Aslamualaikum!
Dear friend mujy umeed hai ap sab kehriyat sy hon gay or achi Trading kar rahy hon gay, ap ny bhot hi perfect information humary sath share ki hai.agr ap market Main working karty hain, to market main successful Trading karny k liye ap ko apni learning ko perfect bnany k sath sath apny experience ko b strong karna hota hai. Agr ap market main successful Trading karna chahty hain to ap ko Trading ka Experience hona chahye, aj mai aap ko supply our demand k related information dena chahti hun jis ko ap samjh kar Trading main successful ho sakty hain.
DEMAND ZONE:
Dear forex trading market mai demand jis ka matlab hai ky market main kise bhi assets ki kitne requirement hoti hain, Jab market main kisi currency ka demand main izafaa hota hai to es ki value bhi increase ho jaati hai or esi tarha jab kisi currency ki demand main kami aati hai, to ess ke value main bhi kami ho jaati hai, hum aisy market mai jab yeh dekhty hain k market main es chez ki demand ziada honay wali hai wo chez hum ly lety hain ta k us ki value ziada ho to humy muafha ho jata hain.
SUPPLY ZONE:
Dear Supply wo quantity ya quality hai jo market main kisi currency ya commodity's ki jo market main mojood hoti hai, Agar kise currency ki supply market main zaida hoti hai to us currency ki value main kami waqia hoti hai. Or esi ky agar kise currency ki supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Kuch members mostly wo cheezay purchase karty hain ya un cheezon main invest karty hain jin ke supply km hoti hai kun ky un ke value main musalsal izafa dekhny ko milta hai, Jesa ky ap Gold or normal pathar ka andaza laga lain. Gold ki supply km hai to ap ko bahut mehnga miltay hain lekin normal pathar ap ko har jagha sy milty hain to wo free hain ya bahut sasty hain. Aisy hi forex market mai jis currency ki demand zayda hoti hai wo high rate par milti hai jis ki supply ziada hota hai wo kam rate par milti hain.
DIFFERENCE BETWEEN SUPPLY AND DEMAND ZONE:
Dear Forex trading market main kam karty hoye humain Demand or supply ka pata hona chahye. Jab market main demand zaida or supply km hoti hai to demand supply competition ki wajha sy price main izafa hota hai. Jab market main supply zaida or demand km hoti jaye to es situation main market ki value main kami a jati hai.
OTHER DETAILS:
Dear Forex trading market main demand aur supply dono Same hon, yani ky demand jitni ho utni he supply ho, to market ki value na to decrease hoti hai ,na increase hoti hai. jo members market main supply zone par Sell ki trade lagaty hain ya Demand zone par Buy ki trade lagaty hai wo Maximum advantages hasil karty hain es liye ap ko different factor par study kar k Trading main kam karna chahye ta k ap ko proper experience ho jab ap achy experience k sath kam krain gy to ap ko fayda mily ga, market main supply zone par Sell ki trade lagaty hain ya Demand zone par Buy ki trade lagaty hai wo to maximum profitable ho sakte Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим