Bearish meeting line pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish meeting line pattern:
    Bearish meeting line pattern:
    Bearish meeting line aik 2-line candlestick pattern hai, jis mein aik tall white aur aik black candle hoti hai uptrend mein, yeh dono candles aik dosry ki closing price per milti hain.
    Pattern ko bearish supposed kia jata hai, lekin testing sa confirm hua hai keh pattern bullish hota hai, 51 percent ki tine sa continuation sa.


    Explanation:
    Meeting line , Japanese candlestick pattern 2- candles reversal pattern hai. Bearish meeting line pattern aik uptrend mein occur hota hai, jahan aik long body ki white candle aik long body ki black candle sa follow hoti hai, jes ki body pehli candle sa higher hoti hai, jes ki closing price pehli candle ki closing price ka equal ya close hoti hai.
    Es ko aik picture sa understand karnay ki try kartay hain:
    Click image for larger version

Name:	IMG-20220410-WA0001.jpg
Views:	3
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12520636
    Es mein aap ko bearish meeting line ki aik simple elaboration di gai hai, 2 candles show ki gai hain, dono hi long bodied hain, aik black aur aik white hai, es ko aap oper di gai explanation sa achay sa understand kar saktay hain.

    Construction:

    First candle;
    Aik uptrend ki candle hoti hai.
    Es mein white body hoti hai.
    Yeh as a long line apni appearance show karti hai.
    second candle;
    Es mein black body hoti hai.
    Es mein closing price , previous closing price sa equal hoti hai.
    Es ka Japanese nam, deaisen hai.
    Es ka forecast bearish reversal hai.
    Es pattern sa prior jo trend hai wo uptrend hai.
    Es ka opposite pattern bullish meeting line hai.

    Facts:
    Bearish meeting line bahut ziada rarely occur honay wala candlestick pattern hota hai. Es mein candle's ki configuration bahut specific hai jiski wja sa low frequency hoti hai, pehli candle dosri candle ka exact level per close hoti hai. Pattern ki pehli line aik long line ka tor per appear hoti hai, jiski white body hoti hai, jab keh second candle ko body black hoti hai.
    Pattern ko bearish reversal pattern mein classify kartay hain. Es liay es pattern ki appearance uptrend mein honi chahiay. Esko following candles sa confirm kartay hain, keh nearest support zone ka breakout ya trend line. Es ko picture mein dekhtay hain:
    Click image for larger version

Name:	IMG-20220410-WA0000.jpg
Views:	3
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12520641
    Aik bearish meeting line ko turn down pattern sa confirm kia jata hai, aik support zone jo keh rising window sa banta hai, turn down mein aik step sa broken hota hai. Turn down pattern sa aik gap ki formation hoti hai, jo keh as a resistance zone act karta hai, November mein kuch weeks ka bad break ho kar aik second rising window formation hoti hai. Bulls apni strength ko show kartay huay long white candles form karti hain, jo keh rising window ko second line hai. Yeh chart represent kar raha hai keh kesay bulls aur bears position ki exchanging price mein gaps ka liay fight kartay hain, jo keh market ki short term direction ko indicate karta hai.

    Example:
    Esko aik picture ki simple elaborated demonstration sa understand kartay hain;
    Click image for larger version

Name:	IMG-20220410-WA0002.jpg
Views:	3
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12520643
    Yeh picture bearish aur bullish meeting line ka comparison hai, bullish mein rank common mein H+ hai ti bearish mein G+ hai, bullish ki efficiency rank B- hai to bearish ki B hai. Up 56 aur 51 , down 44 aur 49 percent hai respectively.
    En dono pattern ko use kar ka achi trading ki ja sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish meeting line pattern:

    Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek hongi aaj ka Hamara topic Hai Bearish meeting line candlestick pattern ya candlestick pattern kya hai aur kis tarike se forex Mai kam karta hai aur is per Aaj Ham baat karte hain.
    Bearish meeting line candlestick pattern: meeting line candlestick pattern do candlestick pattern ko composed Karti Hai Jis Mein Ek white black candle hoti hai jo ki ab current ko show Karti Hai number of candle line to Hoti Hai price trend leading karte hain pattern ko upward trend Mein Hota Hai Jo bahut acchi tarike se Barish meeting line ko raili ko candlestick pattern ko bahut acchi tarike se chat ko vacancy Mein Lekar aati hai aur isko bahut acche tarike se specific tarike se treat Karke benefit Hasil Kiya Ja sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	download (19).png
Views:	1
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12384685


    What is a bearish meeting line candlestick?
    bearish meeting line ko 2 line Mein Lekar Aaya Jata Hai jismein Kadar ko composed Karke Ham white or black candle ko ab trent mein show karte hain into candles ko meet karne ke liye Neeli Jod per closing price ko dekhna padta hai Iske pattern ko suppose Barish Mein Laya Jata Hai Lekin test Kiya Jata Hai phone kiya Jata Hai jisse pattern ke act ke bare mein pata chalta hai aur isko bullish continue Taur per 51% of time ke liye Hath se bhi dekha jata hai candlestick pattern.


    Click image for larger version

Name:	download (20).png
Views:	1
Size:	711 بائٹ
ID:	12384682

    Which candlestick pattern is most bearish?

    Agar Ham candlestick pattern ko dekhte hain aur discuss karte hain ya 5 powerful bearish candlestick pattern Hoti Hai jismein Kuchh yah hai.
    Dark cloud cover bearish engulfing the evening star the black Crows
    hanging man: hanging man bearish reversal candlestick pattern ko long lower Shadow Mein dekhi hai jo ki small real body ko bhi show karta hai


    Click image for larger version

Name:	download (27).jpeg
Views:	1
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12384684

    اب آن لائن

    Working...
    X