai jo last bearish candle ka hisab sa usk 50% sa Badi aur us kay hundred percent Choti hoti hai to mein aapko Idea laga lena chahiye ki yah pattern ban raha hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим