Introduction to Gravestone Doji candle
1. Gravestone doji candle us waqat banti hai jab market ki qeematon ka open, close aur low positions aik hi ho. Is candle ka oper (uper) ki taraf aik bara saya hota hai.
2. Dosre doji candles ki tarah gravestone doji ko bhi market k reversal ya tasalsul k leye tabeer (refer) kia jata hai. Is k leye doji candle stick ki position ko malom karna
bohut zarori hai k ye kis position pe ban rahi hai. Agar gravestone doji kisi bullish ya ziada price wale area me paye jaye to ye qeematon k reversal ki taraf ishara karti hai, aur
agar ye candle kisi mandi ye kam qeemat wale area me paye jaye to is ko market me teezi (bullish trend) ktawar par dekha jata hai. Lekin agar ye sideways trend me
paye jaye to is ko gher-janebdar tasawar kia jata hai.
Top Gravestone Doji
1. Gravestone doji candle bearish signal degi agar is ko mazbot up-trend ya high qeemat wale area me ban jaye. Ye aik bearish candle hai, q k is ka oper ki janib aik lamba saya
hai aur is ka close position kam (low) hai. Low price me band hone ka matlab hai k mandi (bear) qeematon par hawi hai, halankeh baqi candle pehle bullish hi rahi hai.
Agar candle k opening aur closing points aik dosre k qareeb hongay to is ko shooting star candle kaha jayega, is candle ko bearish candle me shumar kia jayega
2. Gravestone doji at the top qeematon k reverse hone ka signal de rahi hoti hai lekin sell se pehle market ka confirmation zarori hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим