Top Gravestone Doji
Gravestone doji candle bearish signal degi agar is ko mazbot up-trend ya high qeemat wale area me ban jaye. Ye aik bearish candle hai, q k is ka oper ki janib aik lamba saya hai aur
is ka close position kam (low) hai. Low price me band hone ka matlab hai k mandi (bear) qeematon par hawi hai, halankeh baqi candle pehle bullish hi rahi hai. Agar candle k opening
aur closing points aik dosre k qareeb hongay to is ko shooting star candle kaha jayega, is candle ko bearish candle me shumar kia jayega
Top Gravestone Doji k sath Trading
Gravestone doji at the top qeematon k reverse hone ka signal de rahi hoti hai lekin sell se pehle market ka confirmation zarori hai, aur is k leye zarori hai k doji candle k bad wali candle ko
dekha jaye k wo kon si aur kis tarah ki banti hai. Agar doji candle k bad banne wali candle doji candle (candle 2) aur doji candle se pehle wali candle (candle 1) k nechay close ho jaye to is
ka matlab hai k ye sell ki confirmation de rahi hoti hai. Stop loss doji candle k saye ka top position hoga.
Candles formation: jab bhi candle 3 candles 1&2 k nechay close ho jaye to sell ki trade lagayen. Agar qeematen 4rth candle me wapis uper jane lagay to candle 1,2& 3 k top pe stop loss set karen.
Lekin agar ye sideways trend me paye jaye to is ko gher-janebdar tasawar kia jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим