Why People Lose Money in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    forex trading mein money lose krne ki buht c wujuhat hoti hain in mein se aham yeh hain k bagher news ko dekhe or bgher kisi technical analysis ko dekhe trading krte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Dangerous007 پيغام ديکھيے
      Is me koi shak nhi k Bohat se traders Market se Kafi acha earn kar rahy hen, lekin ye b 1 karwa such he k Bohat se log Kafi Loss b le rahy hen forex market se. yahan me ap k sath kuch points discuss karon ga jo traders k lose ki wajah banta he...

      1. Entering the trade with a wrong mindset.
      trade ye samajh k kerna k me to 1 month me lakhon rupey kama lon ga. or ye b jante hoye k mere pas investment kafi low he.

      2. Market ko without analyse kiye market me entry lena, na koi news ka dehan or na hi kisi Fundamentals ya technicals ka dehan, 1 Dam blind trade kerna.

      3. Emotions ki waja se mar kha jana, jab market favor me na hoto wait kerna or jab profit me jay to ziada target ki jaga low target pe hi order close ker dena or small profit gain kerna, Halan k loss hamesha big hi uthain ge...
      Hi take my salam. It is a best online market place. All trader are gain GOOD ONLINE MARKET PLACE. All trader are satisfied on there performance. It is a best way to earn. Thank you for your information.
      • #138 Collapse

        Ap k teno points valid hain main ap ki batoun say totaly agree kartaa hon asal main greed buhaat buri chez hai is sy har haal main bachnaa chahiyee orr forex main perfect time for entry ki bari ehmiyaat hai..main samajhtaa hon k ap ki byaan ki hui batoun say yakeenaan nebies ko buhaat faida ho gaa
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #139 Collapse

          is business mien loss hony ki chand ek major causes hain jin mien sb sy brdi cause greed hai kyun k jb insan greed ko follow krta hai to wo zyada profit k chakr mien zyada loss risk bear krta hai or aksar bar apny real money ka loss krwa bethta hai is lye greed sy bchna is business mien success k lye bht zruri hai
          • #140 Collapse

            G han ap ki batai hoi 3no batain loss ka sabab hain .es k elawa bhe kafi eliments hain jo loss ki waja hain.humain es tamam baton ko made nazar rakh kar trade karni chahiye balke in my opinion agar hum 75% bhe amal kar layn to loss nhi ho ga.
            • #141 Collapse

              most of the beganner lose their money for their mind set and for their idea. they loss money because they don't have mind to take loss and enough idea
              • #142 Collapse

                is main ziada tar log wo hi lose karty hain jin ko forex kay bary main kuch nahi pata hota to is main logon ko hamesha soch sumhaj kar hi ana chaye ta kay is main wo apna kum sy kum lose karsakain or is ko achi tarhaan sumhaj jain.
                • #143 Collapse

                  g is men ht saari baten hen k loog kese kiun loos karty henmoney in teh forex sab se bari bat ye hey k loos isey thek treeky se sekhty nahi hen aur trading shutru kar dety hen un ko chaiayay k sab e zaida isy ssekhen aur phir kam kren..
                  • #144 Collapse

                    Greed factor sub see big factor hai, aur agar app professional trader bana chahte hain too phir pehlee app koo apni knowledge koo enhance karna hoo ga phir app apnee emotions per khud control kar lein ge aur greed aur fear factor koo khatam kar saktay hian
                    • #145 Collapse

                      es ma aksar forex ma log es lia naqam ho jata ha kiu na k wo bna practic or tajrba k es field ma a jat ha or market ko bna watch kia trada lga leta ha unha bs ya nazar ata hota ha k market ma profit hota ha lakn wo ya ni janta k es ma loss b ho skta ha .
                      • #146 Collapse

                        kiu k un ko ya b ni pta hota k market khata ks ko ha or wo bna samja es field ma ajata ha or loss kr leta ha apna wo market ko watch ni krta blka bna samja trading krta ha .sb c bdi bt wo loog over margin trading kr lata ha .
                        • #147 Collapse

                          Is ki waja yeh hay ke is kam ko new traders easy le kar is main kam ko karna shuro kar dete hay jis main in ka experience nahi huta hay is main in ki investment bhi kma huti hay .aur is main in ki koi bhi strategy nahi huti hay .
                          • #148 Collapse

                            good question dear bhut se log is qabil nai hote ke woh trading kar sake woh uneducated, unexperiance,or lalachi hote hai un ke pass money hoti woh isko incrase karne ke liye trading karte hai woh samjhte hai agar hume loss ho bo jaye ga to humare pass bhut money hai or woh risk lete hai jis ki waja se woh apna time bi gawa dete hai or money bi or loss sufer karte hai
                            • #149 Collapse

                              I think that Forex trading is not about the theory and calculation of science. We can not think about ordering without calculation, if we want to succeed with it. And science is the way this calculation.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                bohat se log thora sa profit haasil kar k samjhtay hain k wo ab trade k maahir ho chukay hain aur wo kam zarfi ki waja se zyada investment kar dete hain aur stop loss wgaira ka un ko nhi pta hota jis se un ka aik baar mein hi kaafi loss ho jata hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X