INTRODUCTION :
Dear friends kya hal he ap ka umeed krti ho ap theek ho gy or buht achi trha trading kr rhe ho gy. Dear forex members forex ak buht risk he is me hme profit b hota he or loss b hota he. Forex trading me buht se indicator use hote he jin se hme profit hota he or hme in Indicator ka knowledge hona buht zruri he ta k hme acha profit ho sky. In indicators se hme buht si information hasil hoti he jo hme ue malomat deti he k is me loss or profit kase hota hain.
INDICATORS OF FOREX MARKET :
Dear* members forex trading ak asan job nahi hai.is me hme bubt sari mushkilat ka samna krna prta hain. Ye aik complete process hota hain. Trading ma hmari help krny k lye kuch tools Mt4 ma diye gy hain.Mt4 se hme buht information hasil hoti hain. Ye trading ma hmari bht help krty hain in se hme buht malomat hasil hoti he K hamen kis time kn c trade open krni hai. Is sy hamen ye pta chlta ha k forex trading complex process ko indicators k zraye easy bnya ja sakta hai.. Is ki help sy trade krna bht asan hota hain. or profit k hasool ko bht easy bnya ja sakta hain. Indicator ki two types hain wo ye ha
TYPES OF INDICATORS:
1.LADING INDICATOR OF FOREX:
Dear forex members forex trading ma leading indicator wo indicator hain jo market ma new trend or reversal time sy phly indicate krty hain.jis se hme phly malomat ho jati he. Ye indicator information dety hain k next level par prices kis side par move krny wali hain. Leading indicator ki help sy hum over bought or over sold state ki depict krty hain. Jb market overbought state par pohnch jati ha to is k bounce hony k chances zayda ho jaty hain.or profit k chances hote hain.
2.LAGGING INDICATOR OF FOREX:
Dear forex members lagging indicators asy indicators hoty hain jo k market me hme buht si malomat deti he or signal tb dety hain jb market apna trend change kr chuki hoti hain. ye indicator hme ue btate he ky market ka trend start ho chuka hai.or hm ne bht kuch miss kr dia hain.disadvantages ye hota ha k ye indicator advance ma market ki price k bary main information nahi dety.
NOTE:
Dear forex members hum trading main koi b indicator use kry to us k advantage tab hoty hain jb hum apna experience use krty hain.or hme indicator ka knowledge hona buht zori he Jb tk hume apna experience ua knowledge ni ho ga tb tk indicator hme koi* profit ni dy skty. Is liy hme is ka knowledge hona buht zruri he.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим