Why People Lose Money in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    bhai log is main greed bohat kartey hain is liye wo loss kar jatey hain ager log is main relax ho kar or dehaan se planning kar k trading karain tu ye na mumkin si baat hai k aap ko loss ho is liye aap plz lalach na karain tu aap loss se bach jayen gay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex main loag apni money loss greed main aa kay kartay hain, lack of knowledge aur inexperience bhe loss ke waja banti hay aur hamari jald bazi bhe humain kafi nuqsaan dayti hay...
      • #123 Collapse

        jo llog iss business me shuroo se serious aur interest ni hoty tu wo khabhi bhi kamiyab ni ho skty aur ek na ek din wo loss k bahiss ban kr iss business se nafrat ka azhar krny lag jata hai, Halanky hogi uski apni hi ghalti.
         
        • #124 Collapse

          according to my point of view,forex trading main loss ki main waja logon ka unexperience or forex trading ka knowledge na hona ha.kyu k forex trading ak asa business ha jes k liye humy experience or knowledge ki bhut zayada zaroret hoti ha.es k bagher hum forex trading per kam nahi ker saktay or humy kafi loss hota ha.
          • #125 Collapse

            Hmmm that;s gr8 yr apne buhat hi achi info di he muje is thread se kafi kuch sekne ko mila he. or mein mazeed yeh kehna chahonga k trade apko tabhi karni chahiye jab ap kam us kam 2 maheene practice krogy forex mein
            • #126 Collapse

              main ap k is thread se agree hu ap nay achi bat share ki hai jb tak insan k pas knowledge nai ga ya kisi b kam main b confidence nai ho ga tb tak wo aik kamyab insan nai ban sakta.
              • #127 Collapse

                bilkul sahee keha bhai ne k kafi saray earn ker rehay hain aur kafi saryy loss b ker rehay hain jo loss ker rehay hain wo upset na hon knowledge lein aur pher invest kerain to profit ho sakta hain. aur experience and demo account use kerain training k liy
                 
                • #128 Collapse

                  looog es liye los kertay hain cuz un k passss experience nai hota aur jaldi bazi me ghalat trade laga detay hain. jis ki waja se unko losss hota hain aur wo disheart ho jatay hain... aur apna invest kiya hua mony loss ker jaatay hain.. lack of knowledge hota hai aur learning nai hoti
                   
                  • #129 Collapse

                    In forex people take loss because of their inexperience in trade,greedy thinking,profit or loss ki samajh jesy k jab insan ko pas pehly pehly paisy aty hain to woh greedy ho jata hai aur lehaza apny hawas kho bettha hai ji s ki wajah sy profit mai kami aur loss mai bartari ati hai.
                    • #130 Collapse

                      trading main profit and loss sath sath chalta hy. Trading main loss ki sab say bari waja experience ka na hona hota hy. without experience lots laganay say loss ho jata hy ya phir ziadah lalach key chakar main bhi log loss kar datain hain.
                       
                      • #131 Collapse

                        Loss ki waja yeh hay k log forex ko buhat asan samjhte hain aur wo forex ko baghair sekhe hi live trading ko shoro kar dete hain aur won ka forex main koi khas experience nahi hota..
                        • #132 Collapse

                          yes dear i agree with you that mostly peoples lost their money due to reasons you describes by you so main reasons of go into loss in greed and motions we should control these two thing we should close our trade with gain reasonable profit otherwise we may go into loss
                          • #133 Collapse

                            dear brather mere khayal se woh log jin ke pass itna experience nahi hota woh log is markit men loss uthate hain unhain chahieay ke woh is ke demo pe kam karen ta ke app ko is kam ka expereince ho our our app loss se bach sakain
                            • #134 Collapse

                              bhai ap ki batein 100% sachi hein per kia kahein k phir bhi log es hi karty hein lekin es ka haal ek aur bhi hy agar koi khud sy trad nai kar sakta tu wo kisi ko ustad bana ly aur us ko follow kary yahan tak k loss ho bhi jay tu us ko follow katra rahy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                ziada tar log lalach ki wajah se loss main jatay hain aur jo log jald baazi main trade kartay hain un ko bhi loss hota hai ager trading hamesha soch samajh kay aur low risk lay kay kee jaye to app loss se bach saktay ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X