forex trading big news
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sadaf001 پيغام ديکھيے
    Wo kon kon si big news hn jis se market me highest movement hoti he,?
    full tafseel se btaye wo news.
    Forex main aise kaye optoin hain,.mere khayal main achhi site forex factory .com ha .jis per aap daily news chek ker lain ore trading kertay jayen,.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mujhey is kay baray main itna tio nai pata hai kyu kay main nay kabhi bhi news se kam nai kiya hai main hamesha he apni khud he trading karta hu or news kay baray main mujhey itna nai pata hai kay main app ko bhi bata saku lakin news app o mt4 meta trader se he milti hai.
      • #48 Collapse

        Many traders fail because of who believe that they can succeed in the Forex market. We have a plan and good management standards, then it may mean negotiation depends significantly. Forex and what should be a point where you want to build the system.
        • #49 Collapse

          dear forex ki news daifferent websites per ati han jo k already show ho rahi hoti han .jin me sub se achhi site forex factory .com ha .jis per aap daily news chek ker lain ore trading kertay huay is news ko zehn me rukhain kiun k in ki weja se market me high impact aata ha
          • #50 Collapse

            Forex main app ko news ka difference sites ko dekh kar pata chal sakta hay per app ko is currency ki movement app ko market ko dekh kar pata chale ga aur app ko is main safe ho kar trade ko karna ho ga jis main app ko loss bhi ho sakta hay .
             
            • #51 Collapse

              i think before we start trading we spent a few minutes to get to our forex soucee info like go to instaforex website and read some news before start trading or we can listening the online news of forex investment during we trades forex online
              • #52 Collapse

                g han is men bohat sary idary shaimil hoty hen jo world level poy is business ko cahla rahe hoty hen men sirf ye janta hon k ager usd ke high impact news aay to market min bohat zyada movement hoti hai our is tarh ki news achi hoti hen.
                • #53 Collapse

                  I am really sorry as I am nnew in this place .main jaisy hi mazeed maloomat jaan jan gi apko zaror satisfy karon gi aur mujhy puri umeed hai k main bohat jaldi maloomat hasil kar k apko bataon gi aur app k sawal ko satisfy karn gi
                  • #54 Collapse

                    dosto forex ki news daifferent websites per ati han jo k already show ho rahi huti han .jin me sub se achhi site forex factory .com ha .jis peer aap daily news chek ker lain ore trading keretay huoay is news ko zehn me rukhain kiun k in ki weja se market me high impact aata ha,,,,,
                    • #55 Collapse

                      forex aik bht bari market hai yahan tk k pakistan jaisi country agar tabah b ho jay tb b is per koi farq nahin parta jab tk world trade centers na girain,, aur ya america main unemployment ya kisi bank k dewaliya ki report na aay so be fikar ho kr trade krain
                      • #56 Collapse

                        my dear brother forex trading me news ka bahot asar hota hai trading par . forex trading ke dawran agar news me koi new baat agayee to hamara trade hamare idea ke apposate hosakta hai . hame chahiye ke hum news ke waqt bilkul trading na kre ..
                        • #57 Collapse

                          jab hum fundamental analyses kerte hen to hum news k impact ko dekhte hen is news ka market per kitna impact pre ga.sab se ziada employment,unployment,interest rate decision and press conferences ka market per ziada impact pehta he in se market more than 100 pips tek move kerti he.
                          • #58 Collapse

                            news kisi bhi currency ki ho sakti hai ya kisi bhi pair ki jab news ati ahi tu market main movement start ho jati hai aur is tarha se bhi hota hai ager kisi currency ki news a jaye jese ke USD ki news a jaye ke aj USD strong ho ga tu jahan USD buy hota hai wahan wo market Up hoti hai aur jahan USD sell hota hai wahan market Down hoti hai
                            • #59 Collapse

                              brother differnet types ki news hoti hain jaisy agr ik country mein koi huge blsating ho gai ya kuch bi to uski economy py asr prta hai or wo gir skti hai.istarh ki news se market ki movemnt down hoti hai or yeh news apko different sites or news se pata chl jati hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                sorry guys mujhe nahi pata ye news kia hai kyun ke main forex trading business mein new member hn is liyan aur mujhe abhi tak is news ke bare mein bata nahi gaya hai sorry:confused:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X