Introduction
Respected Members Lagging indicator wo indicator hoty hain jo market ki past price ko use kar k market future ko predict karty hain but en indicator ka side effect ye hai
k is time par signal dety hain jb market wo movement start kar chuki hoti hai or trader ko is k bad enter hony sy kio khatir khawa benefit ni hota. But en indicators ka advantage ye hai
k ye zayada tar accurate signa ko provide karty hain or trader ko agr profit na ho to loss b ni hota.
![Click image for larger version
Name: download.jpg
Views: 4
Size: 6.9 کلوبائٹ
ID: 12520202](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12520202&d=1645964836)
Leading indicator b market ki past information ko use karty hain aur asa signal generate karty hai jo market adopt karny wali hoti hai. Yani ye advance ma trader ko market ki
movement k bary ma bata dety hain. in ka side effect ye hota hai k trader aksar time sy pehle he market ma in ho jaty hain or loss ka shikar ho jaty hain. But es ka advantage ye hai k
trader ko agr acha trading signal hasil ho jay to un ko big profit ko hasil karny ma bhot asani hoti hai or en k account ma acha profit plus ho jata hai. So trader ko aik ye time ma both
indicators ko use karna chahe ta k market sy benefit hasil kiya ja saky.
![Click image for larger version
Name: download (1).jpg
Views: 3
Size: 10.2 کلوبائٹ
ID: 12520203](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12520203&d=1649340976)
Leading indicators and their role in forex trading.
Ye aisy indicators hoty hain jo hamain future trading ka signal daity hain. Yani ye indicators na sirf hamain market ki strength ka bataty hain balkeh iski reversal ka bhi signal daity rehty hain.
Jab ke inki value ko daikhty huye bhi ham market ko predict kar sakty hain. Leading indicator apni is kahsiat ki waja say market ko asal main lead kar rahy hoty hain. Laikin shorter time
frames main inka signal wrong hota hay jis say loss bhi ho jata hay.
Respected Members Lagging indicator wo indicator hoty hain jo market ki past price ko use kar k market future ko predict karty hain but en indicator ka side effect ye hai
k is time par signal dety hain jb market wo movement start kar chuki hoti hai or trader ko is k bad enter hony sy kio khatir khawa benefit ni hota. But en indicators ka advantage ye hai
k ye zayada tar accurate signa ko provide karty hain or trader ko agr profit na ho to loss b ni hota.
Leading indicator b market ki past information ko use karty hain aur asa signal generate karty hai jo market adopt karny wali hoti hai. Yani ye advance ma trader ko market ki
movement k bary ma bata dety hain. in ka side effect ye hota hai k trader aksar time sy pehle he market ma in ho jaty hain or loss ka shikar ho jaty hain. But es ka advantage ye hai k
trader ko agr acha trading signal hasil ho jay to un ko big profit ko hasil karny ma bhot asani hoti hai or en k account ma acha profit plus ho jata hai. So trader ko aik ye time ma both
indicators ko use karna chahe ta k market sy benefit hasil kiya ja saky.
Leading indicators and their role in forex trading.
Ye aisy indicators hoty hain jo hamain future trading ka signal daity hain. Yani ye indicators na sirf hamain market ki strength ka bataty hain balkeh iski reversal ka bhi signal daity rehty hain.
Jab ke inki value ko daikhty huye bhi ham market ko predict kar sakty hain. Leading indicator apni is kahsiat ki waja say market ko asal main lead kar rahy hoty hain. Laikin shorter time
frames main inka signal wrong hota hay jis say loss bhi ho jata hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим