What Is Up Side Tauski Gap Pattern In Forex Market..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Up Side Tauski Gap Pattern In Forex Market..
    Introduction:

    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab theek Honge aur forex market ko acche se enjoy kar acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge aur experience share karne ja rahi hun jo bahut important topic hai jo ke upside tauski gap pattern ke bare mein hai trading mein bahut jyada use hone wala topic hai Is Tarah Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen different candles take patterns ko dekhna Hota Hai jab tak Ham Kisi pattern ko acchi Tarah understand Nahin Karenge study Nahin Karenge To Ham kabhi bhi trading Mein Kamyab Nahin ho sakte Is Tarah aashiqui topic ka naam hai upside tauski gap pattern bahut hi important hai jinko Iske bare mein Khas Naren information Nahin Hai vah bhi apna knowledge increase kar len Forex trading Mein successful hone ke liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi Taki Ham acche se profit Hasil kar sake..


    What Is Tauski Gap Pattern:

    Up side tauski gap pattern Ek family se Palak rakhne wala Ek containation pattern hai yah pattern three candles per depend Hota Hai yah pattern teen candle Se Milkar banta hai aur yah aur yah pattern continuation pattern Mein paya jata hai is pattern made to candles hote hain first candle standard ke bad Banane wali second aur ke bad Banane wali second aur third standard banati hai isme second aur third candle takriban sem Ek Jaisi hoti hain Is Tarah is pattern Mein Jaruri Is Tarah is pattern Mein Jaruri Nahin ke first standard Ho Jo ke long real body per dependent Hoti Hai yah pattern ko advise karta hai aur is mein teen candle hote hain isiliye isko gap upset candlestick pattern Kahate Hain..







    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220412-042652.png
Views:	1
Size:	26.1 کلوبائٹ
ID:	12520822








    Identification Upside Tauski Gap Pattern:

    Pattern forex market mein gap up site pattern ismein first to candles upside gap pattern Ki Tarah hoti hai aur ek dusre se ab side gap mein bhi banti hai pattern ki last candle per Ek Bar candle bhi hoti hai jisse Ham ab side gap pattern Bullet pattern mein tabdil Kar Dete Hain to main aapko iski candle ke bare mein detail se batati hun.

    First Candle:

    First candle extra strong real body wali candle hoti hai Yeh candle standard Mein banti hai aur isko color white green aur iska color white green Hota Hai yah candle white and green colour Mein banti hai..

    Second Candle:

    second candle ISI Tarah banti hai bus iski candles ka color green Hota Hai..

    Third Candle:

    third candle real body wali Barish candle hoti hai black red Hota Hai yah candle yah candle second candle ki closing point per open hoti hai aur thoda niche se upar body ke sath close hoti hai yah first candle aur yah first candle aur second candle current Mein hoti hai..






    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220412-042641.png
Views:	1
Size:	139.4 کلوبائٹ
ID:	12520821








    How To Trade With Upside Tauski Gap Pattern:

    Forex market mein upside gap point ko pattern method strong reverse karne mein nuksan Hota Hai Jaise first price absent me continuation ke signal Deti Hai Is Tarah pattern ki third candle open hokar dusri Mein hoti hai but gap mein close Ho Jaati Hai Agar rape candle gap ke cover bhi Karen lekin Jyada niche Na Jaaye jisse first candle deta Ho is pattern ko dusre pattern Mana jata hai Is Tarah yah pattern pair candles above cloth hona chahiye aur pattern ke stop loss pattern ke sabse down side open position banata hai essay use Jagah Mein set karna chahie aur Hamen top loss aur take profit ka use karna chahie trading mein..






    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220412-042621.png
Views:	1
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12520820
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Up Side Tauski Gap Pattern In Forex Market..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Tasuki Gap Up Candlestick Pattern


    Tasuki gap up candlestick pattern aik strong bullish trend continuation pattern hai, jiss main teen candles shamil hote hen. Ye pattern aik bullish trend ya high prices main banne par same bullish trend ko jari rakhta hai, jiss se prices aik waqfay k baad upward move karna jari rakhte hen. Tasuki gap up candlestick pattern ka taluq gap pattern se hai, jiss main pehli do candles k darmeyan aik wazih gap banta hai, ye gap prices ko upward side par push karne ka sabab banti hai. Pattern ki third candle sellers ki market main presence dekhati hai, lekin ye candle ziada moasar karkardagi nahi dekhati hai, jiss se prices same bullish trend ko hi jari rakhte hen.

    Click image for larger version

Name:	download (133).png
Views:	2
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12384872

    Candles Formation


    Tasuki gap up candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jiss jo k top area main banne par assets k prices ko mazzeed bullish same trend main upward push karta hai. Tasuki gap up candlestick pattern do bullish aur aik bearish candles se mel kar banta hai, jiss ki tafseel darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	unnamed (61).jpg
Views:	5
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12384873

    1. First Candle: Tasuki gap up candlestick pattern k pattern main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k long real body main banti hai. Ye candle prices k maojoda bullish trend ko zahir karti hai, jo k shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Pattern ki pehli candle ki closing price open se above hona chaheye.

    2. Second Candle: Tasuki gap up candlestick pattern ki dosri candle bhi same bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se upper gap main banti hai. Ye candle bhi shadow ya shadow k bagher ho sakti hai, jab k candle ki close price open price se ziada hona chaheye. Dosri candle ka pehli candle se upper side par gap main hona zarori hai.

    3. Third Candle: Tasuki gap up candlestick pattern ki teesri candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle dosri candle ki real body main open ho kar pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai. Teesri candle ka close price open price se kam hona chaheye. Ye candle trend reversal karne ki nakam koshash karti hai.

    Explanation

    Tasuki gap up candlestick pattern aik uptrend k dawran uss waqat banta hai, jab investors market main aik mamoli sey waqfey k baad same up-trend ko jari rakhna chahte hen. Pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bullish trend ki akasi karti hai. Pattern ki dosri candle bhi same bullish candle hoti hai, lekin ziada buying pressure ki waja se ye candle pehli candle k top par gap main banti hai. Pattern k dono candles k darmeyan aik wazih gap hota hai, jo prices k uptrend ki mazboti ki alamat hoti hai. Pattern ki last ya third candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices ko bearish trend reversal ki nakam koshash karti hai, q k ye candle dosri candle k baad ya ussi ki real body main open ho kar pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2677).png
Views:	25
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12384874

    Trading

    Tasuki gap up candlestick pattern prices chart par bullish trend ki mazboti ki alamat hoti hai, jab bhi pattern ki teesri bullish candle gap main ya uss se pehle close ho jati hai, jiss se prices ka bearish trend reversal hona nakam ho jata hai. Pattern par trading se pehle teesri candle k gap main close hona zarori hai, jab k aik fourth bullish trend confirmation candle ka hona zarori hai, jo third candle k top par close honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne se market main entry nahi karni chaheye, jab k indicators par value lazmi midpoint se above honi chaheye. Pattern par Stop Loss ka istemal zarori hai, jo k sab se bottom position ya pehli candle k open price se two pips below set ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2678).png
Views:	13
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12384871

    اب آن لائن

    Working...
    X