Why People Lose Money in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes people can lose money in this business because they don't know how to do trading smartly and they get emotional in this business.So don't do like that.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear friend hum forex trading mein iss liye loss ker jaatey hein kiyunke humarey paas forex ki knowledge nahin hoti aur agar hum soch samajh ker trading ki knowledge ke saath trading karein tou humarey ko los ki jaga profit hoga.
      • #33 Collapse

        apne bohat achi thread hum logon se share ki ..... well forex trading main wohe log ziada loss karte hain jin ko market ki how know nai hoti aur woh shortcut method se ya dosron ki startegies ko follow karte howe tarding karte hain aur yeh smajte hain ke woh raton rat ammer banjayenge secondly woh emotions ko control nai rakh pate aur is main greed karte hain aur starting main big profit lene ke chakr main ya to multiple trade open karte hai ya phr apni pori investment ko tard ki nazar kardet hain and the last point is that ke without market ki movement aur uske analysis ko follw kiye bagair tarding karte hain aur ksi bhi pair pe apni marzi setuka laga ek profit earn karna chahte hain chahe is main unhain big loss hi kiun na hojaye
        yeh sab main points trading main loss ka sabab bante hain
        • #34 Collapse

          Because ag learn they are wanted lot of money earn becaueswe know ago learn after earn. we know forex market is world wide online hard and smart business. for this need lot of good knowledge experience and the good otyers kniwledge.
          • #35 Collapse

            jo people forex main loss krty hain in ki kiye waja hain wo complete toor pr learning kr k forex main nahi aty hain na he practice krty hain or market trend ko follow bhi nahi krty hain or greed ho kr trade krty hain
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #36 Collapse

              jo log forex main zaida lose karte hain wos ki waja ye hay ke forex ko buhat asan samjhte hain aur wo forex ko baghair sekhe hi live trading ko shoro kar dete hain aur won ka forex main koi khas experience nahi hota
              • #37 Collapse

                dear forex me wohi log money lose kertay han jin ko trading ka rules ka pta nai hota ore jo bagher seekhay hi real account per trading start ker datay han .ore wo log bi ziaada loss kertay han jo short time ziaada ameer honay ki koshish kertay han .forex me wohi log kaayaab han jo slow and ateady ki policy apnaatay han
                • #38 Collapse

                  Well dear Forex aik boht bada online business hi iss main loss ki boht sari wajohaat ho sakti hain.. Her koi apni ghaltiyoon ki waja se loss face karta hain.. ziyada ter unko loss hota hain jinhain forex ki knowledge nahi hoti..
                  • #39 Collapse

                    Forex trading main loss bho hoota hai or profit.ye to common c baat hai kay jahan profit hota hai ,wahan loss ka bhi darr rehta ha.issi tarah forex main risk hai or loss ho sakta hai or emotional loogon to boohat zyaada loss bhi ho sakta hai.
                    • #40 Collapse

                      Main think of less money from forex is lack of skills about forex because it is very risky business with our skills and learn you can not get profit with much investment so learn first then go to earn.
                      • #41 Collapse

                        lack of practical knowledge is the main and only reason to loss in forex business.it is a major reason to loss in trading.so that every trader should build up proper practical knowledge and skill.proper demo account practice is the only way to build up proper practical knowledge.
                        • #42 Collapse

                          mostly yeh sari ghalityan jo appney upar zakir ki hai yeh newbie traders karthey hain aur in sab ki main wajah meray khyal mein unki jaldi hai woh yeh soch kar trade open karthey hain k woh hamesha profit hi kariengay yeh phir woh short term ko maday nazar rakh kar trade open karthay hain aur jab market un k trade k against chali jati hai toh woh panic kar jatey hain aur apney trade ko loss mein band kar dethey hain..newbie traders please learn to be patience...
                          • #43 Collapse

                            bhai koyi bi trader is business main jan boj ker apna loss nahi kerta hay.or apni taraf say jo bi trade kerta hay yahi souch ker kerta hay kay us ko apni us trade main profit ho.mager us ko loss ho jata hay.is liya to bar bar har trader ko yahi kaha jata hay kay wo is business main earning ki na sochay balkay ya souchay kay us nay is business main learning kis tarha say hasil karni hay..
                            • #44 Collapse

                              dear forex mein zhada tar trader is liye loss karte hain koi ke wo apne emotions ko control nai rhak sakte hain is liye zhada tar trader is mein loss karte hain q ke wo greedy ho jate hain r phr jis ki waja se he wo loss karte hain is liye une apne emotion ko control mein rhakna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex main woh log loss kartey hain jo is business main without knowldge aur experience ke is main enter hotey hain aur is main raton rat rich bane ki koshish kartey hain to wohi log is main always fail hi hotey hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X