Aroon Oscillator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aroon Oscillator
    Introduction with Aroon Oscillator.

    Dear Jeab aroon oscillator zero line sy above move kar jae to eska matlab hota hai k aroon up aroon down ko above sy cross kar raha hai. Ye trader ko signal provide karta hai k market ma uptrend start hony wala hai. Jb oscillator zero sy below move kar jae to es ka matlab hota hai k aroon down aroon up ko below sy cross kar raha hai. Es time par trader ko ye signal deta hai k market ma downtrend start hony wala hai.

    Click image for larger version

Name:	arno-1-spyexam.png
Views:	2
Size:	54.1 کلوبائٹ
ID:	12520544

    Relation between Aroon oscillator main moving average

    Dear Aroon oscillator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open karna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unke sath mila kar use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai.Aroon ko agar MCAD Kay sath mila kar use krny sy market main trade open kerny ky liay best oscillator milti hai aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same

    Click image for larger version

Name:	Aroon.gif
Views:	13
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12520545

    Cogency of Aroon oscillator

    Dear Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur Aroon ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb Aroon oscillator 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha aur Ham is per trade open kar lete hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky Aroon oscillator ko read kis tarah karna hai aur best trading ky liay indication kis tarah hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho

    Click image for larger version

Name:	aroon-indicator.jpg
Views:	7
Size:	102.1 کلوبائٹ
ID:	12520546

    Importance of Aroon Oscillator

    Dear Aroon oscillator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta ha, ye aik bht useful oscillator ha jo hmain mufed trading karnay bht support karta hai hamein ia ko use karna seekhna chahiye ta k achay faislay kar sakain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aroon Oscillator

    Aroon Oscillator

    Aroon oscillator mn moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil kr k trade open krna hoti hai ya phir hm other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use krny sy hi acha indication hasil hota hai aur hm is per trade open ker lety hain jis sy hmari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain so hmain pehly yeh pata hona chahiye ky Aroon oscillator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil krni hy.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	3
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12384503

    Importance

    Aroon oscillator aik bht hi important oscillator hai jo aap ko market mn buying or selling se related indication provide kar rha hota hai aur is indicator mein aap ko baht achi e trading activities mil sakti hain lkin is ke liye aap ko is related proper learning hasil krny ke sath sath is ki properly calculation ki zarurat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	1
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12384504

    ye aik bht useful oscillator ha jo hmain muted trading karnay bht support karta ha hmain ia ko use karna seekhna chahiye ta k achay faisly kar skain.

    Es time par trader ko ye signal deta hai k market ma down trend start hony wala hai. Jis trader ko aroonoscillator ko use karna ata hai wo easily market ka trend find karny ma kamyab ho jata hai.

    Relative information.

    Jis trader ko es indicator ki koi knowledge ni hai usk lyr problems barh jati hai k wo kis time par kon si trade ko prefer kar sakta hai. Trader ko pata chal jae k es time buy ki ya sell ki trade open karni hai to uska adha kam ho jata ha
    Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	1
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12384505
    Last edited by ; 10-04-2022, 02:17 AM.

    اب آن لائن

    Working...
    X