What is Cloud pattern in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Cloud pattern in trading
    Introduction

    Dear friends Is pattern ke banne ke bad Jaise Hi Ek sell wali candle banti hai to use point per aapko fauran entry La leni chahie aur Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Uske bad FIR aapko Ek Aur entry bhi le leni chahie aur aap ismein bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain.Is candlesticks pattern man two candlestickts ka set hota ha. First candle bullish jab k dosri Bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti ha aur Ye ak bearish Revesal candlesticks pattern ha ye candlestickts Pattern long bullish trend sa momentum ko bearish trend man strongly covert kerta ha.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12520612

    How to trade

    Dear friends jub dark cloud pattern creat ho tou hamain samajh lena chahiay ky ab market ka trend reverse hony ka raha hai ky ham aesa pattern complete hony per sell ki trade open ker sakty hain aur agar third bearish candle ky bahd bhi market next candle bullish main banati hai tou wahan sy ham aik aur sell ki trade open ker sakty hain isliay hamain market main successful trade kerny ky liay dark cloud pattern sy zarur faida hasil kerna chahiay ky is pattern per market ki movement yaqeen hoti hai ky trend reverse hony per market downtrend main movement kerna shoru ker deti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	84
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12520613

    Market situation

    Dear friends Agar market continuously uptrend main movement ker rehi ho aur aesa pattern complete hony ky bahd bhi market main uptrend continue rehy tou hamain dark cloud pattern wali candle ky maximum up limit per stop loss set ker lena chahiay ky agar market uptrend ko continue rakhti hai tou aesy time per bary loss sy bacha ja saky lekin market agar down movement start ker ky tou aesy time per bahot achi earning bhi ki ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Cloud pattern in trading

    dark cloud cover kya hai ?

    dark cloud cover aik reechh ke ulat ulat mom batii ka namona hai jahan neechay ki mom batii ( aam tor par siyah ya surkh ) pehlay wali mom batii ( aam tor par safaid ya sabz ) ke qareeb se oopar khulti hai, aur phir oopar wali mom batii ke wast nuqta ke neechay band hojata hai .


    Click image for larger version

Name:	DarkCloudCover-2c6f2d7b211942019a87dbe632fb3d2b.png
Views:	5
Size:	128.3 کلوبائٹ
ID:	12384580
    namona ahem hai kyunkay yeh ulta se manfi pehlu tak raftaar mein tabdeeli ko zahir karta hai. namona aik mom batii ke zareya tayyar kya gaya hai jis ke baad neechay mom batii hoti hai. tajir agli ( teesri ) mom batii par kam rehne ke liye qeemat talaash karte hain. usay tasdeeq kaha jata hai .

    Key takeaway

    1. dark cloud cover aik shama daan ka namona hai jo qeemat mein izafay ke baad raftaar mein manfi pehlu mein tabdeeli ko zahir karta hai .
    2. namona aik reechh ki mom batii par mushtamil hai jo oopar khilta hai lekin phir pehlay ki بیلش mom batii ke wast point ke neechay band hojata hai .
    3. dono mom batian nisbatan large barri honi chahiye, jis mein taajiron aur sarmaya karon ki bharpoor shirkat dikhayi jaye. jab namona choti mom batian ke sath hota hai to yeh aam tor par kam ahem hota hai .
    4. tajir aam tor par dekhte hain ke kya reechh ki mom batii ke baad mom batii bhi girty hui qeematon ko zahir karti hai. reechh ki mom batii ke baad qeematon mein mazeed kami ki tasdeeq kehlati hai .

    dark cloud cover ko samjhna

    dark cloud cover patteren mein aik barri kaali mom batii shaamil hai jo pichli mom batii par" tareek baadal" tashkeel deti hai. jaisa ke aik dil chasp naqashi ke andaaz ki terhan, khredar qeemat ko khulay aam se buland karte hain, lekin baichnay walay baad mein session mein Iqtidaar sambhaal letay hain aur qeemat ko taizi se kam karte hain. kharidari se farokht tak yeh tabdeeli is baat ki nishandahi karti hai ke qeemat ke ulat se neechay ki taraf anay wala ho sakta hai .

    ziyada tar tajir dark cloud cover patteren ko sirf is soorat mein mufeed samajte hain jab yeh qeemat mein izafay ya majmoi tor par izafay ke baad hota hai. jaisay jaisay qeematein barhti hain, manfi pehlu mein mumkina iqdaam ki nishandahi karne ke liye namona ziyada ahem hojata hai. agar qeemat ki karwai kati hai to patteren kam ahem hai kyunkay patteren ke baad qeemat kati rehne ka imkaan hai

    dark cloud cover patteren ke paanch miyaar yeh hain :

    1. aik mojooda ghunda gardi .
    2. is buland o baala ke andar aik up ( blush ) mom batii .
    3. aglay din aik khalaa .
    4. khalaa neechay ( baradri ) mom batii mein badal jata hai .
    5.pichli بیلش mom batii ke wast nuqta ke neechay reechh ki mom batii band hojati hai .

    dark cloud cover patteren mein safaid aur siyah mom btyon ki khususiyaat hai jin ki lambi haqeeqi lashain aur nisbatan short mukhtasir ya ghair mojood saaye hain. un sifaat se pata chalta hai ke qeemat ki naqal o harkat ke muamlay mein yeh iqdaam kam faisla kin aur ahem dono tha. tajir patteren ke baad aik reechh ki mom batii ki shakal mein bhi tasdeeq ki talaash kar saktay hain. tawaqqa ki jarahi hai ke dark cloud cover ke baad qeemat mein kami waqay hogi, lehaza agar aisa nahi hota hai to is se yeh zahir hota hai ke namona nakaam ho sakta hai .

    reechh ki mom batii ke qareeb lambay ohdon se niklny ke liye istemaal kya ja sakta hai. mutabadil ke tor par, agar qeemat mein kami jari rehti hai to tajir aglay din bahar nikal satke hain ( patteren ki tasdeeq ). agar reechh ki mom batii ke qareeb, ya agli muddat mein mukhtasir tor par daakhil ho raha hai to, aik stop nuqsaan ko بریش mom batii ki onche chouti se oopar rakha ja sakta hai .


    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_Trading_using_dark_cloud_cover_gbpusd.png.full.png
Views:	32
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12384581
    dark cloud cover patteren ke liye munafe ka koi hadaf nahi hai. tajir dark cloud cover par mabni mukhtasir tijarat se bahar niklny ke liye is baat ka taayun karne ke liye dosray tareeqon ya shama daano ke namonon ka istemaal karte hain .

    tajir takneeki tajzia ki deegar aqsam ke sath mil kar dark cloud cover patteren ka istemaal kar saktay hain. misaal ke tor par, tajir 70 se ziyada rishta daar taaqat index ( rsi ) talaash kar saktay hain, jo is baat ki tasdeeq faraham karta hai ke security par ghhor kya gaya hai. aik tajir dark cloud cover patteren ke baad kaleedi support level se kharabi ki talaash bhi karsaktha hai kyunkay is isharay ke tor par ke mandi anay wali ho .
    • #3 Collapse

      Re: What is Cloud pattern in trading

      Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


      Introduction:

      Jab bhi bullish trend k last par aik bearish candle aisi ban jaye k wo open to last bullish candle se above gap main hon lekin close bullish candle k real body k midpoint se nechay ho, to aisey pattern ko "Dark cloud cover pattern" kaha jata hai. Dark cloud cover pattern Piercing line pattern ka opposite pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Dark Cloud Cover Candlestick Pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo ziada tar high price area ya bullish trend k baad hota hai. Ye pattern qeematon k bullish trend ko 2nd black k bare real body ki madad se khatam karta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2603).png
Views:	2
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12384587

      Pattern ki Pehchan ka Rules:
      1. Dark cloud cover pattern ka bullish trend main banne ki waja se aik bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai.
      2. Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
      3. Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai.
      4. Pattern me 2nd black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (990).jpeg
Views:	5
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12384588

      Pattern ki Tafseel:

      Dark cloud cover pattern do mukhalif colour (black and white) ki candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik white real body wali bari candle banti, jo k qeematon k upward side pe teezi dekhati hai. Dosra 2nd black candle ki open position white candle se uper gap me hota hai, jo qeematon pe khareedaron k dabao ko dekhati hai. Lekin market main bullish trend ya buyers ka ye dabao uss waqat khatam ho jata hai, jab aik bearish candle white candle k top par gap main open ho kar white candle k real body se thora sa nechay close hoti hai. Black candle ki aik bari real body market me qeematon pe bullish pressure ko khatam karne k sath sath bearish trend reversal ka bhi kaam karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2602).png
Views:	7
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12384589

      Trading on Pattern

      Dark cloud cover pattern sellers k leye market main strong bearish signal deti hai, jiss se wo market main sell ki entry kar sakte hen.. Ye pattern agar market k centre me ban jata hai to is ka asar kam hota hai, lekin pattern ki ahmeyat us waqat ziada hoti hai, jab bhi ye pattern high price area ya bullish trend k baad banta hai.
      Dark cloud cover pattern me 2nd black candle ki real body aur position bohut ziada aham hai. Is pattern me candles ki wick ki koi ahmeyat nahi hai, lekin ye wick candle ki real body se kam hona chaheye ya candle ki real body k hise ko cover na karen. Dark cloud cover pattern me 3rd confirmation candle ka intezar zarori hai, agar wo candle 1st candle aur 2nd candle k baad close hoti hai, to ye bearish trend ko confirm karne k leye kafi hai. 3rd candle k bullish ya doji candle banne se pattern ka asar invalid ya zaya jata hai, jiss se market main mazeed iss pattern ki koi value nahi rehti. Pattern k leyw stop loss sab se top position jahan se bearish candle open hoti hai, se aik ya do pips abaove laga den.

      Click image for larger version

Name:	images (989).jpeg
Views:	22
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12384586
      • #4 Collapse

        Re: What is Cloud pattern in trading

        Assalamu Alaikum Dosto!


        Dark Cloud Cover Pattern


        Dark cloud cover pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend main banta hai. Ye pattern bullish k kamzori ki nishan dahi karta karta hai. Dark cloud cover pattern two days candles par mushtamil pattern hai, jis me pehlee aik long real body wali bullish candle hote hai, jis k baad dosree aik long real body wali bearish candle banti hai. Dosree candle aik to bearish signal detee hai aur dosra ye uptrend ka ikhtetaam karti hai,jiss k baad prices bearish trend reversal ka sabab banti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (992).jpeg
Views:	20
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12384591

        Candles Formation


        Dark cloud cover pattern ek bearish trend reversal pattern hai, aur uptrend k baad main bhi bannta hai to us k leye candles ki darrjazel format honi chaheye ;

        Click image for larger version

Name:	unnamed (51).jpg
Views:	10
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12384592

        1. First Candle: Bearish dark cloud cover main pehle din ki candle aik long real body wali white/green hotee hai, jo prices k uptrend ki turrjumani kartti hai. Ye candle normal size aur bullish trend k mutabiq banti hai.

        2. Second Candle: Bearish dark cloud cover pattern main dosre din ki candle ek black/red candle banti hai, jo k prices k bullish trend ka ikhtetaam kartti hai, dosre din ki candle pehle din ki candle se upper gap main open hotti hai aur close bullish candle k central point se lower pe hotti hai.

        Explaination


        Dark cloud cover pattern "Bearish Meeting Line Pattern" se melta julta pattern hai, jo same bullish trend ko bearish trend me reverse kia jata hai. Ye pattern normal do din candles par mushtamil hotti hai, jis main pehle din ki candle aik bullish candle hotti hai, jo k prices k uptrend ki nishan-dahi kartti hai, ye candle size aur formation me normal long real body wali bullish candle hotti hai. Lekin dosre din ki candle aik long real body wali bearish candle hotee hai, jo k open to pehle din ki candle se upper gap me hotti hai, lekin close bullish candle k centre ya darmeyyan se thora sa lower pe hotti hai. Dosre din k candle aik to bearish signal deti hai, dossra ye bullish trend ya uptrend k khatmey ka bahiss bhi bantti hai. Ye pattern "Piercing Line Pattern" ka ulat semat main banta hai.

        Click image for larger version

Name:	images (991).jpeg
Views:	19
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12384593

        Trading


        Dark cloud cover pattern par trading ka tareeqay kar bhi "Bearish Meeting Line Pattern" jaisa hai, jiss par market main sell ki entry ki jati hai. Pattern par trading se pehle prices ka baghawar study karlen k ya to ye uptrend me honni chaheye aur ya ye high level pe hon. Pattern ki pehlee candle normal long real body wali hotti hai, jis ko dosre din ki bearish candle follow kartti hai. Dark cloud cover pattern me dosre din ki candle ki formation bohut zarrori hai, aik to ye gap me pehle din ki candle se upper side pe honi chaheye aur dosra ye k ye candle close bullish candle k darmeyan se nechey honni chaheye. Dark Cloud Cover Candlestick k leye trend confirmation trade entry se pehle zarrori hai, jab bhi pattern k baad teesre din ki candle bearish ya black candle banne gi to ye market main me sell se entry karne ka time hoga. Stop Loss pattern k sab se highest price ya bearish candle k top se aik ya do pips par set karen.

        Click image for larger version

Name:	images (2604).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12384590
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is Cloud pattern in trading

          Dark cloud candlestick pattern


          Market Mein dark cloud candlestick pattern 1 bearish reversl candlestick pattern hta Ha market Mein 1 Chota aa bearish engulfing candlestick pattern hota hy is candlestick pattern mn different types ki candle banti hai in candle ko bullish candle or bearish candle kha jta ha market Mein traders in candles K sahary benefits hasil kr sakte hain ke save price ke gap ko achy way se confirm kr sakte hain market name traders Jb uptrend Mn apni trade open krna chahty hn to us wqt wahan market Mein dark cloud candlestick pattern ka istemal kar sakte hain q ki ye candlestick pattern unhain uptrend se related best information provide Karta Hai wahan is candlestick pattern ke through market ko achi tarike se analysis kar sakte hain aur Market ki price ke guess k bare mn bhi complete knowledge aur ilm Hasil karne ke badyeh market mein uptrend mein apni ID open kr sakte hain q ki Jb dark cloud candlestick pattern market Mein uptrend ki jankari ke liye behtarin zariya hai.

          Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_zoomedindarkcloudcoverGBPUSD.png
Views:	87
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12384595


          importance


          Market Mein candlestick pattern bht ziada important Hte Hain Jo traders market metric Krte Hain To unhain Apni trading karte wqt market ko analysis karne ke liye inhe candlestick pattern ki zarurat padti hi wahan In candlestick pattern mn se best candlestick pattern ko select Kar ke market ko acche tariky se identify kr lete hain jo market ko identify krne ke lye yah candlestick pattern bht hi behtaren zariya hoty hn market Mein sary members trading ke liye bahut hi profitable Hoty Hain. market k trend ko find kie baghair jb trader trade active krta ha to usko nuqsan hota ha. Lkin ager trader Candlestick Patterns k zariye apna knowledge complete kr le to trader ko market trend ko correctness k sath find kerna asan ho jata ha.

          Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	32
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12384596

          Trading with Dark Cloud Cover Candlestick Pattern:

          Dark Cloud Cover Candlestick Pattern main jb second candle gapup k sath open hoti ha to is pattern ki 1 confirmation ha aur phir jab second candle first candle ki body k 50% sa nichye close dei to yeh is pattern ki complete hona ki Final confirmation ha. Is k bad trader ko new candle k open per "Sel ki trade active krni chahiye, or loss ko second candle k High per place krna chahiye aur Take Profit ko next support levels per p-1, p-2 aur p-3 ker k place kerna chahiye. ager trader Candlestick Patterns k related apna knowledge complete kr ly to Trader ke market trend ko correctness k sath find kerna asan ho jata ha.

          Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	9
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12384601

          Dark cover cloud patern Hamsha apko resistance level par mil skta ha Jab market mein ek strong uptrend hota hai aur uske bad market apni reversal trend Mn movement complete krna chahti hai To Aisi situation main aapko yah trend mil sakta hai r is candlestick pattern ko ap easily understand kar sakte hn is mein just apko2 candlestick pattern ko study krna Hota Hai jis mein1 candlestick pattern bullish trend aur 2candlestick bearish trend Mein hoti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X